Message for traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    Baaz trader jo forex ka kaam shuru kartay hain wo shuru main hi kisi ghalat broker k haath main phans jaatay hain or broker un ka paisa le kar bhag jaatay hain or un k haath main kuch nahin rehta
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      technical anyalsis main sab se zaroori cheez ye hai k ham char per poori tarha dekhain k kahan kahan support levels hain or kahan kahan resistance level hain phir ham in levels pe trade karain
         
      • #993 Collapse

        Aik bohat zaroori cheez ye hai k ham candlesticks ko study karain actually ye market ki language hoti hai jo market khud bata rahi hoti hai k us ka agala qadam kya ho sakta hai is liye ye bohat zaroori hai
           
        • #994 Collapse

          Candle stick k bohat se patterns hotay hain jin ko properly seekhna parta hai warna hamari trading behtar nahin hogi is liey bohat zaroori hai k ham candle stick ko achi tarha samajh kar trading karain
             
          • #995 Collapse

            Main jab bhi trading karta hoon to pehlay main price action ko dekta hoon ki kis jaga per support levels or resistance level mojood hain or phir moving average ko bhi dekhta hoon is se mujhe madad milti hai
               
            • #996 Collapse

              Main apni trading k doran over bought levels dekhnay k liye or over sold levels dekhnay k liye aik indicator use karta hoon jo bohat accurate bata hai k price ooper jae gi ya neeche ye stochastic indicator hai
                 
              • #997 Collapse

                Stochastic indicator mujhe to boaht pasand hai is se kaafi hadd tak andaza ho jaata hai k price ka movement kis taraf honay waala hai lekin dosto hamain is k saath price action ko zaroor yaad rakhna chahiye
                   
                • #998 Collapse

                  Stochastic indicator or Rsi indicator ka kaam aik jesa hi hota hai dono indicators hamain ye batatay hain k market main buying ya selling bohat zyada ho chuki hai ab trend change honay waala hai
                     
                  • #999 Collapse

                    Dosto ham kitna bhi technical analysis kar lain jab tak ham apnay account ko sahi tarha se manange karna nahin seekhain gay tab tak trading main hamara profit karnay ka khwaab poora nahin ho sakay ga
                       
                    • #1000 Collapse

                      Kuch log daily chart use kartay hain un ka kehna hai k daily chart per ham market ko zyada waazay tor per dekh saktay hain jo signals hamain daily charts per miltay hain wo aik ghantay k chart per nahin miltay
                         
                      • #1001 Collapse

                        Ham jesay bhi trading karain bus hamain pursukoon ho kar trading karni chahiye loss k bawajood hamra dil sukoon ki kefiayat main hona chahiye phir kabhi na kabhi ham profit bana hi letay hain
                           
                        • #1002 Collapse

                          Forex trading ko bohat kam arsa hua hai online aaye hue is se pehlay log stock exchange main trading kartay thay or us main paisa bhi bohat lagana parta tha lekin forex main ham thora paisa bhi laga saktay hain
                             
                          • #1003 Collapse

                            Bohat se mahereen ye waja talaash kar rahay hain k aakhir kaar forex main 90 percent log loss kyun kar rahay hain to dosto sab se bari waja un ko ye nazar aayi k log stop loss baray rakhtay hain
                               
                            • #1004 Collapse

                              Hamara forex main laaya hua paisa hamara qeemti sarmaya hota hai hamain is ko yun hi nahin zaaya kar dena chahiye balkay aik achi hikmate amli se profit bananay k moqay dhoondnay chahiyen
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                Aik behad zaroori baat jo hamain yaad rakhni chahiye wo ye hai k her trade main hamain chahiye k jitna chota stoploss ham use karain gay utna hi hamaray liye acha hai ye bhi aik zaroori cheez hai
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X