greedy approach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    avoid greedy approach,greed karo gay to jo mil raha ho ga wo b nai mily ga,misal k tor par ap ne invest kia aur ap ko profit mil raha ho lekin ap kahen thora aur kar lety han to jo ap ko dobara us plateform sy milny wala hota ha wo b kho jata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      lalaach to har cheez ke liye bura hai chahe woh koi sa bhi bhisness kyun na ho trading mein ziada lalaach dekhana apna time aur paise gawana
      • #453 Collapse

        g bhai aap ne sahi kaha hai .... i agree with you actually greed is a curse aur greed nahi karna chaheyai ye trader ke lye buhat worst hai greed se kuch bhi hasil nahi hota sewaye loss ke ....aur trading ko profesionally aur responsibility ke sath l karna chaheyai
        • #454 Collapse

          g bilkul bhai jaan greed is the biggest enemy of us hamain forex main jab bhi loss hota hai es na muraad ki waja se hi hota hai agr hum kam pe guzara karna seekh jayen to aisa na ho. think about it
          Last edited by ; 18-07-2014, 11:59 PM.
          • #455 Collapse

            Aslam o alikum main nay recently is he month say forex ko join kai hai or is say pwhlay main nay bohat saray online kam kia hai mgr sab say best forex laga hai nahe ya acha nahe hai k ap k mind main greed ho khass tow par tow forex main ap ko greed nahe honi chaheya
            • #456 Collapse

              In just a short time, so we should be able to minimize the risk in our trade so that our margins remain safe and we can continue to do trade,in my opinion, we should always use good money management and sl in each of our trade.
               
              • #457 Collapse

                forex trading main agar aap ko kamyaab hona hai to greed ko bilkul apnay zehan se nikaal dain. agar aap greed karain gay to aap ka balance zero bhi ho sakta hai. greed kay bajaaye thorray profit pe hi satisfy hona chaahiye
                • #458 Collapse

                  yes greed is hthe worst approach of a trader. Greedy approach use krny say trader ko hmesha loss he hota hai aur buht say successful traders is approach ko use krny ke vjh say apna capital loss kr dety hain aur un k pass kch ni bchta phr trade k lie just bcoz of greed
                  • #459 Collapse

                    yes dear friend greed hi trader k loss ki sub se berhi weja ha kiun k jab bi market me tazi hoti ha hum ziaada se ziada earning ki kmoshish me hotay han ore isi laalech ki weja se loss per loss hota rehta ha
                    • #460 Collapse

                      Mere khiyal se Forex trading main chonkay achi earning ha iss zaida tar traders jab kisi news ki waja se market main taz movement hoti ha tu uss waqat baray volume ki trade laga kay kum waqat main zaida profit ki lalich kartay hain jis main aksar un ko bara loss ho jata ha.
                      • #461 Collapse

                        Dear Forex trader , apne shi kaha. Hamen forex men lalach nahi kerna chahye . Or ager hum successful hona chahte hen to ahemn subr se kaam kerna chahye kiun keh successful hone ke lye hamen experience ki zarurt hoti eh or wo slowly milta he.
                        • #462 Collapse

                          forex trading main agar aap ko kamyaab hona hai to greed ko bilkul apnay zehan se nikaal dain. agar aap greed karain gay to aap ka balance zero bhi ho sakta hai. greed kay bajaaye thorray profit pe hi satisfy hona chaahiye
                          • #463 Collapse

                            ji haan mere dost hamain forex mai kabi lalach nai krna chiay kiu k is se ham nuqsaan kr sktain hy, hum agr thoray profit hasil kr re hy to hamain us pe b kush rehna chiay and hamain lalach nai krni chiay zida se zida profit ki
                            • #464 Collapse

                              greedy nature ek aesi cheez hai jiss sya hum kabhi b kamyabi haisl nahi kar sakty hain hume chehy k hum greedy nature say kam na kare jiss say is lye hume kam ko samjhna chahye k kesay kam ko kya jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                forex main greedy aproach waly nakam ho jaty hain q k wo forex par lalach kar k pasy kamana chahty hain or zyada lalach ki waja sy mistakes akrty hain or rules ko bhi follow naheen karty hain so un logon ko loss ho jata hay forex par

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X