importance of planning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    Forex trading mein planning ki bohat ahmiat hai agar wise planning Kay according trading ki jaye to good trader bhi bna jaskta hai good earner bhi bna jaskta hai is liye planning bohat zruri hai successful hone Kay liye or trader good earning se life dtyle bhi change kar sakta hai is liye wise planning bhi ki importance hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      bhai konsa kam hai jis main planinig ki zarurat nahi hoti new traders k liye bat ya ha k phly to woh demo account pay practice karen aur dosra k woh patient say trading karen emotional bilkul b na ho
      • #933 Collapse

        g han mai app ki bat sy agree hon forex mai wok karnay k leyah hamay planning krni chaheyah tb he hum kamyab ho saktay hain or ek achay trader bun saktay hain.
         
        • #934 Collapse

          ji yeh kam base hi planning py krta hai es liey es kam ko sahi trhan sy krna chaheay yeh kam sahi hai acha hai ..................!
          • #935 Collapse

            G han is business me planning ki bhi bht zyada zarorat ha kyun k ye aik asa business ha jis me hm achi earning tb hi kar sakty hain jb hm is business me palnning k sath kam karty hain isi liye planning is business me achi earning k liye bht zarori haa
            • #936 Collapse

              planning bahut zarori ha kiyu ka kisi bi kam ma kamyabi ka inhisar apki planning pa huta ha jitni apki planning achi hu gi utna ap ko faida hu ag kiyu k agar ap aik plan ka mutabiq kara ga to ap kabi mar nahi khai ga balka ap is ma kamyabi ahsil kar la ga is liya ap bi trade sa pahla plan kar ak lagai taka faida hu apko
              • #937 Collapse

                forex mien planning ki bhot ahmiyat hai kyn kay jub trader aik plan kay tahit business mein hard work kerta hai tu woh apnay liye kafi profit bana leta hai
                • #938 Collapse

                  G bilkul is main koi shak nai hai is main hum kamyab ho sakty hain lekin is main humaray liay stertergy bohat zarrori hai is main hum kamuyanb hi ys waat ho sakyt hain
                  • #939 Collapse

                    bht ehmiyat hai forex trading business main kam karny k liye markeet ko khoub soch samjh k achi tarah anylise kar k planning karny ki.achi plannaing apko loss say bacaha sakte hai or profit day sakte hai
                    • #940 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha is business me planning ki bht zyada importance ha agr hmen is business me success hasil karni ha tu us k liye hmen chahye k hm is business me achi planning k sath kam kareen isi liye planning ki bht zyada zarorat ha is business me
                      • #941 Collapse

                        yes janab planning ki bohat important hay janab kisi bhi trading kay liye, aur forex trading main bhi, agar aap planing say har kam karan gy, aur aap ko pata ho keh kab keya karna hay, to aap aik kamyab trader ban saktay hain,
                        • #942 Collapse

                          hum agaar forex ya koi oar business ki baat ki jaayee tou planing hi karni chaahaye us se hum ko pata chaal jaata hai k humhara next target kia ho ga es liya planing karro
                          • #943 Collapse

                            forex trading main planing jka aik cleedi kirdar raha hai ager hi planing achi kerayain gay to humian profit bo waqt k sath ziyda milay gi.
                            • #944 Collapse

                              g haan g apki baat bilkul teekh hai oor myn iss business sey agre karti hoon hmyn iss business myn planning ko boht importance denni chahye ye hamarey liye bht zaroori hai ooor iss sey hamara he faida hai phley planning sey kaam kafi acghaey hotey hein....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                Assalam-O-Alaikum jitna be experienced aur acha trader ho jab tak wo achi planning aur achi strategy nahi apnata tab tak wo is me kamyab nahi ho sakta isi liye to kehtey hen key achi planning aur strategy sey hen aik acha business man pehchana jata hey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X