forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    Forex treding buznees main hum logh jab treding karte hyn tab hum ko cahye kah humain yahun par buhat hi zyda imported hyn stop los ki buhat hi zyda ahmiyat hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      Forex trading busniss mai looss tu ek common cheez hy lakin lakin looss kerna ke bad looss hona ke reason ko clear kerna badi bat hy is liya apko chahye k is ko achi terhan sai seekho
      • #1593 Collapse

        hamain loss bi to ho hi jata hai is main hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k market main loss na ho saky aur hum earn kar saky aur har jeet to life ka hisa ho ti hai aur greed koo avoid karna ho ga ta k profit hasil ho
        • #1594 Collapse

          loss say hum kis tara say khud ko loss say safe kr saqty hain baki her ik trader ko is market say loss milta hai laikin is say humy kafi zada ye baat ki try krni hai jis ki vaja say is market say khud ko loss say hum nay safety say kaam ko krna hai
          • #1595 Collapse

            har jeet to zindigi ka hisa hai is main hamain trade kar k kamyab ho sakty hain ta k market main loss kam ho saky aur is k rules ko follow kar k hi trade kar k kamyab ho sakty hain aur hard work karni ho gi ta k loss na ho saky
            • #1596 Collapse

              loss ki vaja say hum ko is market main kaam ko krny k sath is baat ki trf b time nikalna hota hai k kis tara say ik trader ko is market main kaam ko krna hai or sath main ik trader ki yehi try hai jis say ye loss say safe krta hai khud ko
              • #1597 Collapse

                loss ko kis tara say hum nay khud kay faida k liay use kr saqty hain kun k is ki vaja say hum nay is market main new way say trade ko krny ki try krty hain or at the end hum ko kafi zada is say new trade ko krty hain to earn kr laity hian
                • #1598 Collapse

                  g han loss bi ho sakta hai ye ak riski buisness hai is main hamain kamyab hony k liye hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho saky aur is main kamyab ho sakty hain aur experience hasil karna ho ga ta k earn ho saky
                  • #1599 Collapse

                    Forex treading ma koi b aisa factors nae jis ma learning n,,,loss ke main reason mistakes hoti hy disheart hony ke bajay ,,,forex treading ma agr ap os mistake ko find out kro js ke waja sa loss howa hy tu learning strong hi,,so loss sa b ap learning profit gain kr sa k ho,or future ma apny ap ko is mistake sa save b kr sakty ho
                    • #1600 Collapse

                      brother agar ap ka trade loss pey ja rha haina toh apko wohi currency ka kabhi b lot mat kolna understand yeh yaad rakna aur han agar ap ka profit hota ja rha haina toh us ko profit mae honay do .understand
                      • #1601 Collapse

                        loss hota hai laikin is k sath main earn b kr saqty hain money ko agar hum k pass is market main maloom ho k kis tara say trading ko krny say profit ko earn kr saqty hain hum bus yehi ik trader ki sub say zada zarori hota hai
                        • #1602 Collapse

                          Forx trading main agar loss apka ho jay to haqqeqat main apka nuqsan hy per agar ap doisri side sy daikho to apky liy faida hy Jo ap next trade main wo mistake ni karo gy Jo us time main loss kia tha
                          • #1603 Collapse

                            Profit and loss to trading ka aik hissa hay aik acha trader wohi hay jo loss anay say pareshan nahi ho balkay us say lesson learn karay aur future main wesi mistake repeat karnay say guraiz karay kiun kay loss hi aik esi cheez hay jo trader ko bohat kuch seekhati hay lehaza trading main jab loss ae to us ko dil pay hargiz nahi lena chahiye
                            • #1604 Collapse

                              Forex tradi g busniss mai looss ek common cheez hy jis mai jub traders ko looss hota hy tu wo unki liya behter hota hy wo is sai is ko achi terhsn sai seekh ker next time us sai bachty hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                Forex trading mai loss ke wajha say traders kafi mayoos ho jatay hain . lakin maire khayal mai traders ko chaiye k woh jab b loss ho tu jazbati na hoa karin aur na he tension mai aur trading kar kay apna loss karin . loss ke wajha say ap trading mai apni mistakes ko search kar saktay hain aur un per kaam kar kay un ko theek kar saktay hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X