Forex Ki Earning Kabhi Haram Nhi Hoti..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Ki Earning Kabhi Haram Nhi Hoti..?
    Kuch Logoun Kay Dimagh Mai Ye Sawal Hota Hai Keh Forex Ki Earning Halal Hai Keh Haram T Mai Apko Bataoun Keh Forex Mia Hum Apni Mehnat Say Kam Kar Rahy Hain Tu Apni Mehnat Kay Mutabik Hi Hamein Hamarai Earning Hasil Hoti Hai Or Halal Earning Hoti Hai Ye Sab

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Ki Earning Kabhi Haram Nhi Hoti..?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
    Kuch Logoun Kay Dimagh Mai Ye Sawal Hota Hai Keh Forex Ki Earning Halal Hai Keh Haram T Mai Apko Bataoun Keh Forex Mia Hum Apni Mehnat Say Kam Kar Rahy Hain Tu Apni Mehnat Kay Mutabik Hi Hamein Hamarai Earning Hasil Hoti Hai Or Halal Earning Hoti Hai Ye Sab
    yes dear agar Ham is forum per hard work karte Hain to humko kafi jyada fayda ho jata hai kyunki is form per humne agar kam karna hai to humko ismein kam karne per achcha bonus tab milta hai jab Ham is forum ke rules ko follow karte hue kam karte hain aur apni post ki quality ko improve karte hain form per Kam Karne wale members agar apne karm ki quality ko improve Kar Gaye Hain to Ham ko ismein kafi jyada fayda ho jata hai form per Ham agar apne karm ki quality ko improve karte Hain to Ham ko ismein kafi jyada fayda ho jata hai form per Ham jitna bhi kam kar rahe hote hain aur humko yahan se jo bhi profit milta hai vah hamen withdrawal karvane ke liye Mil jata hai yah aur name jitni bhi ho rahi hoti hai vah halal hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Ki Earning Kabhi Haram Nhi Hoti..?

      Forex per kam karte hue Hamen Jo arraigning Hasil hoti hai vah haram Nahin ho sakti Kyunki Ham mehnat se kam Karte Hain loss aur profit donon se Gujarte Hain aur phir ke Hamare Liye Alal hoti e hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex Ki Earning Kabhi Haram Nhi Hoti..?

        Aoa... Forex aik world wide business ha jis me h without investment Kama skty hn ... Or us me mehnat krty hn jis km me mehnat ki my wo Haram kesy ho skta ha... So hm jitni mehnat kren gy hmn utna benefit Mily ga yahn kisi sath na inSafi nhi hoti...sab ko apni mehnat ka hi milta ha ...harm wo hta jis me mehnat kie beger bhaaaat pasy mil jaen
        • #5 Collapse

          Re: Forex Ki Earning Kabhi Haram Nhi Hoti..?

          ji janab han janab forex ki trading kbhi haram nahe hoti ku kay ek buht bra business hay or world level tak phela huwa hay
          is mein har member mehnat or mushaqat kar raha hota hay or apny kam ko time de raha hota hay to trade lagaty waqat usko
          fayda bhi hota hay to loss bhi hota hay to isi lei forex ki kamai halal hay haram nahe
          • #6 Collapse

            Re: Forex Ki Earning Kabhi Haram Nhi Hoti..?

            g forex pr kia janny wala kaam aik acha ar halal business hy ku kh yy hm sy hmari mhynat ar mushakkat bb mangta hy ar baghyrt mhynat yy hmyn kush nhi dy sakta isliy yy plateform aik halal rizq ki tarf hmyn yy jata hy ar hmari earning ko bb yaqeeni banata hy to bht sy log khty hn kh yy business thk nhi hy ar haram ki earning hmyn receive ho ti hy aydsa nhi hy haan is ki kush types hn jo ky hmyn joa ar haram ki tarf ly jati hn lykin yy aik bht acha ar halal busiiness hy are hmari skills ko bb daily bases pr improve krta hy ar hmytn weakly acvhy sy acha bouns dy kr hmari skills ko bb improve kr sakta hy isliy logon ko bb is business ki tardf guidelines dyn ar unko ziyada sy ziyada is pr focus krny ki targheeb dyn
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex Ki Earning Kabhi Haram Nhi Hoti..?

              Assalamu alaikum dear Forex member umeed karta hun aap khairiyat se honge bilkul Forex ki earning kabhi bhi aaram nahin hai kyunki yah aap apne mind ki minut aur hard-working se nahin le rahe hain

              اب آن لائن

              Working...
              X