Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....
    Assalamu Alaikum dear Forex members ,forex forum per jab hum kam krty hen tu hume yahan per bahut acha bonus bhi hasil hota hai jis k sath hum trading bhi krty hen trade open krty hue hume is bat ka khayal rakhna chiay k hume aik din me sirf aik ya phir two trades hi open krni chiay is se zyda trade open na kren warna loss ho sakta hai aik trade open krny k bad usi per concentration rakhen or matlooba profit hasil hony k bad close ker den .....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

    Aapko Ek Din Mein utani Hi trade open Karni chahie Jitna aapka account aapko Ijazat deta hai agar to Aapka account capital Bada Hai To fir aap Din Mein 5 se 10 trade Sabhi open kar sakte hain lekin Agar aapka account capital Bada Nahin Chhota Hai To fir aap Din Mein 2 se 3 3 Se Jyada trade kabhi bhi open na Karen Kyunki agar aap lagatar trade opencart Jaenge aur aapko loss hota Jaega To aapka account balance khatm ho jaega aur aapka account wash ho jaega
    • #3 Collapse

      Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

      kabhi bhi lalach Na Karen aur Jyada trades open na Kiya Karen Jyada munafe Ki lalach Mein Jab over trading ki Jaati Hai To usmein munafa milane ki jagah Ham Ko Aksar nuksan hota hai isiliye Hamesha koshish karen Ki Ek Din Mein Ek Ya Do trade lagaen aur Jaise hi unmesh a reasonable profit Mile trades ko close kar diya Jaaye aur Jyada profit ki lalach na ki Jaaye.
      • #4 Collapse

        Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

        Walakum Salam .. trade lagane se pahle hamen market trends ko dekhna chahie sometimes our members lalach mein aakar din mn 2 ya 3 sy ziada mrtba trade start kr dty hn jis sy ya nuksan hota hai ki jo trade hm ny market k trends ko dekh k hy wo hmn profit dy ge hamra account balance increase kry ga lkn jb bhi koe lalach mn na k koe aesi trade start krty hn jo market k trends k accordingly nh hoti hmn loss hony l sorat mn pora account wash ho skta hy is ly hmn sabur sy kam lena cahey.
        Last edited by ; 26-09-2020, 04:05 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men agar kamyab ho jay tu phir aik din men aik hi trade kafi hoti hey lekin phir bhi koshish karen k aik ya 2 trades se ziyada trades open karen kiun k jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh 4 ya 5 trades akathi open kar letey hen aur market trend change honay pe bara loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey
          • #6 Collapse

            Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

            Walaikum Salam!!
            Ji bilkul apne thi kahan jyada se jyada Ek ya do trade hi open karni chahie agar Ek ya do trade se jyada open karenge to use handle isliye nahin kar payenge aur double minded Ho karke apna account bhi wash karma baithenge to hamen jyada se jyada Ek kiya to trade per hi focus Dena chahie aur maximum do trade hi open karni chahie ek hi time mein is se jyada koi bhi trade open nahin karni chahie kyunki bonus samay badi mushkil ke bad Diya jata hai yahan per Ham work karte hain aur jyada se jyada time dete Hain aur maximum post daily basis per Ham karte Hain uske Bina per hamen bonus Diya jata hai to bonus bhi hamari ek kisan ki investment Hoti hai to apni investment ko zaya nahin karvana chahie balki is maximum profit earn karke withdrawal bhi Lena chahie hamen soch samajh Kar ke kam karna hoga aur complete focus ke sath aur karna hoga tabhi Ham forex ki field mein success honge
            • #7 Collapse

              Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

              Forex trading Mein din Mein ek ya do trade open karne chahie agar vah Hamari profit Mein ja rahi hun Geeta bhi hamen Baki trade bhi open karni chahie lekin hamen soch samajh Kar sabse pahle apne mind ko fresh kar kam karna chahie aur emotions ko control karna chahie tabhi Ham is main acchi tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

                hamy aik time mai aik he trade lagane chahey hamy is mai sahe trade lagane chahey ta ky hum is man acha profit hasil kar saky agar hum is mai gakt trade laga dy gy to hamy loss ho he ga jab hamare trade loss main ja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahey yai aik asa karobar hain jo ky pore duna mai pahl cuka hain hum is main gar hbath kar international level par live trading karty hain
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

                  yah hamare account balance per reddypet karta hai jitna jyada maar account balance Ho Gaya madrasi jyada ismein se achha se achha profit hasil kar sakte hain hamesha ek hamen apne account balance hona chahie jitna giada hamara account balance hoga mathura yad acche tarike se trade laga sakte hain aur is vishay achcha se achcha profit bhi hasil kar sakte hain isliye hamen chahie hamen ismein se jyada se jyada hardworking karke apne account mein achha achha profile hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

                    trades to hum jitni chahy open kar sakty hay but humay es baat ka khyal rakhna chahiye keh trade hamesha apny trading account ko daikhty huway he open karni chahiye aur esko hum moneymanagement kehty hay agar humari money management achi ho gi to hum market main achi trde lay sakty aur es trha hum market main nuqsan say bhi bach sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Summera پيغام ديکھيے
                      trades to hum jitni chahy open kar sakty hay but humay es baat ka khyal rakhna chahiye keh trade hamesha apny trading account ko daikhty huway he open karni chahiye aur esko hum moneymanagement kehty hay agar humari money management achi ho gi to hum market main achi trde lay sakty aur es trha hum market main nuqsan say bhi bach sakty hay

                      ap money management karain phir us hisab se trade open karian. jab tak previous trade colsoe na ho jain tu mazeed trade ki taraf na jain. es tarha ap extra ki taraf nahi jain gay tu ap ko acha result hasil ho jaye ga. lekin yad rahay jo be trade open karain money management kar kay phir trade ko open karain es tarha ap kay loss kay chances kafi kam ho jain gay or ap achy se gain kar lain gay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

                        Bilkul theek hai Hamen Din Mein Ek Ya Do trade open Karni chahie isase yah hota hai ki Ham Jyada Lo se Pi sakte hain candles Kabhi Upar ja rahi Hoti Hai Kabhi Nahin a Rahi hoti hai jo log Karke Din Mein Sara Din trading Karte Rahte Hain vah Kabhi Bhi profit Hasil Nahin karte hain aur aap ko pata Hona chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

                          dear friends trading krnay ka b ik style hota hai agar ap ka account bilfarz 100 USD ka hai ap nay uss pr ik micro lot size ki trade open ki aur phr thpri dair baad dosri trade open kr de pehly trade kay close honay se pehlay tu ye overtrading mai ati hai iss se ap ko loss honay kay chances b boht ziyada hain, ik time mai ik trade open karain jb woh close ho jae tu dosri open karain, achay trader tu y b recomend krtay hain kay agar ap kay pass 500 USD ka account b hai tu uss pr b ik time mai ik trade open karain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

                            Assalamu Alaikum dear friends khairiyat se Honge friends aapane bilkul theek kaha hai ki Hamen Din mein sirf ek yaden trade open karne chahie Agar Ham Ek Ya Do trade open Karenge To Ham profit Kama sakte hain lekin Agar Ham lalach Karenge to Fir Hamen loss hoga Jaise Hamara apna hi nuksan hai isliye Hamen lalach Nahin Karni chahie Bal ke Ek yaden trade open karne chahie Aise Bhi Hum accha profit Hasil kar sakte hain Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Din me sirf aik ya phir 2 trade open kren ....

                              hamy aik time mai aik he pair main aik he trade lagane chahey hamy apny experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahey or is main trade lagane chahey agar hum new trader hai to hamy silver pair main trade lagane chahey silver pair ke movement zeda risky nahe hote hamy is main trade lagany ka acha profit hasi ho jata hai agar hum expert trader hai to hamy gold pair main trade lagane chahey
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X