lack of knowledge
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1876 Collapse

    9Forex main bahat se log asay hein jin main knowledge ki kmi hai aur wo trading kar ke apna waqat aur pisa zaia kar rahay hein. Hum main se hai insan pisay ki lalach main koi bhi kam shru tu kar leta hai lekin us ko proper nai sekhta us ka knowledge aur experience hasil nai karta jis ka bad main wo bahat nuqsan uthata hai so forex ka knowledge hasil karna bahat hi ahim hai is ke baghir kamyabi mumkin nai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1877 Collapse

      isme kam karne ke liye Boss logo ko information ki Kami hoti hai agar in Logon Ko information Mil Jaye to market se bahut zyada Ho bahut acchi amount ko kar sakte hain aur kamai achi Bana Lenge
       
      • #1878 Collapse

        market main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main emotino ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur demo main practice kar k hi hum real main bi trade karni ho gi ta k earn ho
        • #1879 Collapse

          Lack of knowledge ki basic wajha forex trading ka knowledge hasil na krna hae aur baghair seekhy forex trading ko shurru kr dyna aur forex trading ki books ko na parhana jiski wajha sy forex knowledge hamara bilkul zero hota hae doosri iski wajha ue hae jb ham awareness hasil krty hain forex trading k motalliq to ham chahty hain k jald az jald shurru karren aur paisa kamain aur bnda ye soch rha hota hae k mujy trading aati hae jab k usko aati 30% b ni hoti.
          • #1880 Collapse

            Forex trading men profit aur loss dono sath sath chalte hain.
            Ye hamari khud ki selection hai k ham profit ko select krte hain ya loss ko ,forex men profit select krne k liye hamen mehnat ki zarurat hoti hai jonham krte ni , jo log forex men mehnat krte hain aur forex se knowledge le ker experence hasil krte hain wo kabhi forex men fail ni hote wo always forex men succesfull hote hain.
            Aur wo log jo bagair learn kiye forex se earn krna chahte hain yani raton raat ameer hone ka sapna dekhte hain wo forex men kamyab ni ho sakte, jab wo forex men nakaam hote hain to bajaye apna qibla darust krne k fo forex per blame krte hain k ye business hi aisa hai iss men sirf loss hai.
            Hamen khud ko trading k qabil banana hai forex kabhi bhi auto pe hamen profit ni de ga.
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #1881 Collapse

              Agar Apke Pas come knowledge hoga toh aap accha kaam nahi kar sakte Apne knowledge ko increase karne ki koshish Kare Jab knowledge Jyada hoga toh Jyada accha kaam aasani se kiya Ja sakta hai Aur Zyada knowledge se aap Jyada accha profit aasani se bana sakte hain isliye Apne knowledge ko increase karne ki try Karte Rahe Hamesha
               
              • #1882 Collapse

                agar hum forex trading main theak say learning karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain knowledge ko enhance karna chahiey tab he humari trading achi ho sakti hay humay chahiey keh dil lga kra trading par dhyan dain tab he esmain safe trading kar sakty hay
                • #1883 Collapse

                  Dear forex aik behtreen business ha jis mn bht achi earning kr sakty ho r pr phir b 90% log is mn loss uthaty hn.is ki waja ye ha k log is ki proper education ni lety r without experience hi direct market mn entery lety hn.r planning r stragedy na hony ki waja sy loss uthaty hn
                  Islye hmn forex k bary mn fully knowledge lena chahyei.
                  • #1884 Collapse

                    bhai agr knowledge k bina ap trading kro gy to ap ko nuksan hi ho ga na. agr knowledge hasil kr k trading kro gy to ziada faida hasil kr sko gy wrna apko loss hi hoga apki sari investment zaya ho jay gi
                    • #1885 Collapse

                      maine bhi ye cheez dekhi hay bohat sey log lack of education ki wajah sey apni investment ganwa detay hain esliye bohat zaroori hay ky log knowledge ikhata karkay trading karain takay loss sey bachay
                      :p Yes You Can Do :p
                      Honesty + Sincerity = Prosperity
                      • #1886 Collapse

                        Dear mere khayl mai tading mai luck be zarori Hai magar San kuch luck par nahe chora jasakta.ap ke pas trading ki sahe knowledge or bohat acha experience hoga to ap bohat Kam time mai achi earn kar sakte hain forex ek profitable busniess Hai Bhai bas ap ko is ka experience hona chahye Baki luck par chor Dena chahye.
                        • #1887 Collapse

                          Lack of knowledge aap ke liye bahut danger hai agar Apke Pas knowledge nahi hai to aap ko sabse Pehle knowledge ko Haasil karna hai Aur phir Apne yahan par kaam karna hai Is Tarah Se Kam Karne Se aap Forex trading Se Accha kaam kar sakte hain aur yahan se profit bhi Haseen ho sakta hai
                          • #1888 Collapse

                            G bilkul ap ne theak kaha forex trading aksar log learning ke bagher hi start kr dete hain aur ese log forex trading main kbhi kamyab nhi ho skte is liye behtar yehi hai ke pehle ap achi learning kren aur us ke bad kam se kam 3 mah demo per practice kren
                            • #1889 Collapse

                              Mere khayal main knowledge ke saath saath experiene bhi utna hi important hai is lie ham ko chahie ke hamain donon pe tawujo dain aur har waqt market ke saath in touch rahain aur forex experts ke taziaat ki study karain takeh ham apnay business main up to date reh sakain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1890 Collapse

                                Bilkul dear ap ny bilkul thik kaha r mn ap ki bat sy agree karta hn k bht sy log forex ko seekhty ni r na hi experience gain karty hn r bad mn loss hony pr forex trading ko blame karty hn k ye acha business ni.agr har banda jo forex mn ata ha wo proper seekhy to usy profit zaroor hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X