Need and Greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    I am agree with you because we came here for need and we can use the bonus money in trading. But we need to stop our greed in trading in forex to become successful......need of money sub ko hoti ha but ache income dakh kr foran he usy double krny ka bohat ziada barhany ki khuahish krna yeh greed ha. forex trading mein baray baray traders sirf greed ki wajah sa kam profit sa bhe mehroom ho kar loss mein chalay gai han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      mer bhi ap ko chaey k ap forex trade ma apni zarorit ko lalach ma change na karnb ap ko chaye k ap fore xpar proper plaining sy kaam karn or lalach ko chor k fore xpar kaam karn to issy ap ko ek acha profit earn hota ha jo ap kise or business sy ni earn kr sakte ho
      • #573 Collapse

        good point ... forex aik aisi field hay k jis may jo log lalch kartay hay wooo kabi is field may kamyab ni ho sktay ... so is field may lalah ni karna chahye ......q k agar hum aisa karay gay to hum kabi ni kamyab ho sktay
        • #574 Collapse

          Brother very well said. Greed ko controll main rakhna chahie or apni tu ko samne rakh kar us hisab se mehnat karni chahie. Mere khayal main tu sare jo yahan aye hain in main se 70% logon ko financial crises hain jis ki waja se wo yahan aye hain.
          • #575 Collapse

            mere dost koi bhi admi kisi bussiness main apni financial needs ko pohra karnay kay liya hi ahta ha issi tara forex trading main bi log apnay dreams lay kay ahtay hain lakin trading kay doran try karain kay sirf market ko daikh kay kaam karain aur heart ki bajaye zehan se kaam len.
            • #576 Collapse

              dear friend hamy forex trading mai chahiye kai ham greed na kary koinkay forex trading mai profit kai sath saht loss bhi hota hai ese liye hamy chahie kai ham greed na kary
              • #577 Collapse

                I think the need for money for is everyone's desire, but forex trading is a good place guys, anyone can make some good amount if he/she has the right skills(knowledge). And yes, no wonder if forex trading becomes a full time career.
                 
                • #578 Collapse

                  Greed ki waja se losses mere sath tu buhat baar ho chuke hain lakin ab main is cheze se avoid krta hoon aur main mehsoos krta hoon kh ab main kaafi profits main hoon pehle ki nisbat.Mera khyaal hay almost every trader face losses due to greed.
                  • #579 Collapse

                    assalam-o-alaikum janab mere khayal se humain jitne ki zarorat ho utne ki hi umeed karni chahiye aur agar profit ziyada ajae to ALLAH ka shukar karna chahiye bajae is ke ke lalach kar ke sara gawa dain thank you...
                    • #580 Collapse

                      Brother jab koi forex k join karta ha isi liya karta ha k wo is s ziayda s ziayda profit kar saky lekin us k is m kar hardworking karny party ha jab wo is k achy tarha learn kar leta ha tab usy profit karny m koi problem nahi hoty ha
                      • #581 Collapse

                        Well, you have created a right scenario, basically all of our coerced into this position due to our financial problems, but we staleness concentration on our trading and be protective when we exchange because rapacity gift never leave you in this performing, emotions module make troubles for you, but we acquire to discipline over them so that we may success in this field.
                        • #582 Collapse

                          g han dosto mere khayl me to apne bhut acha sawal kiya hai or mere khayl me to forex main need karo gay to ap waha par buhat greed karo gay to jab tahk apk i need poori nai ho ge to apis maingreed sy paak nai raho gay to ap is main greed aur need sy pak trading karo.............................................
                          • #583 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                            In this forex trading forum, most of us are here due to our finaccial needs, we want to learn a new work and earn a useful profit and this can become our fulltime career. However while going to trade in forex you should control your emotions and greed and just invest only that is needed.
                            greed bohot buri chez hy agar ap forex mein kuch earn karna chahty hain to apko chahye k ap greed sy bachen keun k ye bohot buri chez hy or apko hamesha loss ho ga forex mein greed ki wajah sy
                            • #584 Collapse

                              bht hi khoob kaha hai aapne hum sab ko yahan peso ki zarorat hai aur isi lye hum ne forex ka platform bhi select kia hai kyu ke ye kam waqt main bht zyada eanr kar ke de skata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                ji ah bhi ij hum ko is kma kaiandr andr agr zayda ajlaid kamayb hona hai to us kai liy hum ko s kaandr greed ko khattum krn pary ag jitny jaldi ho skian

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X