Need and Greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    ji han bohat log forex join karte hain jin ka reason aur maqsad yehi hota hai k wo yahan se achi earning kar saken aur khud ko financially strong kar saken...aur forex aise logo k liye waqai best hai jo log is umeed se forex join karte hain forex unki umeed pori karta hai....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      without a dout my business is fully go along with u working hard would be the critical to help ahxievements agr aik broker hardworking hai to help usko kamyab hne ze koi nhe rok skta hai usko khd each or maybe apni mehnat each bharosa hta hai jske natijd everyone ...
      • #558 Collapse

        need is your right but greed is curse which will lead you to take wrong decisions in the form of loss of profit for which you are working.
        • #559 Collapse

          f0rex mein humain alwaz greed se buht dur rehna chahye hum chahye jitny needy q na hoo...bt humain greed ko kabhi bhi nai apnana chahye q k greed humain siwai loss k kuch nai deta so isliye behter hy k hum greed se dur rahy n acha n imandari se trading karain....
          • #560 Collapse

            dear friend jee han forex may trading karty waqt humy humysha apnay emotion's ko control rakhna chaiya lalalch nai karni chaiya aur humy mehanat karni chaiya sub ko hota han trading may hum ziayada earning karay ziayada earning tabhe hoge jab learning ziayada hoge so keep learning and make earning
            • #561 Collapse

              gee bilkul forex main hame greed se kam nahi lena chahie kun ke greed ki waja se hamara mind ridht decision nahi le sakta or ham trading theek nahi kar sakte is lie hame trading karte hue greed nahi karna chahie
              • #562 Collapse

                llach ki ye jagha nhi hy mere bhai is mein ap ko kafi noqsan hota hy ke ap ko chahiye
                ke ap llach ke nazdeeq hi na jao ke fyda hasil ho
                 
                • #563 Collapse

                  dear jo shakas bhe kisi business mien enter hota hia wo earning karna cahta hai or forex ek s.e jaga hai jaha pr kam waqt mien pasay kamaya jaskata hai is kiye both say log greed mien phar jaty hai unko greed ko avoid karna caheye.
                   
                  • #564 Collapse

                    brother har insaan koi bhi kaam isi liye karta hai taa kay woh wahan se kama kay apni zaroorat ko pura kar sakay forex aik aisi jagah hai jahan short time main earning ho jati hai aur app daily basis pe bhi earn kar saktay ho ziada tar isi wajah se apni greed pe qaboo nahin kar paatay humain greed ko avoid karna chahiye taa kay long term yahan survive kar sakain.
                    • #565 Collapse

                      yes my dear forex trading ki is working main need and greed dono different thing ha so is liya hum forex trading ki duran humy apna emotions ko control main rekhna chaheya yani jab humy trading main profit ho raha hoto humy us time greed ko avoid karna chaheya take humy kam say kam lose ho.
                      • #566 Collapse

                        There are two things that hinder us in forex. The first is fear and the second is greed. if we are too afraid, when we will entering the market and earn profit. but, if it is too greedy, surely we will get loss. because we can not control the market, but we have to follow where the market moves.
                        • #567 Collapse

                          financial needs to sb ki hoti hain lakin ham ko aisa na krna chahe keh ham needs ko pora krny kay liy jldbazi krian aor greed ki trf chly jain aisa kabhi na kia krian is sy koi faida na milta ha aor ham loss main a jaty hain.
                          • #568 Collapse

                            when i Just in case become needy connected with forex education since the forex education will be the very necessory due to the forex traders. they can\'t survive with out education AND experience. consequently pertaining to As your current greed will be concerned, your own trader Just in case become away by It since greed will be the element w2hich destroy ones forex traders AS WELL AS thier Balance
                            • #569 Collapse

                              hume chahiye ke hum trade ko start ya order place karne se pehle market ka analysis karle planning karle hum ke hume kitna profit chahiye ziada ke chakar me na rhe utna soche jitna deserve karte hai is trah hum me greed ki kami hogi agar aisa soche aur kamiyab bhi hosake ge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                G han mere bhai aap ne theek kaha hai humain is kaam k baare mein learning karni chahain aur is ka experience hasil karna chahain phir hi hum is mein kamyab ho sakte hai is k liye humain apne emotions ko control karna pare ga jese k greed. greed karne wala kabhi bhi forex mein kamyab nahi ho sakta hai is liye humain is business mein greed nahi karni chahain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X