Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay
    Dear friends forex trading men kuch metal pairs ya energy pairs bahut ziyada risky pairs hen inn men trading karna mushkil hota hey kiun k inn men fast aur unexpected movement hoti hey iss liay account jaldi wash ho jata hey iss liay koshish karen k risky pairs men trading se avoid karen aur currency pairs men trading karen aur small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

    Dear member agar aap junior member hain aur Abhi Abhi aapane Forex trading course start Kiya Hai To fir aapko Jiski pears betrayed karne se avoid karna chahie aapko chahie ki aap pahle to Dam account per practis Karke trading se related Apna knowledge or experience Jyada Se Jyada Karen Jab aapka knowledge or experience Achcha ho jaaye per aapko market ki samajh Aane shuru ho jaaye to Fir Uske bad aapko chahie ke Kuchh time ke liye aap apne real account se currency pairs per trade Karen Jab aap apne real account se currency pairs ka trade karna start kar denge to aapko aur Jyada experience Milna start ho jaega FIR Jab aap acche se market ko Samay Ne Lagaya aur aapke pass bonus bhi achcha Ho To fir aapko chahie ki aap metal pairs per kam Karen aur acchi earning Hasil Karen Kyunki yah bahut Jiski pair Hote Hain
    • #3 Collapse

      Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

      forex trading aik risky business ha is mn risky pairs mn bhi trade lgani prhti ha achha profit hasil krnay k liay lekin apko chayay k un pairs mn ridk apnay sccount ballance k hisab sa len ta k apka account ballance bhi safe rhay aur achha profit bhi hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

        Jee tu Mere Bhai abhi Yahi discuss ho raha tha ke Hamen Gold per trade Karni chahie ya nahin Kyunki gold 1 risky pair hai hai aur iski fast movement hai To ab Jaisa ki aapane poochha hai Hai Ki yaar iski per hai Hamen ine per trade Karni chahie ya nahin Tu mere bhai Bhai Agar Ham ine per trade Karenge to hamare experience Mein ijafa hoga isliye n par trades Jarur Karen lekin Soch Samajh Kar aur Dhyan se tar ke last me na ho aur knowledge bhi Milta Rahe
        • #5 Collapse

          Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

          Assalam o Alaikum friends

          I hope you are good friends!
          Friends ya p per depend karta ha ka ap trading karna chahta hn ya nahn lakin
          Agar ap ko experience hasil ha to ap kissi perbe trading kar sakta hn.

          Allah Haffiz!
          • #6 Collapse

            Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

            Dear risky kam tb ee krna chye jb hmary account ka balance zyada ho kbi b km balance p risk nh lena chye wrna loss hoga or risky pair p hmein kbi b trade nh krni chye or specially new members ko to zrur risk sy avoid krna chye specially gold jesy pair m to kbi b risk nh lena chye to hmesha risk free ho k kam krein kun k risky pair sy account wash hojata h to hm bhtt dis heart hojaty hn jis sy kam m dhyan nh rehta h to \ap risky kam na krein hmesha dil sy kam krein.,.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

              Agar ap chahty hain k ap risk na lein tou pir ap ko chahye k risky pairs py trading na karein, or agar ao expert trader hain or ap chahty hain k risk ly lein to beshak ap laga lia karein, q k faida or nuksan ap ka apna hoga agar risk lyna hai ya nahi lyna wo b ap ki apni choice hai
              • #8 Collapse

                Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

                Agar agar aap Forex trading me new Hain aur aapke pass bahut jyada experience or knowledge Nahin Hai To fir aapko chahie ki kabhi bhi risky pairs ke andar trade na Karen bal ke secure trading Karen aur currency Mein trade Karen lekin Agar aapke pass Achcha knowledge or experience hai aur aap Forex trading Mein purane hai aur aapka account size bhi achcha Hai aur uske sath sath aapka confirmation bhi hai ki aapki trade secure Hogi to hi aapko risky pairs ke andar trade karne chahie otherwise Kabhi Bhi lalach Na Karen aur Hamesha secure trading Karen agar aap lalach Mein Aakar risky pair Mein trade Karenge Ki Main Jyada profit kam Aaunga To Agar launch Hua to Aapka pura account bhi Vas ho sakta hai aur aap ki sari investment Bhi zaya ja sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

                  Nhi hm riski pair main kbhi bh treading nhi krni chya ausa krna sa hm bht hi ziyada nuksan ho ga hm apna account bh wash krwa bhth GA jitni mhynt kra ga utnawkamyb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

                    Forex kn agr risky pairs pr trade na hi krain tu behtr hy mgr ye ap pr depend krta hy ke ap fotex ko pehle achy sy smjhte ho ya ni agr ap kafi sekhy huy ho tu ap un pairs pr bhi trade krain gy tu profit ke chances ziada hngy pr agr ap new hn tu bilkul risky moves mn na jayen
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

                      G nahi dear humain volatile pairs py kabhi bhi exchange nahi leni chahiye jesa kah xauusd han agr hum is important lety hain tou hu ain right risk management use karty howy rik lena chahiye aur lotsize ko small rakhna chahiye aur trend ko comply with karty howy exchange open karni chahiye takah nuksaan na ho.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya hamen risky pairs men trading nhi karni chahiay

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmedmasood پيغام ديکھيے
                        Forex kn agr risky pairs pr trade na hi krain tu behtr hy mgr ye ap pr depend krta hy ke ap fotex ko pehle achy sy smjhte ho ya ni agr ap kafi sekhy huy ho tu ap un pairs pr bhi trade krain gy tu profit ke chances ziada hngy pr agr ap new hn tu bilkul risky moves mn na jayen
                        Major pair kay alawa sub pairs ap ko risky milain gy esleye un mai trade na karian. aik tu ap un pair kay bary main zaida nahi janty hain ap ko technical or fundamental khas kar un ki sutdies karny main mushkil aye gi esleye in ko ignore karian or ap koshish karain kay ap major pair mai trading karain. woh ap ki samaj main be ayain gy or ap kay pas un ki knowledge be hogi or ap learning or experience us mai asnai sy kar skaty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X