What is the effect of overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    g mn smjta hun ky hmjko is kam mn zra overconfident sy kam ni lena chayia kiun ky hm ko pta hai ky hm ko is ky lia bht hi bhtar moqa hai r hm komis mn apny ap o control mn rakhnsa chsyisa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      yeah brother forex trading is effect forex me over confidence ka matlab hai lalach aur jo b is kaam me lalach karta hai us k lye is business me koi kaam nahi hai.hame is business me condence wala hona zrori hai.agar hamara confidence loss hai
      • #828 Collapse

        forex tarding mein ager ap confidenc k sath tarding karty hen to simein ap ko earning hoti hy lekinjab is mein ap overconfidenc sy kam karty hen to simein ap ko earning nahi hoti.
        • #829 Collapse

          Agar hum forex trading main overconfidence hon gay to hum esmain loss he karen gay kyun keh hum apny app ko bra fanny khan samjh lain gay aur galt trade place kar lain gay.
          • #830 Collapse
            usafi سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

            overconfidence nahi hona chayie aur forex mein sab say loss hota hay senior bhi loss kartay hay lekin apnay loss ko recover karna bhi zarori hay kiyon kay forex aik risky business hay is say ap achi earning kar sakty hay lekin is mein ap ko mehnat karni parti hay aur is ko samjhna parta hay aur trend ko bhi detect karna parta hay .
          • #831 Collapse

            overconfident to forex mai insan ko bilkul nai hona chahiye kiyon ke overconfident mai insan aksar apna loss karwa leta hai phir bad mai peshtata hai iss liye aram se kar lena chahiiye magar apne se zyada overconfident banane ki koshsih nai karni chahaiye ye forex mai marwa deta hai.
            • #832 Collapse

              forex ki trading main hum ko overconfidence nai hona chahiy q k agar hm asa karain gay to hum ko es main loss b ho skta ha es lia hm ko overconfidence sy avoid he karna chahiy
              • #833 Collapse

                forex mein overconfidence say loss ho sakta hy aur forex mein aap part time aur full time job kar saktay hay yeh aap par depend karta hay kay aapkitna forex ko learn kartay hay yeh aik acha business hay aap forex say good profit made kar saktay hay mein chata hon kay aap forex ko learn karay takay aap ka knowledge increase ho .
                • #834 Collapse

                  g bhai aap ne bilkul sahi kaha overconfidence har shobo me aap ko tang hi karta he aap ko faida nahi ho ga forex me isi tarha aap ko loss de ge aap apne anysis kar phir trade kare
                  • #835 Collapse

                    dear forex mein overconfidence ni hona chahiyeh hmy chahiyeh zaida sy zaida sy zaida mehnat jry tub e kamyab ho skty hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty ir forex workd ki best gane hai
                    • #836 Collapse

                      Jab hamain aik ya do bar profit hota hy to hum yeh samjhtay hain keh hum aik kamyab trader hain aur hum socha samjhay lots lagana start kar detay hain aur careless ho kar kam kartay hain. Is ko over confidence kehtay hain. jab tak aap dhayan say trading karain gey aap kamyab rahain gey otherwise chhoti si mistake aap ko buhat bara loss day jaye gi.
                      • #837 Collapse

                        mai smajhta hoo kai agar koi bhi traders forex trading mai over confidnce kary ga to pihr wo forex trading mai success nahi ho sakta aor usko loss ho gi har dafa trading mai
                        • #838 Collapse

                          asalam o alaikum friendz convergence aur divergence k mutalik main ne BSc ki math mein parha tha lekin ab bhool gaya hun usko.
                          • #839 Collapse

                            Overconfidence ho kar hum mistakes karte hin aur hum ghair zarori risk bhi leite hin jis se humin loss hone ka khatra barh jata he to main apne sab doston ko kahon ga k wo trading to karin magar over confidence na hon balke aik confidence k sath trade karin.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #840 Collapse

                              forex main trading k lie confidance hona bhi zarori hy but over confidance nai hona chahye qk is se loss ka samna krna parta hy agr achy trader over confidance kren gy to unko bhi loss ho skta hy.forex main over confidace ak greed hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X