Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?
    Asalam O Alaikum dear Forex Users !
    Daily base per Kam Karne Ki Koi Na Koi limit Rakhi Gai Hogi aap sab yeh Baat Agar Nahin Jante Jo seniors is Baat ko jante Hain Ki Forex per daily post ki limit Kitni honi chahie to main Unse request Karunga Mere Jaise juniors ke liye vah Yahan per Hamen Jarur bataen ki maximum post ki limit Kitni honi chahie aur minimum post ki limit kya ho Jiska Hamen Achcha bonus mil sake aur ek post Mein maximum varsh kitne hone chahye aur minimum words kitne hone chahaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

    hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hai hamy pahly posts karne chahey or bad main threads karny chahey pher he hamare posts ke limit pore ho sakte hai or hum is man acha bonus hasil kar sakty hai hamy is main aik time mai aik he pair man kam karna ho ga agar hum new trader hain to hamy euro usd currency mai kam karna chahey hamy is main kam karny ka acha bonus hasil ho jata hia
    • #3 Collapse

      Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

      hamain daly ka kam daily hi karna ho ga tab hi hum sucess hon gay tab hi hum run karein gay aur forum main 350 posts karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur forum main greed ko aovid kar k hi hum achy say trader ban sakty hain tab hi hum run karein gay aur forum main practice kar k hi hum achy say tradr ban sakty ahn tab hi hum real main kam kar k hi hum knowldge hasil kar k hi hum loss say bach sakty hain but hamain practice kar k hi hum loss say bach sakty hain but hamain practice karni h gi tab hi hum run karein gay
      • #4 Collapse

        Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

        Dear forex forum or daily ki 50 posts or threads allow Han agr ap 4 se zyada threads krty Han to apki posts 1 2 din k liye bnd hosktin ha jis SE apka tym waste hoga isliye all member is bat ko mind me rakhen k daily ki 50 pots or 4 threads hi kren ta k daily base or apko Kam milta rahy ...
        Post or threads forex se related honi chiyen informative honi chiye agr apko trading k kuch aspects ka ni pta to ap apny seniors se Puchen un se learn kren or dusron ko sikhayee...yehi is platform ka maksad ha k apna knowledge Dusron k sth share kren
        • #5 Collapse

          Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

          Gee bhai bilkol yahan bhi forex forum ki traf sy post or threadvki apni limit hai. Hum post 50bkar skty hai or 4 thread kar skty hain daily k. Is sy zeyada na karein q k woh spam mai jaty hainaur appko bonus bhi nahi mta aur ban bhi kiya jata hai. Quality ka kaam kar k avga bonus hasil kar skty hai .
          • #6 Collapse

            Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

            Pakistan Forex forum Ham apni limit ko 50 tak le ja sakte hain vichar Se jyada ham post nahin kar sakte hamen mehnat karni chahie aur Dil lagakar soch samajh Kar kam karna chahie aur apna target bhi complete karna chahie tabhi Ham achcha bonus Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

              Pakistan forex forum main hum daily ki 50 post kr skty hen es se ziyada post ni kar skty or humen soch smjh k post krni chaean or acha hardwork krna chaea ziyada se ziyada mehnat kren gey tb hi hmara target complete hoga tb hi humen kamyabi hogi or humen acha bonus mily ga
              • #8 Collapse

                Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmadyar پيغام ديکھيے
                Asalam O Alaikum dear Forex Users !
                Daily base per Kam Karne Ki Koi Na Koi limit Rakhi Gai Hogi aap sab yeh Baat Agar Nahin Jante Jo seniors is Baat ko jante Hain Ki Forex per daily post ki limit Kitni honi chahie to main Unse request Karunga Mere Jaise juniors ke liye vah Yahan per Hamen Jarur bataen ki maximum post ki limit Kitni honi chahie aur minimum post ki limit kya ho Jiska Hamen Achcha bonus mil sake aur ek post Mein maximum varsh kitne hone chahye aur minimum words kitne hone chahaye
                Dear forex friend palnforex forum oer dailt base per 50 posts kya ja sakti he aur jo member mayare posts karte he wo zayada bonus be hasil karte he is waja weekly bonus ke lya zayada mehnet karni chayA
                • #9 Collapse

                  Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

                  hum aik limit ky mutbik aik account main aik din main 50 posts kar sakty hain hamy is mai information wale posts karne chahey agar hum posts ke limit ko kam kary gy to hamy is ka bonus be acha nahe hasil ho ga agar hum posts ke limit ko daily base par pora kary gy to hamy is ka bonus be acha he hasil ho ga hamy is main meyare or information walay kam ka he fida hota hai yai aik legal karobar hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

                    Hum Pakistan Forex forum a daily basis per 50 poston aur 4 thread bana sakte hain Agar Ham Achcha banaa Saath karna chahte hain To Hamen daily basis per Apne is Parvat ko complete karna hoga Kyunki Jab Ham daily basis per apni is sabhi ko complete Karenge tab bhi Ham weekly target to achieve kar Payenge aur weekly target Se Achcha bonus Hasil kar Payenge aur jab Hamen Achcha bonus Milega Ham use acchi reading Karke Achcha profit earned kar Sakenge lekin Agar Ham daily basis ka Apna yah target pura Nahin Karenge to naahi Hamen Achcha bonus Milega aur na hi Ham Achcha profit earned kar Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

                      Assalamu alaikum dear friend Pakistan Forex forum main Deily daily basis pay 50 posting karna chahie aur 4 thread karna chahie maximum yahi post and daily basis pe krny chai
                      • #12 Collapse

                        Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

                        Pakistan forex forum eik bahut hi behtreen jagha hain Khan AP din mein 50tk ki posts kr saktai hain is se AP apni Mardi k paise bhi kma saktai hain agar AP is forum ko zyada time dein gai aur zyada se zyada posts krein far to AP zyada paise kma saktai hain .har Kam k lite mehnat zarori hoti hai aur mehnat se hi insane kamyab ho saktai hai is liye jitni mehnat ho he itna hi phal mile ga AP jitna time is forum or lgaein ga AP ki utni hi earning hoge
                        • #13 Collapse

                          Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

                          Maximum 50 post kr sakty hen jin mein 4 thread be shamil hen is se zeyda aik post be krty forum accept nahi krta mobil screen pe show ho jata ke apne limite complete kr leya hai is leya forex trading mein zarori hai ke quality ke posty kray our bas krty jaye khud he jab zeyda hon ge next post nahi ho ge to samjh jaye ke apke limit complete ho gai hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Pakistan Forex Forum py maximum ketni Post ki ja skti hein ?

                            Forex main daily ap 50 posts must Kary or 4 threads agr ap nai kr skty to minimum 35 or maximum 45 Kary kyu KY iss sy Kam Kary gy to ap ko axha bonus nai mily GA or agr ap ko axha bonus chahiya to ap ko 50 post krni ho gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Pakistan Forex Forum: Maximum Post Ki Ja Sakti Hein?

                              1. Forex Trading ka Introduction


                              Forex trading, yaani foreign exchange trading, duniya ka sabse bara financial market hai. Is mein currencies ki khareed aur farokht hoti hai. Pakistan mein forex trading ki popularity din-ba-din barh rahi hai, jahan log is se paisa kamane ki koshish kar rahe hain.
                              2. Pakistan Forex Forum ki Ahmiyat


                              Pakistan Forex Forum aisa platform hai jahan traders apne experiences aur strategies share karte hain. Ye forum na sirf naya seekhne wale logon ke liye, balki experienced traders ke liye bhi faida mand hai. Yahan par aapko market ki updates, analysis aur expert opinions milte hain.
                              3. Forum Par Post Karne Ki Taqreeban Limit


                              Har forum ki tarah, Pakistan Forex Forum par bhi posts ki kuch limitations hoti hain. Aam tor par, ek user din mein kuch specific number of posts hi kar sakta hai, jo forum ki policies par depend karta hai. Yeh limit is liye rakhi gayi hoti hai taake spam aur irrelevant content se bacha ja sake.
                              4. Maximum Post Count Ka Tazkia


                              Pakistan Forex Forum par har user ko kuch specific limitations ka samna karna padta hai. Ye limitations zaroori hain taake forum ka mahol achha rahe. Aam tor par, ek user din mein 10 se 20 posts kar sakta hai. Yeh count forum ki specific policies par depend karta hai.
                              5. Forum Par Post Karne Ki Guidelines


                              Post karte waqt kuch guidelines ka khayal rakhna chahiye. Sabse pehle, aapko yeh dekhna hoga ke aapka content relevant aur informative ho. Spamming ya repetitive posts se bachna chahiye. Forum par users ko aapas mein izzat deni chahiye aur constructive discussions karni chahiye.
                              6. Post Ka Maqsad Kya Hona Chahiye?


                              Jab aap forum par post karte hain, toh aapka maqsad hamesha constructive hona chahiye. Aap nayi strategies share kar sakte hain, market ke trends discuss kar sakte hain ya kisi specific currency ke bare mein baat kar sakte hain. Is se aapki credibility bhi barhti hai.
                              7. Forex Analysis Aur Predictions


                              Forex trading mein analysis aur predictions ka bohot ahmiyat hai. Users ko apni posts mein technical aur fundamental analysis shamil karna chahiye. Is se na sirf aapka post informative banega, balki doosre users bhi aapki baaton se faida utha sakenge.
                              8. Naye Traders Ko Guidance Dena


                              Pakistan Forex Forum par naye traders ko guidance dena bohot zaroori hai. Experienced traders ko chahiye ke wo apne experiences share karein taake naye traders ko madad mil sake. Is se community ka level bhi barhta hai aur sab ko learning ka moka milta hai.
                              9. Common Mistakes Jo Naye Traders Karte Hain


                              Naye traders aksar kuch common mistakes karte hain, jaise ke overtrading ya emotions ke basis par decisions lena. Forum par in mistakes ke bare mein baat karna aur dusron ko in se bachne ki tips dena faydemand hota hai. Is se naye traders apne loss se bach sakte hain.
                              10. Forum Ki Community Ka Role


                              Pakistan Forex Forum ki community ka role bohot bada hai. Jab log apne ideas aur experiences share karte hain, toh is se ek collaborative learning environment banta hai. Is tarah, sab traders ek dusre se seekhte hain aur apne skills barhate hain.
                              11. Advanced Trading Strategies


                              Jab aap forum par posts karte hain, toh aap advanced trading strategies bhi share kar sakte hain. Yeh strategies technical indicators, chart patterns ya specific market conditions par based hoti hain. Is se doosre traders ko bhi apne trading style ko improve karne ka moka milta hai.
                              12. Forum Par Feedback Ka Ahmiyat


                              Post karne ke baad, feedback lena bohot zaroori hota hai. Forum par dusre users se feedback lene se aapko apne ideas ko behtar banane ka moka milta hai. Aksar constructive criticism se aap apne trading approach ko revise kar sakte hain.
                              13. Emotional Control Aur Trading


                              Forex trading mein emotional control kaafi zaroori hai. Forum par is topic par bhi discussions hone chahiye. Jab traders apne emotions ko control karne ki strategies share karte hain, toh is se baaki traders ko bhi madad milti hai, jo emotional trading se bachne ki koshish kar rahe hain.
                              14. Conclusion: Forum Ki Importance Aur Future


                              Pakistan Forex Forum trading community ka ek bohot important hissa hai. Yahan par log apne experiences share karte hain, strategies seekhte hain aur ek dusre ki madad karte hain. Aane wale waqt mein, is forum ki ahmiyat aur bhi barhne wali hai, jab log forex trading ke bare mein aur zyada aware hote jayenge.

                              Pakistan Forex Forum par post karne ke liye sabse zaroori cheez yeh hai ke aap informative aur constructive content share karein. Is tarah, aap sirf apni trading skills hi nahi balki community ka bhi faida uthane mein madadgar sabit honge.


                              اب آن لائن

                              Working...
                              X