Whats important in forex, hard work or experience
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    blikul forex par earning krne k lie hume hard work or experience ki bohat zrort hota agr pke pas experience nhi he to app hardwork krke b forex par profit earn nhi krskte islie hume experience k sath e hardwork krna chahie wrna bohat difficulty ka samna krna parega.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      mery khayal mai forex mai jab koi hard work karta hai tab he kisi ko experience milta hai forex mai jis k pass ziada experience hai wo ziada kamyab trader banta hai or wo he ziada earning kar pata hai is lia jitna hard work kary gy utny hi ziada behtar trader ban saky gy ziada earning k lia ziada learning zarori hai
      • #48 Collapse

        Friends forex trading me hardworking or experience dono hi ki bhot zada ahmiyat hoti hy agar hum hard working na karey to expireance bhi humarey kisi kam nai asakey ga.
         
        • #49 Collapse

          as a professional trader mera nahi khayal kay forex me apko work hard ki zarurat hai all you need is to place an order whether market goes up or down. Apko buy karna hota hai ya sell or jo kay aap withina minute kar sakty hain or wo order ap market ko maximum 30 minutes me analyze kar kay laga sakty hain. Actual baat ye hai kay apko market ko analyze karna ana chahaiay or isi cheez ki learning karni pary gi apko kay market ko analyze kaisy kia jata hai. Phir kuch bhi important nahi rehy ga aap kay liay.
          • #50 Collapse

            janab forex bohat hi risky business hai es liye es main trust nai kiya ja sakta markit kisi be waqat kahi be movement kar sakti hain.or jab app forex mainhard working kary gay us k bad apko hud ba hud hi experience main taraki hasal kar lay gay,
            • #51 Collapse

              dear friend forex business men hard work aur experience dono ki bohat ziyada ahmiyet hai men smajhta hon aik kamyab trader apne mind k sath dono ko use ker k he forex men kamyab trader banta hai forex business men kamyab hona atna asan nahi hi ye tu hum sab jante hen tu as k leye boht ziyada mehnat ki aur tajerbe ki zaroort hai
              • #52 Collapse

                I think that experience and hard work both are most important in Forex. If a person has lots of experience then he can face the problem easily and also if a person can do hard work then he or she can face the problem and can make new experience.
                • #53 Collapse

                  Forex main yah dono chezain hi faida dati hain iss main hum mehnat say bhiu kaam lay sakty hain lakin yada behtar yah ha kay hum iss maim apny experience ko kaam main la kar kaam karain to hum behtar faida hasil kar sakty hain aur hum iss say seekh bhi sakt hain
                  • #54 Collapse

                    is ma agr ap ko kamkarnha to ap kois ka demo accountma tring karn ho ga sab is ma boht pisa kamt ha sabka liy ha forex ak acha jop ha sab ka liyha forex ak acha kam ha sab is ma boht pisa kamt ha is ma kammkartna koi moskl ni boht easy ha
                     
                    • #55 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza786
                      I think ek kaamyaab trader k apni trading mein hard work + expereince ko use kr k he kaamyaab hota hai otherwise new user os bulandi tak itni asaani se nhi pohnch skty
                      Han sahi baat hai forex trader us waqt hi kaamyaab hota jab wo aopni trading ke liye kafi achi mehnat karta hai experience hume us waqt hi aye ga jab hum prioper hard work karen ge....
                       
                      • #56 Collapse

                        Aslam-o-alaikum Dear friends to all o you, i think ke forex main hardwork ke sath kam kerna chaye sab ko experiance bhi jay gaa our aap mehnati bhi hojain gay aik ke sath sath do do faiday.
                        • #57 Collapse

                          meray khayal main forex main success hasil karnay kay leyeh app ko zaida se zaida experience hasil karna chahyeh kyu kay agar app trading main experience hasil nai kartay ho to app is main success hasil nai kar saktay ho app ko hard working karni chahyeh or knowledge bhi gain karna chahyeh.
                          • #58 Collapse

                            yah 2 things he importent han ager hardwork ni ho ga to ap kabi bhe acha expeirence ni bana sakty har karobar main phli dafa he kamyabi ni ho jati is main kafi sakhtyan bardash karni parti han pher ja ky kahin kam banta ha
                            • #59 Collapse

                              mere khail main dono he important hain. in done ke combination se app good or success trader bin saktain hain.mahnat / hardworking ke beghar app experience b hasil nahi kar saktain. so aik successive trader bane ke laye hardworking ke sath sath experience ho to wo batter hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                according to my point of view,forex trading k liye hard work or experience dono zarori hen,kyu k jub tak ap k pass experience nahi ho ga tu ap forex trading per sahi traky say kam nai ker saken gay.ager ap hard work karen gay tu ap k pass experience aye ga,jes ki waja say ap k knowledge ma azafa ho ga tu ap k kamyab forex trader ban saken gay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X