Signals kitne helpful hote Hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signals kitne helpful hote Hain??
    Senior member se request hai apne experience share Karen signals kitne helpful hote hain aur kya signals ko follow karna chahie ya nahin??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signals kitne helpful hote Hain??

    Forex Trading me signal taqreeban 70 se 80% tak helping karte hn ya helpful hote hn. Q k jo bhi ye signal generate karta hai us k pass knowledge aur experience to hota hi hai aur sath us k pas pore year ka challender bhi hota hai. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen. Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen. Forex Trading bohut bari market hai aur rozana k hisab se trillions me buisiness hota hai, Forex Trading me unlimited earning ho sakti hai agar mehnat kia jaye to. Forex Trading me mehnat se kaam karna is ka sab se bara aur aham hathyar hai jo hamen apne maqsad aur matloba hadaf tak asani k sath pohuncha deta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Signals kitne helpful hote Hain??

      dear agar hamaray pass is markeet main kaam karnay ka koi bhi experence nai hay to hamko chaye k ham is markeet main kabhi bhi without signals k kaam na karain is liye agar ham kisi k signals ko follow kartay huway is market main kaam kartay hain to hamaray liye is say achi aur koi bhi baat nai ho sakty hay jisk liye hamko lose say bhi bachhat ho sakty hay aur ham makreet ko sath sath samjh bhi saktay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Signals kitne helpful hote Hain??

        Forex trading forum pr Kam krrt waqt signls bht Important hoty hn.jb hm signls ko follow krty hoy apni trade start krty hn hm easily is platform mn taruqi krty hn .Jo person signl generate krta Hy wo aik fully experienced person hota Hy is platform py r apni startgy sy muslsul apni earning r profit level increase krta Hy is ly hmn bhi in signls ko follow krna cheay ta k hm juldy sy juldy is field mn agy bahr sky.
        Last edited by ; 19-09-2020, 03:51 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Signals kitne helpful hote Hain??

          signals Hamari trade mein kitne helpful sabit hote hain yah signal provider per depend karta hai ki signal provide karne wala Kitna expert hai sometime aisa hota hai ki signal bahut hi acchi accuracy Dete Hain Jin Se Humko profit earn hota hai aur sometime signal fake hote hain jinki vajah se Humko nuksan ho sakta hai isliye Behtar to yahi hai ki koi bhi signal follow karne se pahle Khud market ko analyse karke dekh liya Jaaye Taki yah Baat confirm ho jaaye ki signal theek hai ya nahin hai.
          • #6 Collapse

            Re: Signals kitne helpful hote Hain??

            Signals sae humain trading kernay mein bahut zayada madad milti hai mehnat tab tak jari rakhain jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayain experience kay hotay huay humain ghabrana nahin chahyea balkay apnay kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhain forex trading bahut bari market hai aur rozana kay hisab sae trillions mein buisiness hota hai forex trading mein unlimited earning ho sakti hai agar mehnat ki jaye tou iss lye forex mein soch samajh ker kaam kerain ta kay hum kamyab ho sakain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Signals kitne helpful hote Hain??

              Signal Hamare liye bahut jyada important Hote Hain Magar Humko pura depend signal ke upar nahin karna chahie Humko mehnat Karni chahie aur is market ko analysis karna chahie Jab Ham market ko Khud analysis karte hain to use Waqt Hamesha market Se Jyada profit hota hai agar Ham Kisi Aur Ke signal ko follow karte hain aur usmein Badi lot size ka istemal Karte Hain To fir Ham ismein Kabhi Bhi Ek accha profit Kajal nahin kar sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X