control your greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Main aap ki baat se itfaaq karta hoon.Insaan ko apni zindagi mein boht si mushkilaat ka saamna krna parta hai jin mein greed bhi shaamil hy.Aap ne wo kahawat to suni ho gi Greed is a curse.Greediness insaan ko nakaam bna deti hai.Agar aap koi behtar cheez dekhain to fouran uss ko khareednay ya krne ka faisala na krein.Ho sakta hai k uss mein koi dhoka ya fareb ho jis ki wajah se aap ko nuqsaan uthana parray.Pehle apni auqaat ko dekhein or phir cheez ko samnay rakhtay hue faisala karnein.Thank you!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      yes it is good that control your greed which is not good for you in the forex trading forex trading is a life time business and in this business there are many chance to make trade at quickly but when you start your trading then not be a greedy
      • #243 Collapse

        Forex aisa work hay jis ma insan apny balance ko asani as double kar sakta hay apni practice aur knowledge ki bunyad par lakin insan ko ziyada greed nahi karni chaiye kiyu kay forex ma greed insan ko bht bara loss dey skti hay aur hm agr apny point of view sa kahi TP set kary to usko change na kary greed ki waja sa kay aur bhi ziyada profit hoga balkay usko rehny dey wahi
        • #244 Collapse

          forex trading mae agar kisi na greed ki to us k liye sub sa ziada nuksan ho ga, laekin forex trading mae takreban greed hi ha, yeh ab us person par depend krta ha kay wo lalchi ha ya nahe,,
          • #245 Collapse

            dear sir jahan tak me kehti hun k humen greed se bachna chahiye ye boht khatrnak cheze hai is se hamara account khali bhi ho sakta hai or humen profit kabi bhi nhe ho sake ga humen lalach se bachna chahiye q lalach hai hi buri bala...
            • #246 Collapse

              Your greed is the enemy of your trade. Always control your greed if you want to become successful in this trade. Always do your trade with cool mind and control on your emotions.
               
              • #247 Collapse

                Lalach trader ka dosman hay..forex main hamen apny lalach ko khatam karna ho ga tab ham theek trading akren ge aur acha profit mily ga aur ahm lose may kam jai gay...
                • #248 Collapse

                  forex trading me greed karne walo ki koi jagah nahi hain.... forex trading bohat he acha profitable busines hain lakin money earn karne se pehle forex trading ki achici knowledge aur acha experience hona bohat zarori hain... greed karne wale ko khud he bohat problem hoti hain usko kbhi success nahi milti aur wo hamesha loss me he jata hain.. uska sara balance aur investment loss me khtm hojati hain..
                  • #249 Collapse

                    bhai jaan sab hi trader yahi kehtwy hain k control your greed aur lalach s bqcho kagar sqwal yahan par yeh hai k akhir insaan gred se bachey b toh kaisay toh is ka iaik bohut hi simple se jawab hai k appko trading aik mind setnaur aik goal k saath karni hogi aur utna profit honey k baad appko markwt se bahar ana hoga is tarah se app greed se bach sakthey hain
                    • #250 Collapse

                      bro trading m humy greedy ko control krny chaye ya na ho kh hum loss m ana shoro kr dy q kh trading is a ap ko loss bi hosta hn or profit bi .isi liye greedy ik business man ki boht big enemy hn is liye in chizo sy humy avoid krna chaye
                       
                      • #251 Collapse

                        je han app ko apne laluch se door hona hoga aur es amin ase he app ko success hasil hoge aur app kamayab be ase he hoge aur es amin ase app ko age janae k raste mil skte hain aur app ek kamayab tradr ban skte ho
                        • #252 Collapse

                          forex business greed people ki kabhi sat na hi deta or greed forex business ki sab se bara enemy hai so app agar profit karna hai or assa trader bana hai to app ko forex business se greed ko hatana parega uski bad hi app ko profit milega.
                          • #253 Collapse

                            g han is business main apko apni greed par qabu pana or us sy bachna bht zarori hy, ap is business main jitni zayda greed sy bachen gain ap k liye utna hi acha hoga, warna zayda greed karne sy apka concentration trading par nhi rahega or ap ismain loss kar sakte hain.
                             
                            • #254 Collapse

                              Forex main app ko trade karte hue apni lalach ko control karna ana chahye phir hi app is main kamyab ho ge aur app ko pata hay ke app ki is adat ki waja se app ko loss ho jye ga aur app ko is main control ke liye apne nafe ko kam ya zada ane ki surat main accept karna ho ga .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                Greed is our enemy in forex trading business. so we must need to avoid greed and need to control our other emotions during trading in forex.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X