control your greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    while trading if you greed then you may loss all your capital as a result of margin call. Greed is invited by over confidence and over confidence is due to trading randomly.if you do not set any target then you greed frequently and open some wrong order which in return may lead you to loss.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      yes dear bhia app ne bilkul thik kaha ha hamy forex main trading karty waqat apni greed pe kabo rakhna chahye kiun kay greed karny say hamy loss kay ilawa kuch bhi hasil nahi hota is liye hamy apni knowledge and experience say trade karni chahye
      • #78 Collapse

        Greed ko sirf usi soorat may control kia jaskta hay ager aap step by step her cheez ko seekhen or tamam factors per nazr rakhen or un k baray may tafseel say seekhen. Na sirf yeh kay aap greed per nazr rakhen bulkay greed kin kin waj-hon say hota hay un per bhee nazr rakhen.
        • #79 Collapse

          g haan hamen forex mai greed ko control karna chaye qk greed busness man ki enemy hoti hai is se hamen sirf munafa nazar ata hai mgr loss b hosakta hai mgr ham is k liuye tyarr nahi rahte hain...
           
          • #80 Collapse

            Ap apna greed issi soorat main control kar sakty hain jab kay ap kay andar himat aur hosla paida ho aur ap main apny lalch ko kam karny aur bilkul fair way say kaam karny ki umeed paida ho aur ap her kaam o best way say karny ka hosla rakhty hun
            • #81 Collapse

              ye to ek buri bala hai kisi bhe field main is se bachna bohot zaruri hai is k hote hue kaamyabi hasil ni ki ja sakti kyun k ye hamen kaafi baar ghalti karne par majboor kar deti hai aur hamen bara nuqsaan uthana parta hai.
                 
              • #82 Collapse

                wesay to laalach insan ko har maqam par ruswa karti hey lekin agr aap forex ke hawale se is ka tajziya karein to laalach ko zehan se nikaal kr hi forex trading karein q k baaz auqaat hamein pata bhi nh chalta ke ham jo kr rahey hein wohi hamarey liye sab se bara nuqsaan bhi sabit ho sakta hey zaroorat is amar ki hey ke laalach ko maar den
                 
                • #83 Collapse

                  bro ap ko pta hai kay lalch buri bala hai is liye lalach nai krni cahiye q kay lalach say trader ko loss hi hota hai
                   
                  • #84 Collapse

                    apni gareed par qaabu rakhna bohot zaruri hai kyun k ye baat hamen ssmajhna chahye ye koi paise banane wali machine ni hai ye ek business hai aur yahan per nuqsaan bhe ho sakta hai is liye usey zehen main rakhna bohot zaruri hai.
                     
                    • #85 Collapse

                      If we want to become a successful trader then we must control our greed.Because if we fall in greed we want to earn more and more that's why we may fall in loss.
                       
                      • #86 Collapse

                        Forex trading me humen apni greed ko control karna chahiye or traing k demian jab humen acha profit mil raha ho to humne trading close karni chahiye ziada profit k lalach me humen loss ho jata hai .
                        • #87 Collapse

                          yes traders have to control the greed or not he/she fail to be keep control as a result he/she have to face the losses. god also said that we all have to control in eery situation.
                          • #88 Collapse

                            nice suggestion my dear friend greed bohat he gandi marz hay jab bhi yea kisi bhi insan ko lag jati hay to wo is ka adi ho jata hay maray dost greed is a curse maray yar . laluch bori bala hay is leya is say bacho yea loss ki taruf lay jata hay is main nuksan hay bs
                            • #89 Collapse

                              dear agar hum ais mai apny ap pe control kar ley to ais se hum kafi zaida faida autha sakty hai wo ais tarha kay hum lalch mai aa kay bari trade ni lagye gay aor aram se trading kary gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                agr greed ko control nhi krenge to age b humara dimag kaam nhi krega sirf loss e hoga agr loss se bchna to hume sabr krna chahie og greed ok control krke age ka sochna chahie agr age ka nhi sochenge or greed ko control nhi krenge to mere khyal me hum forex par earn nhi krpaenge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X