Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor install???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor install???
    A.O.A to all freinds and good morning ......
    han han ji Jaisa ka topic hai , metatrader market se aik masnow website sy MQL5.com sy aour is k ilawa MT4 aor MT5 k trading platform se Se Bhi kharida Ja sakta hai is mein aap specific product trading product ko select Karen aur FIR usko Purchase karte hain aour isy install Karen iske liye Jo payment method use Karenge woh jo ap trading ke liye mathods use Karte Hain
    metatrader market mein 10,000 trading robots aur trading indicators available hain aur Iske alava metatrader 4 aour metatrader 5 ke liye bahut sari applications market Mein available ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor instal

    Metata trader MT4 aur mt5 trading robots or trading indicators bahut jyada importance rakhte Hain isliye Forex trading Mein metatrader 4 aur metatrader 5 ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Jab Ke Hamen market Mein Lagate sirf metre traders 4 ko hi use karna chahie Kyunki yah Hamare liye bahut hi faydemand sabit ho sakta hai jo beginners hote hain unhen Apna Kam metatrader 4 ke jariye aise hi karna chahie aur apne market Mein trade Lagate vah cal sirf meta trader 4 ko hi use karna chahie Kyunki Uske Jarur share market Kaise signals ko acchi Tarah Se samajh Sakenge

    Jab Ke meta trader 5 trading robots ko sirf expert or professional trader hi use kar sakte hain beginners use nahin kar sakte Kyoke is Mein kam karne ke liye hamare pass bahut jyada experience or knowledge Ka Hona importance Rakhta Hai hamare pass Itna knowledge or experience Nahin Hai To Hamen mt5 ke jariye Se Apna Kam Nahin Karna chahie Forex trading Mein trade Lagane se pahle market ki signals ko acchi Tarah se lana karna bahut hi important Hota Hai Hamen yah dekhna chahie ki market ki student Mein move kar rahi hai market trand Mein move kar rahi hai ya FIR down plant Mein ya FIR site De move kar rahi hai agar market uptrend aur downtrend move kar rahi ho to use Waqt market Hamen bahut acche signal deti hai aur yah bahut Tej Raftar ke sath Apna Kam start karti hai isliye Hamen chahie ki hamen bhi use Waqt hi market Mein Prit Re Lagani chahie tha kya Mujhse Achcha fayda Sar kar Saken Jab Ke market sideway mein movement kar rahi ho to use Waqt ismein trade na lagaen Hamen Apna Kam karte hain vah Karte Apne mind ko acchi Tarah Se set kar lena chahie aur Apna Kam patience ke sath karna chahie tab hi Ham ismein acchi success Hasil kar Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor instal

      MQL5 traders key ley indicators ka largest platform hay es ko ham indicators ki market be keh sakty hey, jes me free indicators be hamy mil sakty hey aur koch indicators esy hoty hey jo key premium hoty hey agar ham esy indicators ko buy karna chahy to es payment method ko select kar key ham un ko payment kar dety hey jes par es platform se hamy hamara select kia gia indicator mil jata hay, indicators ko install karny ka tareeqa bahot asaan hay, sab se pehly hamy ye decide karna chaye key kon sa indicator hamary ley best hay aur esy bahot se platform hey jes se hamy free of cost technical indicators mil sakty hey aur payment par be indicators ko buy key ja sakty hey, technical market analysis karny ka agar experience traders rakty hon to un key ley decide karna bahot asaan ho jata hay key un ko kon sa indicator apni strategy key ley khareedna chaye, koch indicators price action key hoty hey aur bahot se moving average strategy key base par banaye jaty hey traders ko ye khud hi self trading ka experience use kar key decide karnny ki zarorat hay jo key powerful technical signals provide karny ki ability rakty hon, indicators ko khareedny se behtar hay key self base par hi apny experience ko etna build kia jaye key kesi costly indicator ko khareedny ki zarorat na pardy, free indicators professional traders zaror use karty hey magar just market ki movement ki information hasil karny key ley otherwise esy traders ko khud hi technical market analysis karny ka tajarba bahot waseeh hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor instal

        Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Ham metatrader 4 per trading kar rahe hote hain to is per hamare pass different options bhi Hote Hain Agar Ham different important indicator metatrader 4 per reply karte hue trading Karte Hain To Humko bahut jyada advantages mil sakte hain isliye Hamari koshish honi chahie ki ham kuch important basic indicators ki proper learning karne ke bad unko metatrader 4 per Jarur apply Karen dear iske sath aapane robot trading kya bhi e indicate kiya hai no doubt robot trading Bhi Ek Aisa important trading software hota hai jisse aapki trading automatically execute aur close hoti rahti hain aur aapko Achcha profit mil sakta hai

        Dear jab aap robot trading se related information Hasil karte hain to aapko bhi Idea Hota Hai Kuch Aisi member sote Hain jinko pass bahut jyada investment hoti hai aur vah Hote hardworking nahin karna chahte vah member report trading se help lete hain aur apni trading robot trading software through complete Karte Hain Jis a daily basis per bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain agar aap robot trading karna chahte hain to aapko bahut jyada learning karne ki jarurat Hoti Hai Kyunki robot trading co properly done karke hi aap is maximum profit kaise kar sakte hain.

        Dear jab aap robot trading or different important indicators ko properly analyse karne ke bad apni trading per reply karte hain to hamesha aapko acche results mil sakte hain agar aap apni trading co profitable banana Chahte Hain To aapko robot trading aur different important indicator uski learning complete karte hue UN ko apni trading per apply karna hoga otherwise aapke liye Kuchh Aise problems ho sakte hain Jiski wajah se aap properly in Se utilise Nahin Sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor instal

          Ji forex trading mein mt4 aur mt5 ky paltforms par kam karty huey aap ko bht si robot apps milti hain jo ky install karny se aap ko woh achi trades btati hain. Aur aap un ko install kar ky bht se profits gain kr skty hain aur robots ky zariye achy sigmals milny ki wjha se acha daily profit gain hota hai..​Aap ko robts different rate mein bna ky diye jaty hain. Aur 100 dollar se le kar thousands of dollars ky robots bhi mojud hain jo ky aapky account ko manage bhi kar lety hain.​Robto trasing ky liye aapko accounrs mein bht zeada investments ki zarurat hoti hai. Lrkin jab aap achi investment kar lety haon to yeh robots ap ko help kar ky apky account ki achi growth krwaty hain aur aap achi trasing kar ky kuch hi arsy mein apni investments niklwa skty hain. Aur dusry profits enjoy karty rehty hain.

          Issi trha aap good indicators bhi buy kar skty hain aur in mein aapky pass hazaron options mojud hoty hain aur aap agar in ka behtr istemal janty hain to yeh aapki trading mein bhut zeada heloful sabit hoty hain. In ky sath aap ko accordingly kam karna parta hai. Aur in ky istemal ko smjhna bhut zaruri hai. Bagher knowledge ky aap indicatoes ka acha istenal nahin kar skty aur aap apni investments zaya kar skty hain. Islye apko chahye ky kabhi bhi withiut experience ky indicators buy nah karyn.

          Mt4 aur mt5 dono platforms mein aapko robots help kar skty hain. Lekin mt5 me robots ky zairye kam karna aap ko bht prehsnaio mein dal skta hai usk muqbale mein mt4 par robot trasing zeada asan hai. Aur aap agr big investor hain to aapko robots ki bhi help mufeeed sabit ho skti hai.

          Agar aap khud ki leanrings karna chahty hain aur achy trader banna chahty hain.​Aur apni learning mein rukawat paida nahin krna chahty to aapko chahye ky kabhi bhi indicators ya robots ki help nah len yeh apki leaenings mein rukawat dalty hain. Aur agar aap ko in ki adat hojaye to aap apni learning ko aagy brhany mein nakam hojaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor instal

            market main survive karne ke liye technically apke pas acha knowledge ka hona to bahut zarori hota hae is ke liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam bhe kara karen hum jitna ache tarah se apne kam ko time dete hain hum is main se kuch na kuch hasil kar he jaya karte hain basnhamen karne hote hae is main mehnat jo log is main mehnat karte he hain wo is main se kuch gain karte hain to bas hamen bhe cahiye ke hum ache tarah se kam karen hum agar is main kam kar he jate hain to hum success hasil kar lete hain bas hamen is main mehnat karna ho ge or market ko samajhne ke liye is main dil se kam karna ho ga jitna sahe tarah se hum is main kam karte hain hum utna he ache tarah se market ko samajhne ke liye ache tarah se kam karte he hain bas hamen bhe is main success hail kar lene cahiye take hum is main kuch na kuch gain kar saken hum is main agar dil se kam kar he jate hain to is liye hamen bhe cahiye ke hum is main kam ko ache tarah se kar he jana cahiye take hum is main kuch na kuch gain kar he lena cahiye hum ko is ke liye ache se kam karna cahiye hum is main jitna dil se kam karte hain hum is main success hasil kar he jate hain bas dil se hamen kam kar he lena cahiye take hum is main success hasil kar saken or is main hum kamyab ho saken
            • #7 Collapse

              Re: Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor instal

              trading diffrent methood
              . Dear friend trading karne ke different method Hote Hain Auto Trading Bhi ki Ja sakti hai aur Market per chart line Jo indicator Lagaye Jaate Hain indicator bhi signal Dete Hain Ki market kis Taraf Ja sakti hai tab day trading ki Ja sakti hai robot trading Bhi ki Ja sakti hai lekin sabse best yahi hai ki trading manual hi ki Jay Ho To trading Karenge market mein agar lock ya FIR profit nikalta Hai Kuchh sikhane ko bhi Milta Hai Is Tarah Forex main aapka knowledge increase Hota rahega
              • #8 Collapse

                Re: Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor instal

                My dear friend Forex trading be metatrader Ek trading software hai jismein Ham apni trading karte hain aur Market ko analysis karte hain forex market Mein Jaisa ke Ham Sab Jante Hain Ki reboots bhi use hote hain aur sath mein market ko samajhne ke liye indicators bhi use Karne padte hain Jab Ke bahut se indicators aapko metatrader Mein Hi mil Jaate Hain aur Iske alava agar aap Koi robots use karna chahte hain to vah aapko purchase Karne padte hain jo ki aap Kisi bhi expert trader se Mashwara Karke a 50 kar sakte hain Jab Ke Unki different prices Hoti Hai Kyunki different indicators used hote hain aur different traders se aap ko Milte Hain aur sab hi traders ke alag alag price Hote Hain Jin mein se aap apne reasonable price ko select karte hue UN robot ko purchase kar sakte hain aur apni trading profitable bana sakte hain
                Jaisa ke Ham Sab Jante Hain Ki metatrader 4 mein bahut se Aise trading tools Hain jinko Samajh Kar Ham apni trading Karen To Ham unhen Tujhse bahut acchi trading kar sakte hain Hamen Kisi bhi aur indicators aur trading robot purchases karne ki jarurat Nahin padati To Hamen chahie ki Ham apni trading practice unhen trading tools aur unhen indicators ko use karte hue Karni chahie Taake Hamen Kisi Aur Aur indicators aur robots ko purchase Na Karna Pade Usi ke sath Ham Apne trading co profitable Banakar acchi trading kar sake
                Forex trading Ek best online trading business hai jismein aapko apni profitable trading karne ke liye bahut se trading tools provide karta hai jinko use Karke aap bahut acchi trading kar sakte hain sometimes bahut se broker Aise hote hain jo aapko bahut hi best indicators provide karte hain Jinka aap acchi Tarah Se istemal Karke apni trading co profitable bana sakte hain Forex trading mein kabhi bhi kisi bhi trading indicators ko purchase Karne Ki Galti na Karen Kyunki Jab aap Forex ko acchi Tarah Se samajhne aur sikhane lag Jaate Hain To aap unhi indicators ko use Karke profitable trading karne Ke Kabil Ho Jaate hain lekin aapko sabse pahle Forex ka knowledge aur Forex ka experience increased karna hoga Uske bad aapko trading bhi Aasan Lagegi aur aap usko follow karke bahut acche trader Ban sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor instal

                  Where to get trading robots and indicators.

                  Je dear trading platform ma inidicators ki bari variety mohjood hoti hai. En ma bhot sary custom indicators b hoty hain jo ham directly trading platforms sy hasil kar sakty hain. En trading platforms sy ham securely trading robots or technical indicators hasil kar sakty hain es k elawa other trading program b yaha par available hoty hain. Ye applications sb users k lae hoti hai or read to use shape ma hoti hain. Ye applications hamary lae market ko open karti hain or program ko hamary laye buy ya rent par hasil karti hai or es ko hamary trading platform k zaryae lanch kar deya jata hai. Automatic trading application k elawa hamy trading k bary ma magazine or books b offer ki jati hain.

                  How to purchase trading robots or indicators.

                  Market product ko purchase karny k lae hamy pehle usk page par jana hota hai waha sy esko buy karna hota hai or waha sy es action ko confirm karna hota hai. So application activate ho jati hai or hamari marzi k folder ma save ho jati hai. Ye trading robots or indicator programmed based hoty hain. Enko banany waly enki creation ma expert traders k actions or views ko shamil karty hain. Har indicator or trading robots k kuch benefits hoty hain or unk disadvantages b hoty hain. Jin ko over come karny k lae trader ka experience chahe hota hai. Jo trader fully en applications par depend karta hai wo hamesa nuksan ma rehta hai. Kiu k ye application market ki current situation ko bi dakhti balky ye us programming par base karti hai jo es ki development ma use hoe hai. So hamy hamesa internet par search kar k us application ko he use karna chahe jis k kam sy kam nuksanat hon. Ta k ham achi trading kar sakyn or acha profit b hasil karny ma kamyab ho sakyn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor instal

                    Dear friend Mein ne kabhi bhi is kaam mein purchase krny wala kaam nahi kiya mein ne hmesha indicators ko SEEKHNY ki koshish ki hai kyun KY jo kaam seekh kr successful bnaya ja sakta Hai purchase kr KY us se kamyab hona mushkil Hota hai is ky ilawa robot ache cheez nahi hai Jab Bhi robot trading krty hain to us mein kamyabi KY chances kam he hoty hain lekin Jab hum khud mehnat krty hain jab hum khud apny kaam ko time dy kr usy samajhny ki usy focus krny ki koshish krty hain to hmara kaam humein ache kamyabi dy jata hai is liye humein hmesha apny kaam ko aur us see relevant Har cheez ko SEEKHNY ki taraf focus Krna chaheye aur kabhi bhi robotic trading ko importance dyny ki galti nahi krni chaheye ta ky hmare andar mehnat aur kamyabi ka jazba Paida ho sake aur hum khud ko time ky saath saath acha learner aur acha trader Bana saken yehe hmara kaam humein ache trader bnane aur Hamare future ko secure bnane mein hmari help krta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Metatrader market se trading robots aur trading indicators ki purchase aor instal

                      MQL5 buyers key ley indicators ka largest platform hay es ko ham signs ki marketplace be keh sakty hey, jes me loose indicators be hamy mil sakty hey aur koch signs esy hoty hiya jo key top rate hoty whats up agar ham esy signs ko buy karna chahy to es fee technique ko choose kar key ham un ko price kar dety hiya jes par es platform se hamy hamara select kia gia indicator mil jata hay, signs ko deploy karny ka tareeqa bahot asaan hay, sab se pehly hamy ye decide karna chaye key kon sa indicator hamary ley excellent hay aur esy bahot se platform hello jes se hamy freed from cost technical indicators mil sakty whats up aur charge par be signs ko purchase key ja sakty hey, technical market analysis karny ka agar enjoy buyers rakty hon to un key ley determine karna bahot asaan ho jata hay key un ko kon sa indicator apni strategy key ley khareedna chaye, koch signs fee action key hoty whats up aur bahot se shifting common approach key base par banaye jaty whats up traders ko ye khud hello self trading ka experience use kar key decide karnny ki zarorat hay jo key powerful technical alerts provide karny ki ability rakty hon, signs ko khareedny se behtar hay key self base par hello apny enjoy ko etna build kia jaye key kesi steeply-priced indicator ko khareedny ki zarorat na pardy, unfastened indicators professional traders zaror use karty hello magar just marketplace ki movement ki statistics hasil karny key ley otherwise esy traders ko khud hi technical marketplace evaluation karny ka tajarba bahot waseeh hota hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X