$$ Money management kesy krni hogi??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    $$ Money management kesy krni hogi??
    Assalam-o-Alaikum, all members...!
    Mauzo:
    Umeed hai ap sub kheriyat sy hongy, mei aaj ap ki khidmat me ek or interesting or most important mauzo laya hoon jou hai, money management k bary me or ye krni kesy chahye, bohot sy beginners ko is chez ka ilam nahi hota kch ny tou sirf naam suna hota hai lykin idea nahi hota or na concept clear hota hai money managment k bary me, dosto money managment forex k rules me bohot h faida mand rule hai, jitna zyada ap ka is py command hoga uhta h faida hoga ap ko or ap uthny h professional trader hongy, money management basically humara stoploss or takeprofit h hota hai, jou k tools b hain or opportunity b hai forex k software me, is k apny ratios hai 1:1 , 1:2 , 1:3 , !:4 up to so on but me kudh ap logon ko 1:2 and !:3 recommend karunga ye best hain, is py jitni ho saky practice karein is ko use krny ki adat banay ye ap ko future me bohot faida degi. Money management ka sub sy bhara faida ye hai k ye ap kaaccount wash hony sy bachati hai or ap k trade ko secure krti hai ap k account ko security provide krti hai. so please focus on money management as much as possible, it ll help you to become a professional trader.
    Thank you
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: $$ Money management kesy krni hogi??

    hamy is main money management kar ky kam karnqa chahey ham market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is man bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is main agy bar saky
    • #3 Collapse

      Re: $$ Money management kesy krni hogi??

      Money management kasy karni ho gi bohat acha swal hai forex main aap Mony mangment kray gay tu aap achi trading Kar Kay achi earning hasal Kar saktay hai uss ka Lia aap ka pass acha experience hona bohat zurori hai tab aap Mony mangment karni chaiy
      • #4 Collapse

        Re: $$ Money management kesy krni hogi??

        Dear friend Forex trading pay kaam ko perform karne ke liye money management bahut important role play karti hai Jab Bhi aap aap money management ke sath Apne account ko handle karte hain to aapko bahut hi Achcha profit gain karne ka mauka Milta Hai Hamesha Apne account balance ko Shiv Shakti trading Kiya Karen lot size kam se kam use Kiya Karen agar aap professional trader Banna Chahte Hain To aapko chahie ki Chhote account se trading karte hue apni achievement ko bada Kiya Karen aur apne account ko safely use Kiya Karen tab bhi aap apne bhi achcha profit gain kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: $$ Money management kesy krni hogi??

          Dear friend money management ke sath trading Karenge to aap Achcha profit Hasil kar Sakenge isiliye Forex Mein kamyabi Hasil karni hai aur apne account ko safe Rakhna Hai To money management ke sath kam Karen aur kam lot size set open Karen Taki aapka account bhi safe Rahe aur aap Achcha profit Hasil kar sake isiliye Hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil Karen trading mein jo members Jyada risk lety hain unhen sirf loss hota hai aur vah na Achcha profit Hasil kar sakte hain balki Apne account ko was kar dete Hain isiliye Soch samajhkar Sabir ke sath trading Karen aur Jyada lot size ka use na Karen kam lot size trade open Karen Apne account Ke mutabik Kah ke aapka Kaun bhi safe Rahe aur aap profit Hasil kar sake ziyda loss se behtar kam profit hai
          • #6 Collapse

            Re: $$ Money management kesy krni hogi??

            Money management kernay kay lye aap forex mein trade laganay sae pahele apnay balance kay hisab sae aap ko apni trade ki calculations kerni chahyeain money management kar ky kam karnqa chahey ham market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is man bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy loss hony ke har aik wajah ko sahih karna chahey ta kay hum forex mein kamyab ho aur kamyabi sae agay berhtay jayain
            • #7 Collapse

              Re: $$ Money management kesy krni hogi??

              Money manage krny k lye hmain Apny acount ki save Rakhna hoga agar ham kamyab hona chahty Hein to hmain chotty chotty lot p trade karny Karni chahye or dOsri BT Jo us s b ziada important h woh yeh keh ham log risk ko b Kam krein to he best hoga hmary liay phr he ha. Log tarkii Kar skeingy or acount save raheyga
              • #8 Collapse

                Re: $$ Money management kesy krni hogi??

                bhot he nice threads ki hain aapne forex trading man sab say best money managment hain jis b traders ne money managment ko follow kiya usne lot of kamyabi hasil ki jo b traders money managment ko follow nhe karte ahin vo kabi b kamyab nhe ho skte hain is liey traders ko acha work karne k liye money managment ko follow karna hoga jo regular money managment ko folow kar k kaaam karte hain vo kafi best earning kar lete hain forex trading main hard work k bad he kamyabi hain jo hard work karte hain tu kamyab ho jate hina
                • #9 Collapse

                  Re: $$ Money management kesy krni hogi??

                  Dear friends Agar Ham market Mein kam karna chahte hain To Hamen money management aur time management Karke market Mein kam per Na Hoga Is Tarah Ham 100% kamyabi Hasil kar sakte hain Forex Ek bahut bada business hai yah kabhi bhi khatm nahin ho sakta Ham ismein mehnat Karte Hain To Hamen kamdevi milti hai Ham market Mein trade Laga sakte hain Ham market Mein post kar sakti hai Forex Ek bahut bada business Hai Jo Kabhi khatm Nahin ho sakta
                  • #10 Collapse

                    Re: $$ Money management kesy krni hogi??

                    Forex Trading me money management bohut zyada zarori hai. Hamen agar is pe amal karte hen to is tarah se hum bohut bare nuqsan se mehfoz reh sakte hen. Forex trading me money management is waja se bohut zyada zarori hai. Q k is me hum aone account ko wash hone se bachate hen. Aur agar hamari money management acha ho to hamara account bhi mehfooz hota hai. Money management kuch is tarah se karen k trade lagane se pehle us k nuqsan ka bhi tehmeena lagaye k agar nuqsan hota hai to mera account kitna bardasht karega. Aur wash hone se nache ga. To us k leye stop loss zarur lagayen. Is tarah hamara management acha hi hoga.Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen.
                    • #11 Collapse

                      Re: $$ Money management kesy krni hogi??

                      Hamari Kasam der Mein Umra Mein Koshish Karna chahie Kyon Chabi taking kar rahe hain Koi chij ka password kya hal hain kya Hamari account to main vah kitne mote Hote aur hamare pass free marching Kitna Mujhko de do Usi sabse Hamen Hain vah trading Karni chahie hamare pass account mein jyada bonus Gurudev Hamara Kaun si train Hai To fir Aao Mujhko Paida kiya kar sakte ho ja Raja ji ka Sikha sakte hain lekin Agar account mein bonus kam mein aur hamare pass Itni Jyada Nahin Hai To fir Hamen Chhoti training Karni chahie aur Koshish Karna chahie Kyon apni money ko jo hai vah Regiment ke sath chalayen Kyunki / Se Hum Itna Kamyab ho sakta Ikram Apne money management Ko Nahin is bar Karenge to Fir kabhi bhi ismein successful Nahin ho sakte
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: $$ Money management kesy krni hogi??

                        dear friend foreign exchange buying and selling pay kaam ko perform karne ke liye cash management bahut essential function play karti hai Jab Bhi aap aap money management ke sath Apne account ko manage karte hain to aapko bahut hi Achcha income gain karne ka mauka Milta Hai Hamesha Apne account stability ko Shiv Shakti trading Kiya Karen lot length kam se kam use Kiya Karen agar aap professional dealer Banna Chahte Hain To aapko chahie ki Chhote account se trading karte hue apni achievement ko bada Kiya Karen aur apne account ko competently use Kiya Karen tab bhi aap apne bhi achcha earnings advantage kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X