heding
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    g bilkal ap ki bat thek ha ma hum hum heding se be success hasil kr sakte hein lekin heding k liye be hsamre pass experience ki zahrorat hoti ha heding se hume lose be ho sakta ha is liye hume bohat menat krni parti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      forex trading main hedging aik achi tehniquse hain es main long time prame ko uase karty hain matlab yah hai k es main jo trading hoti hai wo long time period main hoti hai es se bhi achi trading ho jati hai or es main jis ko expernce hota hai wo boaht acha profit gain kar lety hain or jis ko abhi es k bary main expernce nahi hoat hai un k liye risk he hota hai
      • #558 Collapse

        hum is main hedging karna hay to kafi learning karna ho gi is main scalping karna hay to is main agr success hasil karni hay to hard workl kar kay achy say ana ho ga is main humain time fram ko use karna hay to kafi sai rhta hay humain is main demo ko use karna ho ga jis ki help say ana ho ga jis say real account ko use karna kafi sai ho ga
        • #559 Collapse

          hegding krna technique hai trader ko is main trend ko smjhna hai trader heding krta hia jb trader ko loss ziada ho rha hota hai aor trend ko smjh nhi pata hai is time trader ko hedging ki techinque ka pta ho aor trader hedging ka use kar kay trading ko control krta hai
          • #560 Collapse

            Heding ka matlab hota hae k markeet men ik hi pair py dono oder lagana sell b aur buy b aur un dono men sy ik ko jb naffa aey to close kr dyna aur doosry ko chalty rehny dyna mery hisab sy to ismen koe faida ni hae aur ye koe professionalism ni hae trading ki aap hamesha professional trader bn k trade lagain heding na karren aur baaz broker to heding ko allow b ni krty agr koe hedging kry b saie to uska account block kr dety hain apko chaey k simple triqy sy trade lagain stop loss aur take profit set kr k.
            • #561 Collapse

              hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi aur is main hum short term main bi trade kar skay gay aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main profit hasil ho saky ga
              • #562 Collapse

                bhai mein ya smjhti hun kah ap hedging tabhe karin jab apka pas balance ziyda ho agr apke trade phas bhe jati hai tab ap us ko nikla sakin laqen hedging karna ka liya bhe knowledge ke zarort hoti hai jab ap ko karna ati hoge tabhe ap kar skta hain.
                • #563 Collapse

                  Dear mera opnion aapke opposite hai.
                  Hedging ko main useful ni smajhta hun koi bhi professional ya expert trader aapko hedging ko use krne ka ni kahe ga.
                  Hamen trade ko open krne se pehle hi technically aur fundamently tor pe market ko achi tarah se analyse ker lena chahiye ta k hamen bad men aik hi pair per sell aur buy dono ka order place na krna parre, hamen market ki trend ko anlyse krna chahiye tab apna order put krna chahiye.
                  Mere khayal hai jo log hedging kerte hain unhen forex k knowledge ki zarurat hai wo apna knowledge increase keren ta k wo perfect trading ker saken.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #564 Collapse

                    agar hum market main heding karty huway trading karen gay to humari trading account safe kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain jald bazi na karen kyun keh jald bazi main humay chahiey keh esmain sahi say focus karen tab he hum esmain safe trading kar sakty hay
                    • #565 Collapse

                      hedging b kar saky hain is main agr success hasil karni hay to demo ko use kar kay ahcy say kam karna ho ga ta kay market ko use karna humary liye asan ho sakay magr demo ko use karty hain to is main kafi practie ho sakti hay is main low risk main kam karty hain to trade karna kafi helpfull ho sakta hay is main low risk kafi practice ho gi
                      • #566 Collapse

                        agar hum esmain buy aur sell dono he trades open kar dain aur same lot ko use karty huway to humari trading hedgin kar sakti hya aur humay chahiey keh hum pehlay to market ka achy say analysis karen kyun keh analysis akr kay he humari trading achi aur kamyab ho sakti hay aur humari money management bohat zaroori hoti hy
                        • #567 Collapse

                          Dear hedging aik trick ha trading ka loss sy bachny k lye.is mn hm aik hi curency pr buy r small dono trades open kar dety hn.r jin mn mn profit hota ha usy close kr dety hn r doosri ko market reverse mn any tk wait karty hn.is tarah ya to hm dono tarah profit karty ya phir pr profit r aik pr loss.r hmn overall loss ni hota
                          Islye pehly demo pr achi tarah practice karni chahyei.
                          • #568 Collapse

                            agar hum nay market main trade trend kay against lga li hay to hum same lot ko use karty huway uskay ulat trade place kar sakty hay aur es trha hum usmain apny trading account ko safe kar sakty hy forex trading main humay sabar kar kay trading karnay main hum market main ziada earning kar sakty hay
                            • #569 Collapse

                              agar hum loss kar rahy hay ek trade main aur humay chahiey keh esmain aik trade theak say analysis kar kay trade karen tab he humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain theak say time dainy main he faida hota hay aur humay chahiey keh esmain theak say time dainay main he faida hota hay
                              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                hedging kay bary main ziada maloom to nai hay kun kay market main kam karny kay liey is main kafi experience ki zrort hoti hay main forex main achi new comerr hun is kay bary main ziada leraning nai hay so market main koi b technique ko use kart hain to is say humain rules ko follow zror karna ho ga ta kay kam karna kafi asan ho sakay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X