heding

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ap nay bohat achi bat ke hy hamin agar forex main loss ho raha ho to ham apny account ko hedging kay zariye bary loss se basa sakty hain hadging ka matlab hota hy aagr ham nay koi sell lagai hy to hamin loss ho raha hy to phir ham utny he volume ke buy be laga daty hian is se hamin jitna profit hota hy utna he loss be hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      forex trading main bare loss se bnachna ke lye aik orr trade pehle trade ke opposite same lot size se laga deta hain iss ko heding ka name dya gye hi iss lye jab bi ap ko bara loss ho ap apni trading ko hedging ke sath loss ko rook sakte ho
      • #78 Collapse

        hedging ka matlab hai dear k 1 he lot size mein 2 lots Buy ans Sell ki laga di jati hain jis sy na to apko loss hota hai or na he apko profit hota hai kyu k market 1 side ko jati hai to 1 lot profit mein jati hai or 1 profit mein isko hedge kehty hain...
        • #79 Collapse

          han g forex trading mein hedging ki stragey to buht zayda important hai kyunke agr ap eik bare loss ki
          taraf ja rahe hon to ap hedge kar ke apna loss cover kar skte ho
          • #80 Collapse

            hedging technique Tou hai Magar isay Karnay K liye market Ko Samajhnaa pehlaay Zaroori hota hai,hedging main Buy or trade ko Trades thoray Waqfay Say open kartay hain,like Ap nay ek trade open ki Sell Ki or market sell ki taraf janay ki bajaye buying ki Taraf jati hai tou Ap jaldi say Market k trend K Sath Rehtay huye ek Buy ki Trade open Kar Dain gy Aisa karnay say Ap ki Ek Trade loss Main jaye Ge or Ek profit Main...or Agar Ap himaat or hoslay Say Kam lay Saktay hain tou Apnay Analysis par yakeen Karain... mera man'na hai k market Wapis usi point par zaroor Ati hai.
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #81 Collapse

              I think that the problem that lies in hedging is that many traders apply it only when they realizing that they are setting on a potentially big loss so you find that they apply it emotionally, it would be much profitable if they apply it professionally.
              • #82 Collapse

                heding aik buhat hi best technique he jiss me hamary loss k chances kam ho jaty hen lekin agr hamen is k use ka hi pta nhi hoga to ham is se profit earn nhi ker skty iss lie pehly hamen paractice krni chahye phir ham is se buhat sa faida le skty hen iss me ham aik hi time me sell or buy krty hen jo hamen profit dy ham usko continue ker k baki close ker dety hen
                • #83 Collapse

                  Hedging hum tub karty hain jub hum oss main hoty hain to us loss ko cover karny kay liy aur trades laga daity hain aur pir jub loss cover ho jay ya loss profit main badal jay to hum trade close kar diaty hain
                  • #84 Collapse

                    jee haan yar heding good option hai ye gold trading main bohat kaam ki cheez hai lekin ager aap ko economic celender ko study kr k hiding kro tuo per ye bohat zeyada fayda dy gi
                    • #85 Collapse

                      gee bhai forex forum bohat acha busineess hy me forex forum pe new hoo aur trading sekh rahaa hoo aur knowledge aur experience haasil kr rahaa hhoo mje es thread ke baary me khuch nae ptaaa ke hedging kyaa cheez hy me too abio forex learning kr rahaaa hoo
                      • #86 Collapse

                        Dear funnybunny aap ko mai yeh baat inform karna chahata hoon kai hedging aager aap aik kam investment wali equity kai sath karte hein to aap ka koi faida nahi lakin aager aap yeh technique ya strategy aik baray total kai sath karte hein to aap ko is main profit ho sakta hai. like aap ki aik trade plus main hai aur aik minus main to aap minus yani loss walay trend ka intizar karein gai jab uss ka trend aja ay to fresh news per aap apni profit wali trade close kar dein gai to aap ko profit ho sakta hai.
                        • #87 Collapse

                          hedging acha tool hay but is ko use rkny say pehly is ki demo account main practice ker lena chaye takay kabi is ko sue krna pary to koi problem nai ho aur is ko os waqt use kia jata hay jub ap ko market graph samaj na aye to is ko set ker dain ap ki trade up ya down h
                          • #88 Collapse

                            heding

                            forex trading me hedging ek boht useful technique hai , ap hedging k zayay market trend ko asani se malom kr skty hen .. hedging me hum buy aur sell dono ki trade lagty hen aur jb trend obvious hota h
                            • #89 Collapse

                              Agar me apni suggestion doon tu hedging bilkul bhi nahi karni chahiay, per day aik order lagana chahiay kiun kay market ka aik trend kafi dair tak continue rehta hai or humen trend kay sath hi trading karni chahiay one time buy ya sell. Hedging karny se better hai kay koi order hi na lagaen. Per day target set kar kay or planning kar kay trading me consistently profits lia ja sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Yes g ha sir forex me ap ko sirf is tara he trading karni chaye k ap k is me market k trend k bare me information ho to ap is me experience bi hasil kar sakty ha our profit bi hasil kar sakty ha our is me ap ko moving indicator bi ap ko forex ke trend k bare me ap ko information deta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X