control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    ji apny blkl thk kaha brother,
    emotions pe qaabo rkhna chahiay, aur sbr sy km lena chahiay.. achy traders hmesha sbr aur itminan sy km krty hain aur kmyab hoty hain aksr
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      agar aap emotion ko controll kark ay trade kartay ho tu kabhi beh aap ko loss nahe ho ga or behtar behtar say achi trade karoo gay every day aap ka ho ga or agar aap jab trade achi nahe kartay ho tu cemotion ko controll nahe krtay hotu los skay chances ziada hain
      • #1173 Collapse

        control your emotion and mein aik acha professional trader feel karta hon kiyon kay mein ab achi earning kar leta hon ager ap kay pass knowledge hay tu ap bhi aik good trader ban saktay hay is kay liye ap ko kabhi laalch nahi karni and forex ko ziyada say ziyada learn kartay rehna hay jis ki waja say ap good trader bno gay .
        • #1174 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
          forex trading me greed aur apny emotions per control rakhna bhot zarori hota hai ,, ya do cheezyn ap ka loss krwa skti hen ec liye ek trader ko apni trade per focused rahna chayay aur greed se bachna chayay..
          yes i mean this would be the best thing i mean it is too important thing in this business if a person who is doing this and get loss then he or she can do better planning ot do this business and this would be useful and effective thing for him or her.....
          • #1175 Collapse

            gee friend me ap ki bat se agree krta hn or ap ne bilkul thk kaha hai k forex trading ko krty hoye hamen apne emotions per control krna chahiye ... q k agr hamara hamare emotions per control na hua to hamen loss b ho skta hai ... or hamen nuksaan ka samna krna par skta hai .....
            • #1176 Collapse

              g bhai mary khyal sy app ko scuessfull trader bany ky lia app ky apass complet knowledge ky sath sath app ky pass experiance bi hoo to app apny emotionels ko achi sy control kar sakty hoo thnx
              • #1177 Collapse

                g emotions pe control bht zruri ha keu jab trade ap k haq ma ja re hiti ha to us ko aik had tk le ja k clos kr dena bhtr hta ha keu k lalach se ap loss ma ja sakte han
                • #1178 Collapse

                  emotions ko control karke hi hum is business mein kamiyab ho saktey hain aur jo traders bhi apne emotions ko achi trha se control karne mein kamiyab ho jatey hain to woh is business mein kabhi bhi fail nahin hotey hain.
                  • #1179 Collapse

                    forex trading ma emotions ki bohat zayda importance ho ti hai jo trader emotions ko control kar lata hai wo forex tradin se profit earn kar sakta hai
                    • #1180 Collapse

                      G han app ne sahi kah ha ye aik asa business ha jis me hmen apni emotions par cantrol karna chahye kyun k is business me hmen kafi loss hota ha or loss ki aksar wajah is business me hmari emotions bnti ha isi liye hmen is business me emotions par cantrol karna chhaye
                      • #1181 Collapse

                        Jab bhi aap trading karain apnay emotions ko control main rakhain aur hamesha relax mind aur confidence key sath trading karain. Jab aap tension main hon gey to aap key decisions correct nahi hon gey aur aap ko loss honey ka khata barh jaye ga. Lalach main aa kr aksar log apna confidence loos kar detay hain jo keh nuqsan ka sabab banta hy.
                         
                        • #1182 Collapse

                          yes ye baat hum ko trading me emotion ko control karan chay is bati ha hum sab trader ki yer ye best option ha trading market me success ki yer over control na ho yer
                          • #1183 Collapse

                            aik bohat he important bat yaha per me ap ko btana chahta hoon aur wo ye key chahye ap ka capital jitna be kam ho ager ap kisi kisam ki laluch me na aen aur apney emotions per control rakhen to ap is me bohat zyada kamyab ho saktey hen.
                            • #1184 Collapse

                              Yes i agree with you greed to bohat hi buri bala hai is se to bachna hi chaye aor doosre emotions jaise dar khoaf wagera se bhi door reh kar trading karna chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                Jaanb FOREX trading main 80% aapki emotions hoti hai isliye aapko apni emotions per control karna cahiye aur ager aapko loss ho b jaye tou us ko usi wqt recover karny k chaker main na lag para kary agly din thandy mind sy trading kar k loss pora kar liya kary

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X