Patience is key to success
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience is key to success
    Hello members how are you, aaj main aaplogon sy patience aur profit k darmian link k bary main btana chahun ga. Forex trading main jo log patience rakhty hain un k kamyabi k chance zyada hoty hain q k wo choti lot py long time k kuay trading krty hain aur jb tk loss main hoty hain tb tk patience rakhty hain trade ko close ni krty, aur jun he un ko munasib profit milta hy to close kr detyhain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Patience is key to success

    Forex Trading me hamen chaheye k sabar se kaam len. Kabhi bhi jaldi na karen aur na ye dekhen k jo trade me ne lagaye hai wo mere analysis k opposite q ja rahi hai. Forex trading sabar karne walo k leye aik behtareen zarya amdan hai. Q k jitna hum sabar sakon se trading karte hen otna hi is hamare leye acha profit bota hai. Forex trading me trade lagate bhi sabar wa tahamul se kaam lena chaheye na k jaldi karen is se hum aksar ghalat trade laga bethte hen aur pher is ka kafi bara nuqsan utha lete hen. Pehle hamen maerket ko achi tarah se janch kar aur pur sakon ho kar trade karna chaheye. Is se inshallah hamen kamyabi zaroor mele gi. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Forex Trading me demo account ka bhi istemal musalsal karna chaheye, q k hum is se apni ghaltion pe control karte hn.
    • #3 Collapse

      Re: Patience is key to success

      dear g han ap ki bat correct hay agar ham chatay hein k ham ko forex main agay ki janib ja kr k acahy say kamybi gain ho sakt to s ain ham ko chye ho g k ham is main apnay kience k sat karaty raha kia karein is main ham ko kabhi bhi apnay kam ko hurry up k sat nahi karna ho g is main ham ko chye ho g k ham is main last tak acahy say acha kam ko karaty raha kia karein agar ham is main agay ki traf ja kr k apany ap ko kamybi ki janib ley janay k baray man khyal kr rakha hay to is main ham ko best say best kam ko he last tak karaty rahna ho g is main add honay k bad main .
      • #4 Collapse

        Re: Patience is key to success

        Assalamu alaikum dear friends aap main bilkul theek kaha hai agar Ham Forex trading mein kamyabi Hasil karna chahte hain to hamen chahie ke patience kar k kam karyn jaisa k ap sub janty hain sabar kamyhabi ki kunji hai agar ham sabar sy kam karty hai our jaldbazi nibkarty tu hamyn kamyhabi milti hai agar ham forex trading mein kamyab hona chahte Hain to hamen sabar ke sath kam karna ho ga agar Hum sabar ke sath trade lagate Hain to hamen kamyabi jarur milegi
        • #5 Collapse

          Re: Patience is key to success

          sabar matlab patience kamyabi ke key hai jis insan kay andar sabar a jai tu woh har tarah kay bussiness mai kamyabi hasil kr leyta hai. agar forex ki baat karain aur ap kamyabi hasil
          krna chatay hain tu do cheezain ap apna mind mai set kr lain, 1. Sabar, 2. Lalaach. in dono cheezon ko agar ap nay forex trading kay dooran follow kr liyea tu ap kamyabi hasil kr sktay hain
          otherwise ap ko nakami ka samna krna pry ga.
          • #6 Collapse

            Re: Patience is key to success

            g ha ye bat apki thek hy ager ham saber karty hn to pher ye hamein success ki traf ly jati hy is lye hamein is mian mehant karny chaye aur pher himat ky sath work bhi karna chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hoskt ahy so hamein ismainmehant karnyc haye so hamein is mainmehant karnyc haey so hamein is mainmehan krny chaye jis sy pherkafiz iada fiada bhi hoskt ahy aur per kamyabi bhi hsoakty hy so hamein is mianmehant karny chaye aur pehr himatky sath work bhi hosakta hy ager ham mehnat karty hn to
            • #7 Collapse

              Re: Patience is key to success

              G han forex trading aik risky business hey iss men loss aur profit business ka hissa hey iss liay jo log musalsal loss men bhi patience se kam letey hen woh zaroor kamyab traders ban jatay hen lekin jin logon men patience nhi hota woh nakam ho jatay hen iss liay her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam len aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Patience is key to success

                g han ap nay shi kha hai agar hum apna kaam sabar kay sath kuray gay to humain es saay successs gin ho giii agar hum success gain kurna chahtay hain to es kay liye humain apna kam mehnat kay sath sath sabar kay sath bhi apna kam kurna ho gaa to es liye humain achay say apna kaam jari rukhnaa chahiye or acha kam kurnay kay bad he humain forex main say success gain ho giii to es liye humain apna kam sabar kay sath jari rukhna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Patience is key to success

                  Ye baat apky bilkul thek ha kiu ke patience aik bohat aham cheez ha trading ke liye aur har business me patience kam ata ha aur is se faida hota ha experience barhta jaiy ga aur jitna zyada experience ho ga utna he zyada profit hasil kar sakty han is liay zyada profit k liay zyada experience ke zrurat hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Patience is key to success

                    Focus bahut important Hai Jab Bhi Hamen switches Main To koshish karen Ham to Mamaji 9 ko chhodkar aur Lakshman ke sath Kiska kam Karen aur apne tammampatti Jo ISI business Mein Diya kara main se Business mein Apna focus Nahin Karenge to Fir Ham Hai Kabhi business trading nahin kar sakte achireddy ke liye focus Kaun bahut ho rahi hai aapki minut Ho time Ke Sath Sath Hai isliye thoka Sona bahut kiya kar aap is Wapas Nahin Karenge to office se acchi Aneka se nahin kar sakte to koshish Karenge jo bhi time office bhej encoding aur Suktam Mantra road Project hokar Pakistan mauka mauka Tod Ke Is per kahan per kasht Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Patience is key to success

                      Assalamoalikum g dear aap ne acchi bat ki hy pak forx main sab hi kisam ki log kam kar sakty hain patience hi is forx se unlimited paisa kama sakty hain pak forx duniya main online kam kar sakty hain hamy PAK forx online business hy pak forx duniya main famous business HY
                      • #12 Collapse

                        Re: Patience is key to success

                        Assalamu Alaikum dear Forex member is ummid karta hun ki aap Sabhi log khairiyat se Honge aapane bilkul theek baat ki hai hi per change is key to success agar aap Sabar se kam Karenge to aap Jarur Kamyab Ho Jaenge to bilkul aisa hi hai aapane jaldbaji Se Kam Nahin Karna aapane Shabd se kam karna hai jajbat hi nahin Hona loss ho jata hai to apni galti se sikhana hai Taki next future main aapse vah Galti repeat Na Ho aapane patient ke sath kam karna hai Kyunki jaldbazi se a Hamesha loss hota hai hai to aapane jaldbaji bilkul Nahin Karni patients Rakhna Hai Ki keep patience and won the world
                        • #13 Collapse

                          Re: Patience is key to success

                          patience is key of success in forex ab aap khud hi dakh lain jab tak aap ko kisi kam main tjurba hi nai ho ga to aap us main kamyab kasy ho pain gy isi trha aap forex main b tjurby ki buniyaad py kamyab ho skty hian hamry profit k chances zyada hain k ham earn zyda ker sakty hai es mai ager ham tye sab kery 1st of all forex demo learn kery or or b learn kery jitna ho saky ham se.
                          • #14 Collapse

                            Re: Patience is key to success

                            jee han sabar sy kam kiya jaye to kamiyabi zaror milti hy learning hasal krna hoti hai per ja kr earning ki bari ahti hai or forex tuo world top bousiness hai yaha per yohi kaam nei chalay ga ache knowledge hogi tab hi hum acha profit gain kr sakta hai or jitni ziyada hum trading kra ga itna hi humara bonus increase hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Patience is key to success

                              asslam alaikulum g bhai apny bilkul sahii kaha hai k practice karna bahot he zaroori hai agr ap kamiyaab hona caahty hn too...demo account is good for practice.demo account use kaarny sy acha knowledge aur experience milta hai..aur baad achi trading ho jatij haii.ziada mehnat Karen air trading sy Market ko analysis kreiin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X