Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..
    Forex Trading kahi jane wala karobar nahi hai k hum is ko jaldi jaldi me ya tired mind k sath karen. Is waja se jab bhi apka trading karne ka irada ho to us se pehle apnie mind ko pusakon karlen us k bad trad lagayen. Agar hum tired mind k sath kaam karne ki koshash karengy to zyada chances hai k hum se koi na koi ghalti ho sakti hai. Jis ki waja se ham nuqsan utha sakte hen. Forex trading na khatam hone wala business hai. Is me kabhi bhi jaldi na karen. Jaldi hamesha khasare me rakhti hai. Aur hamare pas pore din me bohut time hota hai trading karne k leye. To jab bhi hum pursakon ho jaye pher aram se beth kar trading karni chaheye. Forex ma learning k bena trading karna apny capital ko khud jalany k baraber hota hai. Forex Trading hamari zarorat ban gaye hai. Acha bonus se achi trading kar sakte ho.Forex ma bar bar ghaltion ki gunjaish nhi hy .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

    Forex trading business Mein profitable trading karne ke liye Hamen proper mentally refresh Hona bahut jyada Jaroori hai agar Ham Purush Kaun trading karna chahte hain aur apni earning ko increase karna chahte hain To Hamen proper market ka analysis karna hai aur Market Mein best option Ka vate Karna Hai Jitna Jyada Ham best point per market Mein entry Lenge Ham forex market Mein Kamyab Ho Jaenge aur isliye Achcha profit Hasin kar lenge otherwise Forex Mein kamyabi impossible hai Forex trading business Ek bahut jyada risky business hai Hamen trading karne ke liye Purush Kaun trading karna bahut jyada jaruri hai Hamen market ki up and down movement ka analysis karna hai aur Market Mein best option Chin ka vate karna hai confirmation ke bad hi Hamen trading karni hai Taki Ham easily without rest Forex trading kar sake Jitna Jyada Ham market Mein risk se avoid Karenge Ham Kamyab Ho Jaenge Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

      G han forex trading aik bahut hi acha aur profitable business hey lekin iss jald bazi se ya bey tukki trading karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay apnay mindset ko theek Karen aur phir relax ho kar fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

        Dear all members hamir pursakonl hokar trading karne hogi tabhi hamen fayda hoga agar Ham jaldbazi mein trading karenge to chhoti si galti se bahut bada loss ho sakta hai isliye hamen zaruri hai ki relax mood mein aur market ki inspected movement ko samajhkar kam karenge to hamen zyada fayda hoga aur loss hone ke chance bahut kam hai apne mind ko pursukoon rakhen aur trading per tavajjo den
        • #5 Collapse

          Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

          Agar pass Kaun Agar trading Karenge Hamen Yahan per tension bilkul Nahin Hogi Hamesha Pur School kam hi karna chahie Forex Mein kam Hamesha use Waqt Karte Hain Jab aapko Achcha Sahi Nikam game Na Ho Jaaye isliye Hamen chahie Yahan per kamyabi ke liye acche Waqt Mein Forex Mein rules ke bata kam Karke acchi kamyabi income han Sar Karne Ki Surat Mein mehnat Karen Manati Hamesha kamyabi ke liye Hamesha profitable Hogi minut Nahin Hogi to kamyabi bhi profitable hi Hogi kam Achcha Naam Achcha kamyabi acchi acchi Naam Se banti hai isliye kamyabi ke liye acche Waqt Mein kam Karke Ham kamyabi Le Is Tarah kamyabi hi Hamen Achcha fayda dene Mein Achcha Rasta banaegi Hamen chahie Jahan per mostly good work Karen always Karen Karen Karenge
          • #6 Collapse

            Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
            Forex Trading kahi jane wala karobar nahi hai k hum is ko jaldi jaldi me ya tired mind k sath karen. Is waja se jab bhi apka trading karne ka irada ho to us se pehle apnie mind ko pusakon karlen us k bad trad lagayen. Agar hum tired mind k sath kaam karne ki koshash karengy to zyada chances hai k hum se koi na koi ghalti ho sakti hai. Jis ki waja se ham nuqsan utha sakte hen. Forex trading na khatam hone wala business hai. Is me kabhi bhi jaldi na karen. Jaldi hamesha khasare me rakhti hai. Aur hamare pas pore din me bohut time hota hai trading karne k leye. To jab bhi hum pursakon ho jaye pher aram se beth kar trading karni chaheye. Forex ma learning k bena trading karna apny capital ko khud jalany k baraber hota hai. Forex Trading hamari zarorat ban gaye hai. Acha bonus se achi trading kar sakte ho.Forex ma bar bar ghaltion ki gunjaish nhi hy .
            Pur sakon rah kar he hum achay nataij hasil kar paingay
            Thank you for your attention
            • #7 Collapse

              Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

              Ji han bhai aapane bilkul sahi kaha hai Hamen trading Karte Baat to bilkul bhi tension Nahin leni chahie Bal careful planning for marketing analysis ke sath mein Tel Lagana chahie Jiska mein bahut jyada fayda Hoga aur ham Kamyab ho sakta hai isliye main hone ke liye mehnat aur hardworking Karen jisse mein bahut jyada fayda Hoga aur Hamari life successful ho sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

                ji hun fresh mind se ki gai trdae se humain acha profit hota ha ager hum fresh mind se trade kerty han tu is se humain acha profit hota ha ager hum kisi confusion main han tu humain us wqt trade nhi kerni chahiay is se humain bht bara loss acount wash hony ki sorat main ho sakta h forex main achi trading sirf cool mind se hi ki ja sakti ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

                  Jtna ap sakoon k sath trading krain
                  Proper analysis kr k trading krain gy
                  Trading rules ko follow kro gy
                  Sakoon sakoon sy oppertunity dekh k trade lgao gy utniii apki trade achi rahy giii
                  Koiii biii trade lgany sy pehly oppertunity ka hisb lgain candles ko dekhain
                  • #10 Collapse

                    Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

                    Assalamu alaikum dear friend aapane bilkul theek kaha hai forex mein kam karte waqt hamen main apne mind set ko fresh karke trading karni chahie agar hamara mind fresh nahin Hai Hai to Ham acche se trading nahin kar sakte mind kyunki forex ek achcha profitable business hai jismein Ham apne mind ko fresh rakhenge aur aur apne emotion ko control Mera kar kam Karen gay tu tab hamein kamyabi milegi agar Ham forex mein kam karna chahte hain aur apni earning ko increase karna chahte hain to hamen chahie ke market mein best option k wait kary our itna jyada Ham best point per market mein main entry Hasil karenge to hamen kamyabi milegi Ham jitna jyada forex trading per kam karenge to hamen kamyabi milegi
                    • #11 Collapse

                      Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

                      Pur sakoon ho kar trade Karen aur kabi b jald bazi na Karen. Agar jald bazi men Koi faisla Karen gay to zyada chances hain k apka wo faisla ghalat hoga Q k jaldi men ap market ko achi tarah analyse nahin kar saktay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

                        Assalamu Alaikum hostel Mein Kamyab hone ke liye relax mind Kaun bahut jyada jaruri hai Itna relax hokar aap trade Karenge utna hi aapke liye Achcha Hoga aur utna hi focus hokar aap trade Karenge lekin agar aap focus hokar trade Nahin Karenge to Fir aap market Ko Nahin understand kar Payenge aur market ko Nahin samajh Payenge Jiski vajah se aapko trade ke dauran nuksan bhi ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

                          G han hamen forex men bahut sakon kay sath apna kam karna chahey kun kay agar hum as men sakon kay sath kam karen gy tu hum as men achy earning hasil kar sakty hain as lia hamen forex men koi bhe kam jaldi men nahin karna chahey kun kay agar hum kisi bhe kam men jaldi karty hain tu hum as men nakam ho jaty hain as lia her kam ko achy tarah say karna chahey kun jkay agar hum as men bahut saber kay sath kam akren gy tu hum as men kabhy bhe nakam nahin hon gy as lia hamen forex men bahut dil lagy kay sath apna kam karna chahey kun kay dil laga kar kam karny say hamen bahut faida hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

                            g han humain pur sakoon ho ky aona kam kurna chahiye agar hum es main apna kam achay say kurnaay kaay liye pur sakoon ho kay apna kam kuray gaay to es say hum achay say trading kur pay gaay to es liye humaain achay say apna kaam jari rukhnaa chaahiye or humain achi trading kurnay lkay liye achaay say apna kaam kurna chaahiye or humain pur sakoon ho kay apna kam kurna chahiye agar hum es main apna kam pur sakoon ho kay kuray gay to he hum es maain achay say apna kam kur pay gaay to es liye humain pur sakoon ho kay apn kam kurna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pur sakon ho k trading karna hamen faida deti hai..

                              yes dear right kaha hain jo b traders regularly kaaam karte hain forex trading ko time dete hain wahi traders lot of benefits hasil kar lete hain jisne b hard work kiya usne regularly benefit hasil kiya sakoon k sath wahi traders earning kar skte hain jo b traders strong learning kar k kaaam karte hain wahi traders kaam karte hain jis k pas strongly learning hain jis k pas strongly learning nhe hain vo salon say kabi b trading nhe kar skte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X