indicators ki trading se aap seekh nahi sakty kiun kay ye sirf market ka aik certain period ka momentum show karty hain, market kay actual levels support and resistance levels hoty hain jinko actual me samjhny ki zarurat hai. Agar hum shortcuts ko use karny ki koshish Karen gay tu market se apna target achieve nahi kar sakty. Isi liay log indicators ko use karny kay baary me sochty hain taaky koi signal ya indication mil jay or wo ziada earning kar saken magar ye thinking bilkul wrong hai. Don't use any type of indicators, please.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим