forex ki duniya me kese apne ap ko manwaya jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1546 Collapse

    Forex ke dunyia mai apnay app ko manwanay ke le zaroori hai ke traders ko sahi trah say time laga kar learning karne chiye iss kay sath sath concentration, practice ke be bohot zaroort hai tab he ja kar app apnay app ko trading mai manwa sakin gaay aur kuch earn b kar sakin gaay .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1547 Collapse

      Yes dear ap ki bat bilkal thek h forex trading business pori duniya ma bohat mashor h is apne ap ko.manvane koi asan bat ne is m bohat menat kr ne parti ha ur experience ki be bohat zarot hoti h tab hum is ma age bahr sakte hen
      • #1548 Collapse

        forex tading aik boht acha busienss hay hum is main learning kar kay kam kar sakty hain ag rhumain success hasil kanri hay to humain demo say help lay kar kam karna ho ga k loss km ho
        • #1549 Collapse

          loss kam sa kam rako or profit kro beshak ap ki ak trade 2 3 din sa chal rahi ho too ap ko chya market ma trade ko kafi dakh karr kai jya agr ap ko nuksan ho jta ha too ap kafi afsos karta ho as lya kafi logo sa rabta rakha karo
          • #1550 Collapse

            forex ki duniya main khud ko mahnat k balbuty par manwaya ja skta hai k humry pass forex ka complete knowledge ho humen trading k liye apna time frame woh select karna chahiye jis main humen market ki moving ko samjhny main asaani ho humen money management aur risk management kar k analysis k zariye market trend ko samjh kar trading karne chahiye ye sub cheazen humen forex main successful bna skte hain..
            • #1551 Collapse

              Forex ki dunya mein apko apna ap manwane ke liye bhut zyada hard work karna hoga sucess ke peche bhagna hoga apni knowledge aur experience mein izafa karna hoga
              • #1552 Collapse

                Forex trading business mein hum tab hi kaamyaab ho sakty han aur forex trading mein apne ap ko manwa sakty han jab hum forex trading mein buht ziada mehnat aur hardwork karain gay aur forex trading mein knowledge experience aur learning hisal karain gay aur trading mein achi planning se karain gay tab kaamyaab trader ban sakty han
                • #1553 Collapse

                  Gee han ap ka ye sawal acha hai forex ki duniya mai aik tu banda bahut zayada mehnati hona zaroori hai or dosra ye keh banda forex ko zara time daikar es say wo khud ko manwa sakta hai
                  • #1554 Collapse

                    Forex trading ek online or world wide busniss hy jis mai ager ap chahty ho k ap achi traders ban jao tu apko chahye hy k is ko phla achi terhan sai learn karain 0hr is ko trading mai use ker ke achi earning karain
                    • #1555 Collapse

                      Forex ma ap hard work kren demo account ma practice hasil kren knowldge aor tips gather kren market ka analysis sekhn aor trand ky mutabiq trade open kren forex trading ma hmen apna career set krny ka moqa milta hai
                      Acha kaam achy daam
                      • #1556 Collapse

                        sir baat ya ha kay ya tab hi ho sakta ha jab apkay pas experince hota ha qk experince na honay ki waja say apko loss hi ho sakta ha islay apko bs mehnat krni chahiye or ap tab hi forex ma kamiyab ho sakty ha lakin apko lalch nai krni chahiye qk apko loss bhi ho sakta ha
                        • #1557 Collapse

                          Forex buznees ki duniyan min hum aone aap ko manwane je lie humin yahun par sab se zyda ir sab se bahtren er.ig hasil karni ho gi tabhi hum logun ko manan jay ga
                          • #1558 Collapse

                            Forex trading busniss mai humin ager apna apko manwana hy tu humin chahye hy k hum forex mai is busniss ko acha sai seekh ker is ke experience ko hasil ker ke hum achi earning ker ke ker sakty hy
                            • #1559 Collapse

                              Gee mery bhai es waqat bohat zada log forex market ko pasind krtay hai es ki waja ya hai k es market mai 24 ganty earning kr sakty hai aur es market mai earning ki koi limit nahi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1560 Collapse

                                Forex trading busniss mai hum apna apko is busniss mai achi terhan sai learn ker ke is mai experince leker is mai achi earning ker ke hum apna apko is vusniss mai manwa sakty hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X