jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

    Achi tarrah mukammal karne chahiay nah sirf yeh kah technical evaluation mukammal karren balkeh evaluation ko Fundamental Analysis ke saath suit karren agar fit karr jaen tu phir alternate open karren iss ke bagher kabhi Trading nah karren wagarna mehnat zaya ho gi apk pas phly exchange ka understanding hona lazmi hai phit jb ap change karain homosexual to apko kamyabi hogi apko chahye ok soch smjh kr exchange krain,apko kis pair mein change krni chahye aur kis pair mein.nhi krni chahye esk ilawa apko market ko dekhty hoay analyses krk phir change krni chahye tah ok ap apni alternate ko sahi se control krty hoay income earn kar sakain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

      Ji han aapane bilkul theek kaha hai ki agar main trading karna chahie To Hamen vah jaldbaji Mein Nahin Karni Gai aur Hamesha Soch Samajh Kar Kyon Nahin chahie aur acche aur cal Mile ke sath karna chahie jaake Ham Kabhi loss ka Samna kar Agar Ham trading kah rahe hain vah Hamen jaldbaji Mein Nahin Karni chahie aur Hamesha acche aur Kumari ke sath karna chahie iske sath sath hai isliye Hamen chahie Gaya Hamen Jo kam karna chahie vah Sab Barse karna chahie aur allah ke naam se shuru karna chahie tha ki Hamen Jyada Se Jyada profit ho sake bahut Shukriya
      • #18 Collapse

        Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

        Trade ko Without chart k analyse karna lose ko dawat dyny k braber hai iss liy humy chaye k hum Jab b Koi trade place karein toh Lose ko Hamesha Dyan main rakein or analyse k bina Trade na Lgain ku k humara account secure hona boat zrori hai is liy jab hum analyse kar k Trades lgaty hain toh humy Profit k CHances Zada hoty hain.Humy trade lgany say pely different analysis karny chaye ku k Technical analysis or fundamental analysis boat zrori hoty hain market ki movement ko smajny or us ko successfully trade karny k liy is liy humy in analysis ko hamesha Dyan main rakna chaye or market main Zada dair tak rehny k liy Market ko Perfect analysis ki tarah use karna chaye.
        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
        • #19 Collapse

          Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

          friends jab aap analysis karne lage to apne aap Mein boys aur school ki kaise paida Karen kyunki jab aap disturb honge to aap acche tarike se banane se Na kam ho jaenge isliye jab bhi aap kabhi analysis banaen koshish karen apna dimag bilkul fresh ho aur sabse important part diye hai ki aap jaldbaji na Karen apne kam ko sukoon ke sath karne ki koshish karen kyunki jab aap aaram ke sath kam karenge acche tarike se analysis banaenge to aapki market apne a analysis ki Mata ki munh karegi aur Ko jald hi profit ke hona shuru ho jaega aur is tarike se aap acche trader badhate chale jaenge aap Mein tumhara Pata Chala jaega ki aap ek kam yaar Pata Chala Ja Rahe hain lekin agar aap jaldbazi karenge aur acche tarike se analysis nahin karenge to aap apna kam ho jaenge jiski vajah se aapka Dil toot jayega aur aap kam karne se inkar kar denge
          • #20 Collapse

            Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

            g han ap nay shi kha hai aagar humaain achay saay apna kam kurna hai to es kay liye humain jald bazi say nhi humain apna kam achay say analysis kur kay kurna chahiye agar hum es main achay say analysis kur kay apna kam kuray gay to he hum es maain achay say apna kam kur pay gay to es liye humain es trah say acha kam kurnaa chahiye or kamyabi kay liye humain aachaay say aanalysis kurni chahiye
            • #21 Collapse

              Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

              Dera friend ap ne jo bat ki ha k jb b trading kryn to jaldbazi synhichart ko
               
              • #22 Collapse

                Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

                Dear friend ap ne jo bat ki ha k jb b trading kran to jaldbazi sy nhi chart ko analysis kr k kryn main apki is bat k taref krta hon apne bilkul thek kaha koi be kam ho ap jaldi se kran gy to zahir ha jldi kam ko begar deti ha trading mn to wse he hmin bht zyda khyl rkhne ki zrort hoti ha agr hum hr tim chart ko analyse krte rhen gy to is se hmra km behtr se behtr hota chla jy ga ar hmin kisi be kism ki koi prshani ar naa noqsan ho ga hmra tim be bchy ga ar is trh se hum asani se trading kr sky gy to is liy hmin trading krte tim hmin jaldbazi se nhi chart ko dekhty rahna chy is se hmin noqsan nhi ho ga agr hum jaldbazi se kam kran gy bgair chart ko Analysis kiy to phir hmin noqsan ho skta ha
                 
                • #23 Collapse

                  Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

                  Jald bhabhi se kam karna acchi baat nahin hai Jab Bhi Ham Forex per online trading karen to Hamen jaldbazi Se Kam Nahin Lena chahie balke market ko analyse Karke apni trade Shuru karne chahie Taka isase Hamen benefit Hasil Ho aur ham successful Ho jaen
                  • #24 Collapse

                    Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: moonali پيغام ديکھيے
                    dear member jb b trading kryn to wasy toky k sth kabi trading na kryn qu k jo trading toky k sth jati hai wo bhot zatyada humy mushkil main dal sakti hai es lya agr hum saber k sth trading krty hain chart ko analysis kr k to humy loss nnhi hota es ly jb trading kryn to sab sy pahly chart ko analysis zaroor kryn ya b trading k asoolo main sy aik asool hai jis mady nazar rhkty hoya hum kamyab ho jaty hain.






                    Salam g bilkul apny theeek kaha , jaldbaazi sy loss ho skta hai q ky ap jab chart ko sahi sy analysis nhi kren gy tu nuqsaan ho jy ga q ky us ki waja yh hoti hai ky Hum market ky agaist trade laga dyty hain Hum yh smjhty hain ky market downtrend mai jaye ga magar wo up trend mai chala jata hai iss leay , hum log nuqsan kr lyty hain iss leay forex mai jalbzzi nhi krni hai..!
                    Thanks.
                    • #25 Collapse

                      Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

                      ​Chart ko analysis k bgair aap ko bht loss hho ga.
                      • #26 Collapse

                        Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

                        Assalamoalikum g dear aap ne bat ki hy ham agr jald bazi main trading kary gy to loss main ja sakty hain hamy hamesha hosly ke sath trade lagni chye is kam main jaldi nhi karni cahye
                        • #27 Collapse

                          Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

                          Forex trading Mein jald baji nahin karni chahie jaldbaji karenge tab Ham Forex Mein acche kamyabi Hasil kar sakte hain Ham jab Bhi trading karenge to jaldbaji se nahin balke soch samajh Kar chat ko analysis kar kay Karen Ham chart ko analyses karenge tab hi Forex Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: jb b trading kryn to jaldbzi sy nhi chart ko analysis kr k kryn.

                            Ji members forex trading karty huwy kbhi bhi halky sy kam na len koi bhi trade lgany sy pehly achi trah market analysing karn len Q ke analys karny sy hm ye jan saken gy ke hm jis trade ko lgana chahty hn wo hmen sell karny sy profit dy gi ya hmen buy karny sy profit dy gi to dosto kbhi bhi jaldbaazi sy trade na karen na he kbhi tukky lga kr trade lgaen Q ke is sy hm kbhi bhi kamyab nh ho sakty.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X