Kia Forex trading main time ki koi ahmiat hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    time bi dear time ka hisab sa work karien ga app suhudle bana lae ka app na time ma katana earn karna hay taka app acha earn kar sakehn is lia time ki ahymt zarror dae
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      dear brother............ap ney baat bilkul thek khi hai ..........bilkul aesa hi hota hai .to dear pehli baat to yeh hai k jab market up jaye ya down to ne entry nai lagani balky ap ne khud se analyze kr k tb hi entry lagani hai ..
      • #1143 Collapse

        dear friends forex me time ki koi pabandi ni hai . ap jitn chahu es me kam kr skty ho or jitna chahu profit bana skty ho . or es mein ap ki timing b bohat aham hai , ap jitna time es me do gy otna hi profit hasil kro gy or utna hi ap ka knowledge b bary ga .
        • #1144 Collapse

          bhai jan is main t koi sjakk ni hy k forex main ap ko bht zyada ime daina perta hy ur trad ko apni nazar main rakhna perta hy q k forex main markit aik lamhy main up ya dwn ho sakti hy is lye time ki bht ahmiyyat hy forex main.
           
          • #1145 Collapse

            jee haan hoti hay wo is liye k shaam ko markit main momaint ziada hoti hay aur jab momaint ziada hoti hay tu profit ziada hoti hay loss k chanas kam hotay hain agar samj kar ki jahy to profit ziada hoti hay
            • #1146 Collapse

              fores main time bhot zdaa ahm ha Qk kab market up ho kab down ho iss ka koi nai janta and or kam time amin up hoi orbauy karna bhol gay to ap 100 pips gain dy sakti thi par hasal nai kar saky ,,
              • #1147 Collapse

                Ge bilkul time ki bhut ehmiat hoti he market ka kuch time khas hota he jis men market ki movment fast rehti he to ap us se faida utha sakte hen.
                 
                • #1148 Collapse

                  Gee sir forex trading main perfect time ki bohat zaida ahmeat hay, becauser agar hum proper time per trade nahi lagain gay to yeh trade humain profit nahi dey gi es liay proper planning say proper time ki trade laganay say hi earning ho sakti hay.
                   
                  • #1149 Collapse

                    Time is very important for types of works bro, dunyam ma kamyabi hasil krne k lye time ki boht zyada ahmiat hai, or bhai apne jo example di hai wo bilkul theek hai, os example kay mutabiq ap bilkul hath maltay reh jate, is lye time pr trade krna zyada zarori hai
                    • #1150 Collapse

                      Assalam - u - alaikum bhai ap ke bat balkol thaik hai 4 bjy ke Time is hamy paty chla gai ka forex ke market kis taraf jary hai is hamy bhot sa chazy sakny ko malty hai jasy ka 4 bjy europ ka Bank ka banda spech daty hai is market ka tram bhot tazy sa chalty hai or market ka Rat ba bhot tazy sa badlty hai soo kam chia ka 4 bjy trading kary issa hamy bhot profit ho ga ...
                      • #1151 Collapse

                        Ap ki bat achi ha q k forex main ups and down chalta rehta ha to time pe trade karna bohat useful rehta ha,is k sath ap k pas achi knowledge ho or ap ko trend ka b pata ho to ye b ap ki kamybi me eham kirdar ada kar sakti ha.
                        • #1152 Collapse

                          dear brother asalam,o,alaikum ji haan forex trading me time ki bhot ahmiat hai time ki ahmiat to hr cheez me hoti hai is liye time ko zaaya mt hone dey
                          • #1153 Collapse

                            yes time is very universal power of the world and time is very important in any field of life specially in forex trading business when market pips are moving around
                            than time is very important because all trader profit is based on that time and on that pips if we loose that time than its means we loss our profit so be carefull at that time.
                            • #1154 Collapse

                              bhai jaan main tu ye kehna chahoo ga k har tarha k business k liye time zaroori ha is k baghair ap is main success hasill nai kar saktay is waja sa forex trading main bhi time ki bari ahmiat hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                han ehmiyat hai mere bhai or forex me waqt ki pabandi karna lazmi hai kiun ke is business me aap ko time ke mutabiq chalna parta hai tab he ja kar aap ko is business me faida hasil ho pata hai or sahi waqt per sahi trade lgany se he profits milte hain ap ko .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X