aik saal tak demo per practice karna kafi hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik saal tak demo per practice karna kafi hai ???
    aik saal tak demo per practice karna kafi hai ??? new traders ko ap k khayal me kitna arsa demo per practice karni chahiye ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes my dear aik saal tak agar hum demo per practice karain lein tu forex se bht achi earning kar sakte hain kiun k acha experience huna bht zarori hai achi earning k liye its really best for us.
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum waisey to bhai jan ap two month be demo account me achi tarha say practice kar len to kafi hota hay lakin hum ko demo account ko apney real account kay sath sath he run karna chahiye.
      • #4 Collapse

        Brother forex trading new trad ko chaya k wo soch samj k trading krain real m trading saay best ky koi market nahe ha m forex ko bhot like krta hn g. M trading ko like krta hn bhot
        • #5 Collapse

          Inmy thinking. If you are serious ibbthis business. So that you are work the markwt three months and you are under stand the Forex market.
          • #6 Collapse

            g han ek saal tk agar ap just demo trading pe practice karenge to wo bhi kaafi ahi aur is mein apke andar is arse mein kaafi trading skilsl develop hojayengi.
            • #7 Collapse

              my dear demo best hai hume iss per practice karte rehna chahiye tab hi hum kamyab trader ban sakte hain ye aik bht hi acha option hai humare pass apni strategies ko check karne k liye.
              • #8 Collapse

                aik saal to bara hi laba arsa hae agar my dear friend mera khial hae k aik mah hi forex trading per achi practice kar li jay to admi is qabil ho jata hae k forex trading mein koi achi earning hasil kar sake........
                • #9 Collapse

                  G han Forex ma trading karne k leye demo pe practice karna bhot zarori hai..demo pe us waqt tak practice karna chayhe jab tak trading skills seek saken..us k baad real trading kar sakte han.
                  • #10 Collapse

                    bhai aik saal se bhi kam waqt me balkey bohat pehle he seekha ja sakta hai is business ko agar proper dehan lagaya jae to bohat tezi ke jaldi he aap forex ke business ko learn kar len ge or kafi achey trader ban jaen ge is business ke .
                    • #11 Collapse

                      g bhai forex trading mien ap tb tk is mien demo mien practice karte rahen ke jb tk is mien apke andar skills nahi develop hojaate apko chahiye ke ap is mien khoob mehnat karen.
                      • #12 Collapse

                        Agar aap 3 months tak serious ho kar demo account main practice krain to aap ki trading perfect ho sakti hy aur aap aik kamyab trader ban saktey hain. Lekan agar aap serious attitude key sath kam nahi karain gey to 1 year main bhi aik good trader nahi ban payen gey.
                        • #13 Collapse

                          jee ha sir aaaek sall ki pratice demo account pay bhot ha qk ham waha say experince bhi hasil kr sakty ha lakin apko aek sall bhi mehnat say kam krna chahiye takay ap forex ma aek achi earning kr saky or apko forex ma lalch nai krni chahiye qk usay hamay forex ma loss bhi ho sakta ha
                          • #14 Collapse

                            Forex trading business mein demo account par practice karne se forex trading ki learning hasil hoti hy aur demo account par practice se forex trading ka experience hasil hota hy aur demo account par practice tab tak karty rehna cahaiye jab tak ap ko forex trading ki learning hasil na ho learning hasil kar k hi forex trading k real account mein trading karni cahaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Demo account forex trading ki learning k liye hota hy aur demo account par practice kar k ap forex trading business kka experience hasil kar saktay han aur jab ap ko lagy k ap ko forex trading ki learning aur experience acha ho Gaya hy tu ap demo account par practice ko band kar k real account par trading kar saktay han
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X