education zaruri hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    education zaruri hy.
    Assalam o Alaikum dear members jasia ky aap sab jante ky forex aik proper finance business hy jis mein trader ki education ka hona intehai zaruri hy kyo ky ky jab education hogi tab he forex ky bary mein achi study or practice ho saky gi. Beshak agar newcomer ky pass confidence or sabar ho lakin agar education nahi tou trading karne mien kafi mushkilaat ka samna karna parta hy or wo dusro py depend karke trading karyga jiska result loss ky alawa kuch nahi hoga. Dear members aap kya suggest karain gy newcomer ko education ky bary mein.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: education zaruri hy.

    forex mai kam karny ky edeution ke zarorrt nahi hot forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai part time be ka kar sakty hain hum is mai full time be kam kar skaty hai hum is mai agar greedy ban ky kam katy hain jto hamara account band ho jy ga yai aik amm business jasa nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: education zaruri hy.

      Education Hasil karna Har Insan par Farz hai agar aap Duniya Mein Kisi bhi profession ko adopt karna chahte hain to aapko chahie ke pahle aapke pass Duniya bhi yah FIR use profession ki ki education Hona bahut jaruri hai agar aap bahut jyada education rakhte Hain To Meri Baat Yad rakh le aap Kisi bhi profession Mein nakam Nahin ho sakte Hamesha positive Soch ko rakhkar aur bahut jyada education hasal Karke Kisi bhi profession main aap Kamyab ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: education zaruri hy.

        Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough business hey iss men kamyabi hasil karnay k liay achi education zaroori hey wesay tu forex trading men education ki koi pabandi nhi hey kiun k kam education k log bhi achi trading kar k acha profit kama rahay hen lekin education ka advantage zaroor hota hey kiun k jitni ziyada education hoti hey utni jaldi knowledge aur experience hasil kar letey hen aur achi trading kar k acha profit kama letey hen
        • #5 Collapse

          Re: education zaruri hy.

          walekum assalam ji aap bilkul theek farma rahe hain kyunki aapke pass jab bhi kisi bhi field ka agar proper knowledge nahin hoga to aap kam ko sahi andaz mein nahin kar sakte jaisa ke kam ko karna chahie uska batrin tarika yahi hai to sabse pahle aap market ki study Karen uski ka jo work hai usko samjhe uske alava market research aapke pass honi chahie market research hogi aapke pass Na Lage hoga tab hi aap forex trade acche tarike se kar sakte hain otherwise aap ismein last karenge to uske liye sabse behtarin tarika yah hai ki aap YouTube se lecture surah download Karen aur forex trader ko samajhne ki koshish karen jab aap iske bare mein study kar lenge to uske bad aap hasane ke sath trading kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: education zaruri hy.

            Yes dear member aapane bilkul sahi Kaha Hamen Forex ko join Karke education Hasil karne chahie Jab Ham education aur knowledge Hasil Karke Forex Mein posting Karte Hain To hi Ham successful ho sakte hain Kyunki Hamari posting ka informative aur knowledgeable Hona bahut zaruri hai agar Hamari posting informative aur technical Hogi to is se Hamara bonus bhi increase hoga aur ham acchi earning ka Sakenge Forex Mein wahi log Kamyab hote hain jo mehnat karna Jante hain aur Dil lagakar kam Karte Hain isi tarha Ham successful ho sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: education zaruri hy.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
              Assalam o Alaikum dear members jasia ky aap sab jante ky forex aik proper finance business hy jis mein trader ki education ka hona intehai zaruri hy kyo ky ky jab education hogi tab he forex ky bary mein achi study or practice ho saky gi. Beshak agar newcomer ky pass confidence or sabar ho lakin agar education nahi tou trading karne mien kafi mushkilaat ka samna karna parta hy or wo dusro py depend karke trading karyga jiska result loss ky alawa kuch nahi hoga. Dear members aap kya suggest karain gy newcomer ko education ky bary mein.
              Assalamoalaikum dear membar..



              Ap ny bilkul thek kaha k forex k rule ko understand krny k liye education ka hona bahot zruri hai .kioun k yeh aik asa business hai jisy achi trhan learn krna prhta hai tb e kamyabi hoti hai yeh aik online asa business hai jis main education must hai kioun k jb tk hmaen awareness nahi ho gi tb tk kisi b kam ki kamyaabi mumkin nahi kisi b cheez ko learn kiye bagair kbi b kamyab nahi ho sakty hmen loss hony ka khadsha hai so is maim educated hona zaruri hai....
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: education zaruri hy.

                Forex Mein education Ka Hona aapke liye important hi acche education Hogi to Achcha knowledge Milega Agar acche education Nahin Hogi to Achcha Na Lage aapko Nahin Milega itne kamyabi ke liye good acchi education in West karen to hai kamyabi aapki profitable Hogi isliye Hamen chahie Dillagi se mostly good vakra Punjabi Aise Karenge to Forex Mein Kamal mil Jayegi Nahin Karenge education Hasan Nahin Karenge Achcha Nahin Karenge To Hogi isliye kamyabi hi Good Shepherd Se Achcha fayda lene ke liye good koshish Karta Hai Tu Hi Kamyab Hogi Hamen kamyabi ke liye good knowledge Hi Se add Kar Ke Ja patandra Ke lene ke liye good driving Karen Forex online bahut accha business a famous bhejne se Yahan per kamyabi ke liye education Hona Hi aap important hai to hi kamyabi hai

                اب آن لائن

                Working...
                X