Trading baghair loss mumkin nahi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    kuch log aese hote hen jo kabhi bhi apne account ko loss nahi kerwane dete wo log bohat kam he hote hen asal trader hota he wohi jo profit beshak na hone de but loss se bi avoid rahe theek he na asal trader mere nazdeek yehi he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      jnab jab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakat hay or huamain is main profit b ho sakat hay or humin is main agr success hasil karni hay to huamin is main leanrig kar kay huamin trading main kam karna ho ga
      • #1788 Collapse

        lost kay na honay say ap kabhi bi trading kay theak pehlu ko achi tarah say jan hi nai saktay hai is liay hi apko trading kay theak setp kay baray me jan kay hi tradng ko karna ho ga apni mistakes say learn karna ho ga
        • #1789 Collapse

          dear jaisy k ham ko pta hai k trading asal main aik business hai or business main profit or loss sath sath hoty hai .yani is main loss ko kam to kia ja sakta hai per eleminate nahe kia ja skata .
          • #1790 Collapse

            forex trading ma loss hote rehta ha ...kyu k forex risky business ha ..koi aisa method nai ha jis se loss bilkul na ho ..forex ma ache planning aur strategy bana sakte ha aur loss ko kam kar sakte han..loss hone k baad mistakes ka analysis karna bhot zarori ha
            • #1791 Collapse

              sirf trading to mumkin hi nahi loss k beghair balk forex K elawa bhi dunya ka koi bhi business loss k beghair mumkin nahi hai. so forex mein loss or profit dono hi boht ehm part hein business k.
              • #1792 Collapse

                forex me trading karne ke liye ap ko market ke news ka ilm hona ap ke liye lazmi he is se ap ko trading karne me koe mushkil nahi ho ge or ap news se big profit hasil ker sakte hen is me koe mushkil nahi he
                • #1793 Collapse

                  Bilkul, i'm 100% agree with you, forex men trading loss k baghair mumkin nahi, yeni ap ye nahi keh skty k men 100% profit he earn karon ga aur loss k koi chances nahi, to aisa nahi ho skta, q k duniya men koi bhi aisa business nahi jahan loss mumkin na ho, is liye kabhi loss factor ko neglect na kren.
                  • #1794 Collapse

                    Forex trading bohat acha busniss hy lakin dunya mai koe be easa busniss nai hy ke jis mai apko loose na easa he forex trading mai forex trading mai profit ke sath sath loose be hy
                    • #1795 Collapse

                      dear trading baghair loss ki mumkin he hy par os k liye ap ko seekhna ho ga smjhna ho ga ta k ap esb usiness mai acha faida hasil karo aur apni life ko b set karo ....
                      • #1796 Collapse

                        G han laalach jo hai wo forex main na ho to behtar hai kewnke laalach se saar loss hota hai haam apni knowledge aur experience ke mutabiq chalte hain trading achi hoti jabke greed jab hoti hai to saara loss hojaata hai iss liye jo hai laalach se door rehna zaroori hai .
                        • #1797 Collapse

                          Forex aik aisa business hy keh is main profit aur loss sath sath chaltey hain. Is leye loss sey ghabraney ki bajaye loss ko accept kr key agey barhna chaheye. Loss key baghair trading mumkin nahi hy. Hamain loss ko control krna hy aur jin mistakes ki waja sey loss ho raha ho un ko control krna chaheye takeh loss sey bacha ja sakay.
                          • #1798 Collapse

                            My bro is businesses ma kio ASA dprtcut nhe ha his sa aap both zada our jalde amer hojay gayis ma to Mary bahi aap jitne mahnat karo gay itne he profit earn karo gay is ma business ma mahnat our knowlged our experience our hardwarking ki zaroorat hote ha is ma ache profit earn hosakta ha AGR aap is ko roles sa kary to.
                            • #1799 Collapse

                              g nai ap aisya nao kars katy hai agar ap aik week me 5 days trade kartay hai tu apko 5 din me say 4 din prifit ho sakta hai aik din apko lost ho hi jata hai likin 4 din ka margin apko acha mil jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                Yes dear training ke doraan bohat se traders ko nuqsaan ho ha or wo sorf in ki galtiyon ki waja se or bagair learning ke start karne se hota ha.agr is ko tora sa be learn kr ke to loss se bach sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X