Trading baghair loss mumkin nahi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1606 Collapse

    ap ny buhat achee bat btai hy koi b indicator or her trade exact nai hoti. . .loss mumkinaa tor pay trader ko hota hy. . .or ye part hy forex trading ka. . . .forex trading ko plz ala din ka chraagh na smjhain bl k mehnat krain or technically is ko smjhain ta k ap kaamyaab ho skain. . .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1607 Collapse

      hai ager loss na ho aur sirf profit ho tu ye theek forex market jab move karti hey kisi ko nahe daikhti me apse mutfiq nahy ho zarury nahy he ke aputna profit milta hai is main na koi shortcut hai
       
      • #1608 Collapse

        Iss trading main loss aur profit sath sath hoatay hain agar aap ka experience hay to aap iss trading main kamma saktay hain aur apni life ko behtar andaz main guzar saktay hain iss tading main aap patience say kamm karrain gay to aap loss kam aur profit ziada hoata hay
        • #1609 Collapse

          agree with you, it is in essence if we disipin will make her all ended well, it is difficult to discipline for me, but I kept trying to discipline myself at the time akifitas forex trading.
           
          • #1610 Collapse

            ha trading me loss hota ha lakin un ko jo trading start kya ha start me ho gata ha par apko learning ke zarorat ha earning ko kam learning ko zayada karna hoga more knowl;edge more earning hoga
            • #1611 Collapse

              g mary baie ap ka bohat thankssss ap nay serius treder k laiye aitna kam kaiya aha ap ko bohat bohat thanks hum ap say rabty main rahengay.....
              • #1612 Collapse

                ye to hay forex me koi b esa trader nahi jes ko loss na howa ho, hamesha kesi b trader ko profit nahi ho sakta hay forex market hi esi hay kabi na kabi loss ho hi jata hay
                • #1613 Collapse

                  asalamoalaikum according to my suggestion ,cut your coat according to your cloth ,and ,greed is curse ,and ,all that glitters are not gold ,.....
                  • #1614 Collapse

                    je jinab ais tara koi in i kay begair loss key profit ho forex trading key alwa be koi business aisa nai yaro jo profit deyta hoo aur loss na hoo aisa koi kaam nai.So plz raatu raat ameer bunana choraya aur practical life meya aya forex trading aik aisa business hy jo profit kay saaath thora boht loss be hy mger mind ko istamaal keya jay aur tecnical anylysis saath tow loss boht bohut kum aur profit bhot boht ziada.
                    • #1615 Collapse

                      g bilkul sai points ap ne batahy han kafi saray log in k baray main pochty han aur is forum main b kafi sari [postain isi hawaly se han jin main ziyada tr loss bgair profit earn ka pocha jata ha ...
                      • #1616 Collapse

                        i agree with you ap ne bohat ache tariqy se guide kiya hai bilkul sahi kaha ap ne forex 1 business hai or risky b hai is me loss or profit dono hain is liye mehnat se he insan kamyab ho skta hai other wise koi faida nai trading ka
                        • #1617 Collapse

                          dekhen forex ko ager hum join kerne sey pehle kam az kam ek month pehle bhe es ke practice start kar len to yeah humare liye kafi acha hai lakin esmein expirence hadil kerne ke liye aapko market mein kaam kerna hoga aur eske sath sath aap demp per kaam ker key bhe knowledge hadil ker sakte hain aur ese eekhne ke liye koi khas time require nahee hota
                          • #1618 Collapse

                            g han meray bhai forex ek business hai and yah to sub ko pata hai k koi business be lose k begair nai hota hai business mai lose and profit hota rahta hai.
                            • #1619 Collapse

                              g han bhai ye bhi hai ke agar ap trading hi nahi karenge to apko is mein phir loss hi nahi hoga,lekin aisa ap kar nahi skate,kiunke ap yahan forex mein trading karne ke liye hi aye hain aur bina trading ke ap yahan se paise bhi nahi kama sakte.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1620 Collapse

                                Ye aik risky business ha es main lose ke chance ko kam keya ja sakta ha agar es ke achy knowledge or experience hasil karny ke baad start kareen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X