7-10 days profit goes into loss in 1 Hour !!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Yes, It is possible. in Forex trading. hmy Forex my hr time active ho kr rhna ho ga. ye asa buisness ha jis may succes hona tu bht mushkil ha but is may barbad hona bht asaan ha. hmara 5-6 dino ko profit 1 hour ma losss may change ho skta h.a
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      forex business ma market up and down move karti rehti ha. isi lye better ha k hum market k trend k mutabik he trading karain. or stop loss or take profit ko must use karna chaye. taky hamara profit save rahy or hum loss sa bhe bach sakain.
       
      :cool::cool::cool:
      • #258 Collapse

        Bhai jaan is ki waja hai lalach hum lalach karte hain hum jo profit lete hain us ko bhi lalach ki waja se loss kar dete hain hum apne profit ko save nahi karte agar hum lalach na karen to hume ziyada loss na ho....
           
        • #259 Collapse

          hmm well brother ye lack of experience ki waja say hota ahi .. ap ko itna experience ni hota k kaise market k ups and down ko tackle karna hai.. agr ap aise loss say bachna chahte hai to apna attitude serious rakhen aur confident ho kar hard working say kam lein .. aur apne balance ka just half invest karen is say ziada na invest karein .. to balance ap ka safe rahe ga
          • #260 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
            Iski kia waja hai kay hum itni mehnat kar kay pura week profit lety hain or wo sirf achanak thory se hi time me loss me convert ho jata hai. Kia hum koi aisi scheme ya plan bana sakty hain kay ye profit zaya na ho or hamara ye khauf khatam ho jay?
            g haan aisa hota hai mere sath aisa huwa hai me ne 1 month laga ker acha profit banaya or aik he din me sab ur bhi gya sab meeri greed ki waja se huwa hai ku k ager me greed na kerta to mera loss na hota sara is waja se me kehta hun greed na kero
               
            • #261 Collapse

              yes my dear ye ho jata hai aksar or ham ko carefully kam kerna chaye hai or kuch reasons hai ager in se bach jaye to theek hai .
              kuch reasons hai loss k ager ham in ko theek ker le to ham bach sakty hai loss see or wo reasons hai .
              1=less experience
              2= greed is the mian reason
              3=not have enough knowledge about forex ...
              • #262 Collapse

                Iski kia waja hai kay hum itni mehnat kar kay pura week profit lety hain or wo sirf achanak thory se hi time me loss me convert ho jata hai. Kia hum koi aisi scheme ya plan bana sakty hain kay ye profit zaya na h6\\\\\\\\\\\\\\\\\
                • #263 Collapse

                  i think k sab kehne ke baaate hay sir agar app market may forex trading say pehle lose krte hay tu phir app profit bhi le sakte hay agar ap market ko follow kare 7 day ya month as say koe farq nahi parta market tu chand second me oper neche hote hay app forex ko learn kare mazeed
                  • #264 Collapse

                    Profit hum bari mushkil se kamate hain lekin loss usi profit ko 1 hour main kar dete hain. Asal main forex main jab tak achi strategy nahi ho gi to market main right decision karna kafi mushkil hai.Hamesha achy analysis k baad trade open karen.
                     
                    • #265 Collapse

                      is ky main waja ye he ke ap greedy or overconfident ban jate he k ab me trade ker loon ga or ap loss ker bhaithe eh jo k tarder klaye acha nahe he so work good and earn good from this buisnsiis
                      • #266 Collapse

                        Apki bat bilkul theek he keh aksar aisa hota he keh agar hum apne emotions ko achi trha se control nahin kar patey hain to phir hum apna sara profit jo humne kiya hota hey woh hum waste kar dete hain.
                         
                        • #267 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                          Iski kia waja hai kay hum itni mehnat kar kay pura week profit lety hain or wo sirf achanak thory se hi time me loss me convert ho jata hai. Kia hum koi aisi scheme ya plan bana sakty hain kay ye profit zaya na ho or hamara ye khauf khatam ho jay?
                          yar aisa ho jana aik fitri amal hai aap ne apny profit ka to kisi thread me izhaar ni kia hai yehi waja hai k ham log itna negative ku sochty hain mayoosi gunah ha bhai ap wo din b yad kero jab apko profit huwa 7 -8 din profit kamaty rahy to kisi ko ni btaya loss huwa to thread bana dia is lea bhai shuker kia kero ALLAH ka aj profit ha kal loss hoga or agly din phir profit hoga business ha chalta rehta hai..
                           
                          • #268 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                            Iski kia waja hai kay hum itni mehnat kar kay pura week profit lety hain or wo sirf achanak thory se hi time me loss me convert ho jata hai. Kia hum koi aisi scheme ya plan bana sakty hain kay ye profit zaya na ho or hamara ye khauf khatam ho jay?
                            Jee apki baat sahi hay forex trading main aisa bhi hota hay keh agar hum theak say market ko daikh kar trade na karen to hum apna profit bhi loss kar sakty hay jo keh hum main dino main earn kea ho.
                            • #269 Collapse

                              ski kia waja hai kay hum itni mehnat kar kay pura week profit lety hain or wo sirf achanak thory se hi time me loss me convert ho jata hai. Kia hum koi aisi scheme ya plan bana sakty hain kay ye profit zaya na ho or hamara
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                bana lo kay jab app ko profit ho app half ko withdraw karo aur half phir invest kar do is say app ka sara profit bhi zaya nahin ho ga aur koshish yehijitni marzi earning ho jab ap traiding badly karain gay to sari ki sari earning khatum hot jat i hay janab je yea stock exchange jasa he kam ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X