Emotion ko kis tarah control karna chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotion ko kis tarah control karna chahiye?
    Emotions naturally insan mein hoty hain jin ko control karna khud ky bus mein hota na ky koi dusra kare. Forex aik proper finance business hy jis mein trader zyada tar emotional hoky trading karta hy specially newcomers tou mein ye samajhta ky agar trader ko apne emotions ko control karna hy trading ky doran tou sabse best formula hy ky wo trading screen ky samne baithy or koi trade na kare or market ko achi tarah sy observe kare ky conditions konsi hain or kya decision hona chahiye. Agar trader trading screen ky aagay baithna sikhy tou yaqeenan jaldbazi or emotions ko kafi had tak control kar lega dear members aapki suggestion bohat important hy or kis tarah sy emotions ko control kiya ja sakta hy.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

    hamy emotion ko kabo main rak ky kam karna chahey hamy ismain confidence sy trading karne chahey agar hum is main over confidence sy kam kary gy to hamy loss ho jay ga hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahye hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahe hum is mai din main be kam kar sakty hai or hum is man rat mai be kam kar sakty han
    • #3 Collapse

      Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

      acchi emotion se aap apni trading co control kar sakte hain aur acchi hai trading save apne motion aur apne trading co kamyab bana sakte haintrading ki in life mein aapane apni motion ko control mein rakhne aur apni trading co har dam achcha karna hai phone trading trading to karte hain lekin emotion trader hamare liye bahut jyada nuksan deti hai aap Hi nuksan ko kam se kam karne ke liye apni trading mein vajah se le gaya nahin hua ko fayda deti ho aur aapke kamyabi ke liye har pal aapki madad karti hun aapane apne kam song ko kam karna hai tere ko share karne ke liye aapane emotion ko control karte hue kam karna hai otherwise vah to dabaya jyada na kam bhi karte Hain unko samajh nahin aati aur unka nuksan jyada hota hai aapane nuksan ko kam se kam karna hai aur trading mein aapane kamyabi ke liye batao na ki barish mein karna haiemotion ko control karne ke liye sirf ek hi formula hai vah aapki reading ki yojana ka kam karna ho aur aapki rajni ki trading ki perfect moment hai agar aap aise karne mein kamyab hogi to aap ke liye trading hathon hogi
      • #4 Collapse

        Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

        Dear brother forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam len aur phir mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen lekin jo log ziyada profit ya ziyada loss ki waja se apnay emotions pe control nhi rakh saktay woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay forex trading men loss business ka hissa hey iss liay agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey
        • #5 Collapse

          Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

          Emotion ko control karne ke liye Hamesha relax mind hokar working Karni chahie to abhi bhi loss ka pressure Nahin Lena chahie Kyon kya Agar profit hua hai to loss ke liye bhi mind ko ready Rakhna chahie tha usko bhi se to use Ham bhi cover kar sakte hain lekin pilex mind se trading Lagana Jyada behtar hai aur bagair motion ke emotional hokar trading now open kijiye Kyunki se analysis Nahin Hoti market ki aur jab Hamare pet ke nale se nahin Karte to Hamari trading main bhi loss hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

            Market main profit or lose tu hota he rahta hay yh business ka lazmi juz hay lakin kamyab wohe insan hota hay jo apny emotions par qabo rakh Kar trading karta hay jab profit ho tu tab lalch main aky or profit kay chakr main trade nahi laghni chahye Kiu kay issay or zyada lose ho sakta hay isliy apko chahye kay jab bi trade laghyn phly apny emotions ko control main rakhyn or phir he apni working Karen sukriya
            • #7 Collapse

              Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

              ASALAMO ALIAKUM// omeed h yap sb khariat sy hn gy g bilkol
              forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam len aur phir mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen lekin jo log ziyada profit ya ziyada loss ki waja se apnay emotions pe control nhi rakh saktay woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay forex trading men loss business ka hissa hey iss liay agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey.insa ALLAH ap zaroor kamyab hn gy .
              • #8 Collapse

                Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

                ji han Forex trading mein agar Hamen last hota Hai to Hamen Sabar karna chahie aur la se motional nahin hona chahie Apne kaam par focus Karenge tabhi Forex mein Hamen acchi earning ho sakti hai direct mein vah log kam job Hain Jo odd worker Hain Apne kaam par focus karte hain apni learning ko improve karne ki koshish karte Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

                  Forex trading mein agar Ham Apne emotion ko control karna chahte hain to Hamen chahie ke Ham Jitna jyada time Forex trading ko denge apni learning ko improve karne ki koshish Karenge tabhi fabrics mein Hamen achcha fayda ho sakta hai koshish karne chahie ki Hamen demo kaun per jyada tha practice per focus Karen tabhi hamara experience beta hoga aur ham Forex mein acchi on kar sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

                    Assalam.o.alaikum good morning dear forex members Pakistan forex forum 1 online business hy gs mein dnia bhr k log kam krty hn or apni life ko asan bna rhy hn Pakistan forex forum me kamyabi hasil krni hy to apko ziada se ziada sbr se kam krna chahiye daily basis p kam krna chahiye daily ka target daily complete krna chahiye Pakistan forex forum me agr apko los hota hy to apko ghbrana nhi chahiye blky sbr se kam krna chahiye apne emotion ko control krna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

                      Emotions insan main hotey hai lakin in ko control bhi khud insan hi karta hai. Ham khud k emotion ko khud control kar sakte hain na k in ko koie dosra control karta hai. Ham jab trading kar rahey hote Hain to hamarey emotion bahot zayda ho jatey hain. Ham ko ager pakistan forex forum main air is ki trading main kamyab hona hai to ham ko apney emotions ko control karna ho ga tab hi ham pakistan forex forum main success hasil kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

                        Forex trading mein agar Ham Apne emotion ko control karna chahte hain to Hamen jyadatar apni learning par focus karna hoga apni galti hone se Sabha Castle karna hoga tabhi Ham Forex mein achcha fayda aajkal kar sakte hain Forex trading mein vah log kamyab hai jo odd worker hain aur jyada tha demo kaun per practice par focus karte hain Forex trading mein Hamen achcha profit Hasil karna Hai to Hamen ise proper 1 business ke tahat kam karna chahie is proper time Dena chahie apni learning par focus karna chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

                          Forex trading mein agar Ham Apne emotion ko control karna chahte hain to Hamen chahie ke pahle market ko acchi tarah samjhe market ke trend ko samjhaie apni trade mein confidence paida Karen Agar Ham Apne trade mein confidence paida karna chahte hain to Hamen chahie ki Ham jitne jyada learning par focus Karenge aur jyada the demo account per practice par focus Karenge tabhi hamara experience achcha ho sakta hai aur ham acchi trade kar sakenge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

                            forex trading business ak khail ki tarah hai jis ma profit bhi hai or loss bhi lakn hmay apni emotions ko control bilkul hee start kar saktey hey.. orr earning bi kar saktey hey.. per aap utna profit nahi kar saktey jitna aap ko loss utana parhey gaa.. per agar aap well train ho jawo gey or experience barh jaye gaa.. tho aap ko loss key zyada profit maley gaa..ager ap treading with put pratice he start kar data ha to mara khyal sa ap forex ma loss be kar sakta ha is laya mara khyal sa ap ka pas experience hona chaya is laya ap ko damo acount pratice karna chaya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotion ko kis tarah control karna chahiye?

                              Ji bilkul theek Kaha emotion ko control Karke trade Karenge to Achcha benefit hasal kar sakte hain Forex trading Mein Hamen Jyada Se Jyada money management ke sath acche knowledge or experience ke sath kam karna chahie tabhi Ham Achcha fayda Haider ka sakte hain aur Kamyab brother Ban sakte hain.

                              اب آن لائن

                              avatar Qasi
                              avatar Usmaan
                              avatar Tar
                              Working...
                              X