Proper direction ki zaroorat hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    jee han main ap se agree hon ke koi bi kamkerne ke lye p ko sai samat ki zaroort hoti hi then hi ap iss main kamyab ho sakte iss main kam ker ke hi achi earning ki ja saki hi agar learn ker loo gye to earn bi ho gye ga
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Yes of course right everyone need proper direction then anyone can earn lots of money and gain great knowledge about the forex trading, we should get the help from other traders, and need to help others who do not know about the trading properly, like this we can gain more knowledge and experience.
         
      • #78 Collapse

        Apko definetly forex trade main direction ki fully zarrorat hoti hai agar apki direction bilkul sahi tareeke se chal rahi hai tu ap aik bohat ache investor ban sakte hain
        • #79 Collapse

          forex trading main achi earning ke lye ap ko trend direction ki samj honi cheye teke jab trend clear ho to ap asani se achi earning ker sakoo iss lye learning ke bagar ap forex trading main kamyab nahi ho sakte
           
          • #80 Collapse

            Forex trading mein app koo proper knowledge lee kar apni trading kee learning koo apne demo account per apply karna hoo ga aur achi practice kar kee phr aap uss kee real account per trading kar saktee hain, proper direction aap jaab achi bana saktee hain jaab app greed factor per control rakehin gee
            • #81 Collapse

              brother aap ne bohat achi tip di hai. lakin knowledge ke sath sath humein practical trading ki bhi zaroorat parti hai. agar hum sirf aur sirf knowledge hi hasil karein aur practical trade na karein to phir bhi humein trading confidence nahi aa sakta. practical knowledge is also very important.
              • #82 Collapse

                If you have good knowledge than you become a good trader otherwise you need a proper direction in it.Direction tells you what to do in trading.
                 
                • #83 Collapse

                  Ji han Forex mai trader k pas yeh ability or us ki thinking honi cheye k woh kis tarha se Forex career ko mazeed aghy tak lay k ja sakta hai k woh apna career b continue rahky or apni earning ko b leta rahy tu es purpose k leye sub se zarori trader ki planing hoti hai k woh kis plan k mutabiq apney live account pay trade karta hai apney account ko manage karta hai or kis tarha se mazeed woh apney experience ko increase karta hai or apney demo or learning ki madad se new challenges ko face karta hai or apnei preparation k leye woh mehnat karta hai.Jab trader sub ko ik achi tarha plan karta hai tu us k pas woh direction a jati hai k woh har cheez ko apni planing k mutabiq karta hai or yeh review b karta hai k wo kis tarha se maintain rahky ga or mazeed learn and experience ko use kar k kamyab hoga.
                  Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                  • #84 Collapse

                    Yeh kahan kahan say copy ker kay posting horhee hay is forum may? what the heck is this now? Kindly be relevant always, or don't post please if you can't be.
                    اصل پيغام ارسال کردہ از: dipphong
                    Unfortunately, the BOE isn’t expected to make any changes to its interest rate and monthly asset purchases. If this is the case then we’ll have to wait for the Monetary Policy Committee (MPC) meeting minutes to see what the central bank thinks of the economy.
                       
                    • #85 Collapse

                      Well, yeh bhee aap nay khoob kaha kay direction per trade or chalna doore ki baat hay, thank you for your comments.
                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008
                      Dost ap nay bohat kuch sahi kaha, tukka chalta to hay, lakin kabhi kbhar, aur tukkay ki base par future nahi banaya ja sakta, lakin log phir bhe yeh sab jantay boojhtay huay bhe tukka laganay say baaz nahi atay. Direction par trade karna aur direction par chalna to bohat door ki baat hay.
                       
                      • #86 Collapse

                        Yes ap bilkul thk kah rhe hain k proper direction ki zrurt hai trading mein aur ye dirsction ap ko experience ki wja se mle gi so agr ap ka experience nai hai to pehle demo account pr experience kro then apko direction mil skti hai.
                        • #87 Collapse

                          g haan forex main ager hum sub proper line per chalte rhe gain to aik din hum forex main apni kmiyabi ko hasil ker lain gain forex main hum aik na aik din zurur sucess hote hain ager hum forex ko try kerte rhe gain is liye muje forex main work kerna acha lagta hai
                          • #88 Collapse

                            In the forex that traders are successful who has the good experience about this market and has the very good knowledge about this market the key to success is in the hardworking
                            • #89 Collapse

                              yes forex trading main ap ko prper direction tu lazmi chiye ho ge khoe ky jab thak ap is bsuiness main sahi way per yani knolwedge forex ka effective ho ga tab he earning be ho piye ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Jee bilkul forex trading aik aisa kam hay jismain proper direction matlab proper study ki zarurat hoti hay humay chahiey keh hum kisi achy say trader say forex trading kay bary main sahi say seekhain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X