Kuch Ghalat Fehmian (Misconceptions) Forex Kay Mutalik

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Trading is the best and greatest busness.Yeh aap ko ghar min baith kar buhat he asha karobar ki shakal min busnes mil jata hai.Jo friends is min ghalt fehmi rakhty hain un friends ko mera khial hai is ka koi khas pta he nahi kay hai kia cheez.Jab woh is ko ashay treqay say read karin ghay to phir un ki sari ghalt fehmi door ho jaye ghe.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      bhai hum sab ko he in cheezon ke bare me pata hai kuch ko nahi pata to yeh thread parh kar un ko bhi pata lag jaye ga no doubt its a great business and i like it very much and yeh business hum sab ke lye he blessing hai .
      • #168 Collapse

        nice thread and thanks for share such a good information and I agree with you, This is a real business, it has although much money but we cannot get much money very quickly in forex. It is the big business in which we have to work hard and do more and more practice in forex market every time otherwise we cannot get any thing and will blow the account very quickly.
        • #169 Collapse

          ji bhai aap nay boht khoob btaya sub.boht say log forex main enter hoty hi lakhu'n kay khwab daikhny lag jaty hain jo inhain lalch ki tarf ly jaty hain or phr wo apna loss kar bethty hain.lalch nahi krna chahye .
          • #170 Collapse

            we cannot get much money very quickly in forex. It is the big business in which we have to work hard and do more and more practice in forex market every timeko issi tara ki galtfahmiyan hain har kisi ko apna concept clear karna chaiya kay forex aik proper bussiness ha aur iss kay liya learning mu
             
            • #171 Collapse

              app nay jo bhi baat kahi sache khai log kafi robot forex indicator use karte hay kay log forex trade may signla ka use karte sab say best hay ye k ap khod work kare aur app forex trade may move avrage use kare ap ko proift ho ga aur forad logo say bach jaye gay
              • #172 Collapse

                Dear ap ne boht achii information share ki hy mere khiyal mai ye information har newbie ko hasil karni chahiye ta k wo es businesss mi kamiyab ho sake agar ho gya tu well n gud aur na hua tu mehnat jarii rakhe./..
                • #173 Collapse

                  Mein Ne Apni Zindagi Mein boht se loug Aese Dekhe Jo Forex Ko Fraud Kehte thy. Jab Mein Ne Kiya To Tab Be Logo KO Yakeen Nahi Tha Ke Forex Aik Natural Aur Genuine Business Hai. Aur Rato Rat Ameer Hone Wali Baat Be Ghalat Hai
                  • #174 Collapse

                    je bhai bohat saray kog esa he smjhtay hen k yeh field unhay raton rat amiir bnadey ge hala k esa nahe hay or na he esa hey k hum sirf indicators ki madad sey he trading ker sktey hen.
                    اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                    Well, now here we will talk about some misconceptiosn about Forex trading prevailing in our society.

                    Kuch ghalat fehmian aam tour per Forex tarding may paaie jati hen, yeh ghalat fehmian un logon ki phelaai huwee hen jo Forex trading kay baray may zyada nahee jantay ya yeh woh log hen jinhon nay FX trading ko gambling k toure per liaa.

                    Misconceptions about FX trading:

                    1. Forex raaton raat aap ko ameer bna skta hay.
                    2. Forex just aik scam/fraud hay. (kuch log esa bhee kehtay hen)
                    3. Forex trading kernay k liye sirf indicators he use kernay chhyaen.
                    4. Sirf NEWS per he trading kerni chhaye.
                    5. Sirf bari bulkay bohat he zyada bari investment say he FX trading shuru ki jaskti hey. (Well, aik normal capital say bhee shuru kia ja skta hay)

                    Yeh woh aaam ghalat fehmian hen jo FX trading k mutalik logon ki phelaai huwee hen.

                    Kindly sirf mature or sahee reply kren topic say related hona chhaye.
                    • #175 Collapse

                      trading lazmi news par karni chaiye kiu kay price ki movements ko khud samajhna buhut mushkil hai aur market ap kay against ja sakti hai.yaha pa bohat sari galt fahmaia ha lakin hama yaha opa kam karta hova ksi kai pecha nahi lagna chhye ham apna tarika sa trading karni chahiye.
                       
                      • #176 Collapse

                        we cannot get much money very quickly in forex. It is the big business in which we have to work hard and do more and more practice dosro ki baten sun kr forex ko galt samjhne lagte hain aur ager zeyada loss hamari galti se ho jaey tu hum blaime broker ko krte hain galt
                         
                        • #177 Collapse

                          i personally think agar ap forex ko baut easy ly k krengy aur experience k bgair kaam krengy to phr apka account zero ho skta hy
                           
                          • #178 Collapse

                            han je asi galat fehmiyan kay forex se ap aik din mei ameer ho joagay lalach mei akar galat fehmi mei akar risk le kay loss hojata hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se good learning zaroori hay ap ko aik kuch best skills ki need hay har haal mei then success milay gi
                            • #179 Collapse

                              forex k baray me kai ghalatfahmiyan hain jaise k forex me raqam dali jae to wapas nahi aati,forex fraud krti ha.forex me wo market ko khud chalate hain or jis janib bacht ho wo wahan market ka rukh krte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                ghalat fehmi ye bhi ho skti he k forex pta nhi real he bhi ya nhi hamen profit mily ga ya nhi etc is tarh ki buhat si ghalat fehmian hen kuch log forex k bonus ko withdraw krwanyk i ghalt fehmi paal k bethe hen baghr mehnat k profit hasil krna chahty hen ye sb hamari ghalt fehmi he hamen profit k lie mehnat ki xrorat he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X