Greed i

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed i
    FOREX trading mai ap sb ko greed se bachna chiea or ziada lalach nhe krni chiea ap ko apna daily ka ek target set kr lena chiea jis se base per ap trading krain or profit earn krain os se ziada lalach na krain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G janab greed ka is forex mai bht had tk zikar hota hy ky greed ko q istamal kiya jata hy between forex bcz forex ky liyay greed ko apny mind sy nikal dyna chahyay or greed sy kuch nai hota hy.
    • #3 Collapse

      sir je zyada kya hume lalach kerna he nai chahiya yah greed trader ki trade ko ase hazam ker jata hai jisss terha k uss ki feed he yah ho lakin hume jitna ho seke greed se bach ker rahna chahiya ta k hum easily profit earn ker seke ager hum greed per kabu ker lain to yah humari phli kamyabi hoti hai :)
      • #4 Collapse

        kisi bhi karobar mein laloch say karobar kamyab nahi hota,os mein loss he hota hai,humein forex mein lalick kar k trade nahi karni chaiyr,humein aik daily target k mutabik chalna chahiye
        • #5 Collapse

          Dear brother forex trading may agar success hona hai tu education must hai agar education karo gay tu must success ho gay our sath may greed say door raho gay tu yeh more interesting hai pher
          • #6 Collapse

            Skill in trading it is a unit of analysis, MM and emotions ... can not be separated. It was an absolute must we have ... people are good at analysis alone is not necessarily successful if uncontrolled emotions and MM ... because no one who can ensure that there will be a market sector in the appropriate time at a price.
            • #7 Collapse

              forex emin greed apko bohat ziyada nuqsan pohancha dti hai aur apko chahiye ke ap is mein kabhi bhi greedy na hona ur is mein mehnat karen aur is mein sabar se trading karen.
              • #8 Collapse

                My dear friends yhe sab log jante hain ke greed is curse but phir bhi trading ke doran ziada earning ka lalach a jata ha. forex traders ko greed free trading karni chahiye. or ziada loss se best ha ke low profit ko prefer karin.
                • #9 Collapse

                  saaalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app ko chahyia kaay app forex mein laaluch na karin yaah app kaay liye acha hai nahi tu appko kuch nahi hasil ho ga
                  • #10 Collapse

                    Asslam-o-Alakum my dear brother forex trading aik risky business hai is lie humain is main ziada lallch ni kerna chahie kuin k ziada lallach kerne se ziada loss b ho sektay hain belke humain apne daily ka aik targer set ker k trading kerni chahie jeb apna target poora ho jay to mazeed trades ni kerni chahie.
                    • #11 Collapse

                      Aslam o alikum janab mere khayal me hamin forex trading me greed se bachna chahiye ager iss me greed karin ga tu iss me loss ho ga iss liye iss se bachna must hai
                      • #12 Collapse

                        there are different way to avoid the greed in this business of the forex trading, you can make good profit if you can avoid greed from your trading, you can do better through gaining some experience in this business.
                        • #13 Collapse

                          forex mein greed apki sab se bari dushman hai aur apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi greedy na hon balke sukoon se trading karen.
                          • #14 Collapse

                            yes my dear friend mai b yahi kehta hun k apna daily ka target set kren jab wo achieve hojai to mazeed trade na kren us din q k lalach buri bhala hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear dost is trading system main greedy say aur lalach say bachna chahay q k zida lalach zida nuqsan ka baaeas ho sakti hi so is mian mehnat aur knolaged ki zarorat hi aur sabar ki zarorat hi q k sabar say trading hi kamyabi ka zina hi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X