stop loss
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss
    stop loss se ham bohat ziada loss se bach sakty hain or yah hamari bohat madad krta hai Q k agar hm forex se offline bhe hojaty hain to agar market hamary against jate hai to stop loss hamay loss se bacha leta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    stop loss humein ziyada loss hone say bachata hai agar trade k doran light chali jai tu apko loss ziyada bhi ho skta hai,is liye is bat say bachne k liye humein stop loss zaror use karna chahiye,aur take profit ka use bhi karna chaiye
    • #3 Collapse

      stop-loss forex trading ko krny ka ek bohat hi eham tool ha jo k agr exist nhi krta to aj bohat km traders hi forex mein ek acha profit kmany mein kamyab ho paty. forex trading mein stop-loss ka use krna kuch situations mein to bohat zaruri hota ha.
      • #4 Collapse

        jee bhai app ne bilkul theek kah ahai ager hum log apni her trade k sath stop loss ko use kerte hain to hum apny account ka adha risk decrease ker date hain aur phr iss ki help se hum log apni absence main be apne account ko handle ker sekte hain :)
        • #5 Collapse

          stop loss bohat hi eham tool hai forex ka aur apko chahiye ke ap stop loss apni har trade mein sue karen aur iske baghair ap koi bhi trade mat lagayen,is se apka loss minimize hojata hai.
          • #6 Collapse

            yes my dear stop loss humare liye aik nemat ahgi hume zaror isse use karna chahiye khas kar jab jab humari trader open ho aur hume kahi bahar jana ho tab zaror hume stop loss use karna chahiye.
            • #7 Collapse

              stop loss or take profit boaht aham option hai forex ki . q k aik admi her waqat computer k samny nahe baith sakta is lai stoploss jo k hamain loss se bachata hai or take profit haimain market k reverse honey per profit ko mahfooz rakhta hai.
              • #8 Collapse

                My dear friends forex trading market main stop loss bohat important hota ha or forex traders ko bohat loss se bacha sakta ha. forex trading business main stop loss ka yhe faida hota ha ke agar market app ki trade ke against move karna start kar de to app ki trade khud close ho jati ha or app loss se bach jate hain.
                • #9 Collapse

                  dear friend me app ki baat se agree kerta hun me yeh samajhta hun ke forex trading mein stop loss boht important hai ham iss se big loss se bach sakte hain or asani ke saath profit earn ker sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Stop loss and take profit is the good. You are use the stop loss then you are face the low loss but you are worknthe market long term andcypu can recover the loss.
                    • #11 Collapse

                      brother forex mein stop loss bohat zaruri hay nahi to apna account wash betho gay . jo log stop loss use karty hain wo bary loss se buch jaty hain or na lagany waly..... to ap meri baat smj e gay hon gy
                      • #12 Collapse

                        dear jaise forex mai boht se aur achiii option hain wase he forex mai stop loss ki option hy jis ko use kar k ap acha enjoy b kar skte ho aur ap nii life ko b set kar skte ho so mehnat lazmii karo aur acha earn karo...
                        • #13 Collapse

                          agar ap chahtay hen k ap ko trading me ap ko loss na ho to ap pehaly demo account me kam karen tab he ap successful trader ban saktay ho or losss si hamesh bach saktay ho
                          • #14 Collapse

                            ji bilkul dear forex mai stoploss ka aik important roll hai kun ke jab ap market ko analysis karte hai to ap ko ya nahi pata hota ke forex market kaha move kare gi is liye aghar market ap ke oppositive bi chali jati hai to stop loss ap ke account ko save rakhta hai ........
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex ki trading mein stop loss hamein har haal mein lagana chahye phir he hum apna real or live account white wash honay say bacha sakty hain. is liye hamein ache tarah learning karni chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X