verificatio is too easy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ji han verification kafi asaan hai yahan per forex ke business se withdrawal karne ke lye hame apne account ko verify karana parta hai agar verify kare bina ham kaam karen ge to kuch hasil nhi ho ga jab tak aap ka account verify na ho trading se profit withdraw nhi kar paen ge aap .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Dear dosre verification mein id card upload nai hota hai , dosri verification mein hume lazmi apna address proof kerna hota hai , jo hamare house k utilities bill se ya phir bank statment se show hota hai , is leye dosri verification mein sab se best hai bank statement hai.
      • #33 Collapse

        g han bhai insta ki verfication bht hi asan hai aor bht se log forex me kam kar rhe hain insta account verification ke loye apna cnic aor utility bill ki zaroorat hoti ahi accunt verify ho jata hai
        • #34 Collapse

          Verification in insta is not as such difficult. A person just need few documents to start with, like his national identity card, driving liscence or a password with utility bills then he can easily get his account verified without any hassle. So don't worry and get ur account verified easily right now
          • #35 Collapse

            Passport mostly logoun ka bana howa nahi hita hai jaisey key mera bhi bana howa nahi hai to us ki khatir pir ap pehley CNIC card scan kar key send kar key first level verification ko mukamal karien pir us key baad ap second level ki khatir koi bill etc send kar dien mien ney to result card send kia tha.
            • #36 Collapse

              insta ka account bahot hi easy hota hay agar ham documents jo b send karty hey un k size ka khayal raken or agar verify na ho to jes reason ki waja se verify nahi hota us ko ka khayal karen
              • #37 Collapse

                yes insta forex ka account verify karwana mushkal nahi hain ap easy sa apna account verify karwa sakte ho ap na jo mathod batyea hain main na is trah sa he apna account verify karwea tha jo 2 den main ho gaya tha
                • #38 Collapse

                  Jee maira tu experience verification kay mamlay main kafi bura hay kafi late maira account verify how CNIC behi upload kia jis par bohat sey eiterazat lagtey rehay kay resolution low hay, poor quality etc three or four tries kay baad hee account baree muskil sey verify howa taha.
                  • #39 Collapse

                    hey aap nay theek kahah hai lekin main nay ek cheez daikhi haiager hum log verification kay socond level mein ek bar koi mistake kar dain to hamary documents ko bar bar reject kiya jata hai lekin ab ye bohot easy ho gaya hai . to humen iss ko daikhna chaiye bhai.
                    • #40 Collapse

                      G bilkul sahr kaha apne mere Bhai forex insta ka account verification bhhht he zida easy hy mere Bhai
                      • #41 Collapse

                        G haan verification level kafi easy hota hai instaforex ka kiyun ke logo ko unke rules ko sahi se read out kerna lazim hai jo ke log nahi kerte hai sahi se jis ki wajah se ap sahi document nahi behjte hai or instaforex un ko wait kerwata hai or reject ker deta hai
                        • #42 Collapse

                          Yes apna account ko verify karna koi mushkil nahe hai ap ab apna i.d card chaye wo english mein ho ya pher urdu mein ho ap verification karwa skhty ho is k elawa domicel or utility bill pe beh verification ho skhti hai
                          • #43 Collapse

                            me nay aksar pakistanio ko dekha hai k un ka yeh sub say masla hota hai k wo account ko verify nahi kar saktay hotay hain jesay jesay hum hum is business me tajurba letay chalay jatay hain hume us k sath sath he acha experience milta chala jata hai or humara account asani say verify ho jata hai.
                            • #44 Collapse

                              yes dear inataforex bonus trading account verify krwana buht asaan hai is k liye just first level verification k liye ap apna smart id card upload kr sakte ho or second k liye domiclie, bank statement waghera up load kr sakte ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g han bary bhai jan apny sahi kaha.. verificcation bht hi easy hai.... isi lye humain verification krny main b kisi kisam ki koi mushkil nai hoti.. insa bht hi acha broker hai...yh aik bht achi aur supportive site hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X