new member

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    han dear forex ko bahut say loog kr rahy hain ye aik good business hai is pr ap kafi mehnat say kaam kr sakty ho new member ko lalach nahi krna ho ga aur ye business bahut say loog kr rahy hain ye aik acha business hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear new member ko forex trading ko bhot zada easy ni lena chahiya balka yeh soch kar forex ko join karna chahiya ka apko bhot zada hard work karna hai or apne manzil tak pochna hai.
      • #18 Collapse

        forex trading mai new members ko ziayda tar problems face karni parti hai is waja say is kaam mai unhe chaiye k wo is kaam ko pehle apne teacher say help le us k baad he is kaam mai enter howay is say learning b asan hojati or new members ko ye kaam itna asan nhe lena chaiey ye kaam mai earning tw hoti hai per is k saat ye ziada mushkil hota ha
        • #19 Collapse

          ji bilkul dear mai ap ki bat se agree karta ho ke forex trading mai hame apna time waste nahi karna chahiye aghar ap ka koi friend trading karta hai to ap us se guaid le take ap ko pata chale ke forex par trading kese karte hai .........
          • #20 Collapse

            Forex trading mai jitnay bhi new members hain mai sb ko aik mashwara doonga kay forex trading mai mehnat kia kro agr aap forex mai hard work kr kay learn krtay ho tb hi aap forex mai earn kr sktay ho.
             
            • #21 Collapse

              Assalam o alikum everyone forex trade main wo shaks kamyba hai jo apny senior or teacher sy forex ki guide line ly kar us ky mutabik kam karta hai or forum main bhe thread ky zarua apny senior sy madat ly sakty hai or tbhe wo ache earning bhe kar sakty hai.
              • #22 Collapse

                new member kon ha aur isko jab shru me koi pareshani nahe hote? agar app log is me ka karne ke leye ate hain tu unko shru me bohat zaida pershani hote ha lakin badd me wo is me kam kar ke ade ho jate ha aur unko koi parshani nahe hte
                • #23 Collapse

                  ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may jo new member hay un ko chahiye kay kisi teacher say forex seekhay kyu kay ager aap is ko khud seekhnay ki koshish karo gay to aap ko bohat zyada time lag jaye ga.
                  • #24 Collapse

                    jo log forex trading ke business mien new hien un ko chahye ke vo pehle demo account par posting kar ke bonus banien or phir us bonus sey trading seekh kar appne real account par trading start karien
                    • #25 Collapse

                      yes apne sahi kaha hay newbies ko hargiz ius ko mazaak main na lain is ko hamesha wo seriou ho kar karen agar unhun ne yahan pay kamyab hona hay to serious ho kar is ko karna hoga tabhi wo is ko sahi trah se kar sakte hain.
                      • #26 Collapse

                        Trading kay liay jo sab say acha kam hy wo trading ko sekhna hy ager aap trading ko sekhnain gay nahain to aap achi trading nahai kerain gay aor ziada ter is main nuksaan hi othatay rahain gay is liay aap kisi achay trader ko apna teacher bana ker os say trading sekhain to ye aap ki trading kay liay acha ho ga.
                        • #27 Collapse

                          jo bhi new member hoty hy un ko is my bhot sari problam ka samna karna parta hy our un ko is my bhot mushkil ati hy who kuch to dil laga lyty hy our kuch kuch taime my hi is ko chor dyty hy our is trha nai akrna chaiya mhnat karni chaiya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Yes my dear friends forex market main new forex traders ko market ko easy nai lena chahiye. kiyun ke forex main real trading karne or profit earn karne ke liye forex ki learning bohat zaori ha.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X