Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?
    Jab ham real account main trading kartay hain to ham ko sab say pehlay market ki movement ko dekhtay howay trend ko dekhna hota hay aor phir osi trend kay hisab say buy ya sell ki trade open karna hoti hay example kay tor par market up move kar rahi hay to trend bhi up ka ho ga aor ham trade buy ki lagayin gay aor agar down ho rahi ho gi to trend bhi down ho ga aor ham sell ki trade lagayin gay maira ap say sawal hay k jab trend change ho raha hota hay to ham ko kaisay pata chalta hay k ab trend change ho raha hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

    Jab Trend ke against Ho Jaaye to usko hatane pata chal jata hai Jab Koi News Aap dekhte hain ki news ki vajah se bahut Sare train jo hai change ho Jaate Hain To AAP news Hamesha follow Karte Rahen ki news time Jab Bhi Ho aap usmein Uske data ko Najar mein rakhen agar aap dekhte hain ki market ka trend aapke Siva mein hai to aap usko continue Rakhe apni train ko close na Karen Agar loss Mein jaati aapki lady aapke gas ho jata hai market ka train to aap usko stop-loss lagakar change kar sakte hain ya apni friend ko Roj kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

      hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey hamy news ko watch kar ky kam karna chahey hamy news ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey hum is man aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy pahly posts karne chahe or bad main threads karny chahey ta ky acha bonus hasil ho
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

        aapane bahut hi achcha question nahin kiya hai catering karne ke dauran train change hone ke liye hamen kaun sa signal hota hai jo hamen yah baat batata hai ki abhi train change hone wala hai to iske liye agar aap candlestick pattern ko jaj karen to usmein aap ko pata chalega ki bahut sari candles aisi hain jaise dragonfly candle yah reversal hammer aisi candles hai jo hamen print ke reversal ka sign deti hain lekin vah bhi hundred percent confirmation nahin hoti hai lekin unse aapko itna pata chal jata hai ki market abhi reverse aane wali hai to aap is Neha se per apne aap ko ya apni trade ko adjust kar sakte hain
        👍 ​Ayesha-Malik 👍
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

          is forum main trend ko use ekar k hi hum achy say trader ban sakty hain aur forum main kisi bi waqt trader ban sakty hain but hamain forum main learn ka rk hi hum achi trader ban sakty hain aur forum main ghr main bi beth k hi hum achi earning karny k kabil ho sakty hain au foruum main sooch samjh k hi hum achi earning kar k h hum sucess hho sakty hain ta k earn karien gay
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

            Jab Ham continously trend ko understand karenge tab main trend ke aap yaadon Ka pata chalega aap send friend mein bhi a sakte hain Jo Ham humne analysis kiya hai vah galat ho sakta hai lekin 99% hamen aisa analysis karna chahie Jo hamare liye bahut jyada profit Ho analysis ka matlab yah hai ki Ham pahle hi dekhen Jo currency ki trade hai vah previously kis point per Gai thi FIR hamen pata chalega ki itne points hi across kar chuki aur iska next margin kahan par jakar staff karega tu feria mein pata chalta hai Ki humne aage wali Jo aane wali trendline hai vah kis point
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
              Jab ham real account main trading kartay hain to ham ko sab say pehlay market ki movement ko dekhtay howay trend ko dekhna hota hay aor phir osi trend kay hisab say buy ya sell ki trade open karna hoti hay example kay tor par market up move kar rahi hay to trend bhi up ka ho ga aor ham trade buy ki lagayin gay aor agar down ho rahi ho gi to trend bhi down ho ga aor ham sell ki trade lagayin gay maira ap say sawal hay k jab trend change ho raha hota hay to ham ko kaisay pata chalta hay k ab trend change ho raha hay?
              ji haan asi he baat hai hamin tredend ka pata asy he ho ga aur trend ka pta b asy he lagy ga aur jis ko markeet k trend ka pata hota hai wo kabi nakam nai hota hai
              :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

                ager ya her kisi ko mpata hota tu kisi bhi trader ko loss na hota market per koi trust nhi ker sakta k ya ab sell trend ya phir buy trend main move kary gi asa kisi ko bhi malom nhi hota hum tu new traders han expert traders bhi is bat ko nhi janty k ab ya pair kis taraf move kerny wala ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                  Jab ham real account main trading kartay hain to ham ko sab say pehlay market ki movement ko dekhtay howay trend ko dekhna hota hay aor phir osi trend kay hisab say buy ya sell ki trade open karna hoti hay example kay tor par market up move kar rahi hay to trend bhi up ka ho ga aor ham trade buy ki lagayin gay aor agar down ho rahi ho gi to trend bhi down ho ga aor ham sell ki trade lagayin gay maira ap say sawal hay k jab trend change ho raha hota hay to ham ko kaisay pata chalta hay k ab trend change ho raha hay?
                  Dear aapane bahut hi acchi post Hamare Sath share ki hai aur aapane bahut acchi information Sare junior members ke liye Di Hai Jab Ham trading kar rahe hote hain to sometime trading karne ke sath sath market ka trend change ho jata Hai Jiski wajah se Hamari trading Humko bahut jyada nuksan bhi de sakti hai isko judge karne ke liye hammer Humko Hamesha candlestick uski information Hasil Karni chahie ki candlestick Humko Iske bare mein indication deti rahti hain aur Humko Badalti rahti Hain Ki market Katra Nawab change hone wala hai agar Ham candlestick Ko properly samajh sakte hain to Humko market ke trend change hone Ka Pata Chal jata hai aur Jaise hi market ka train change Hota Hai Uske bad Ek conformational candlestick Banti Hai Jo Humko is baat ki Assurance De deti hai ki market ka trend reversal Hone Laga Hai To Ham use time per II apni trading acchi bana sakte hain Jab support and resistance level Breakout hote hain to Uske bad bhi market ka trade change ho jata hai agar Ham properly support and resistance level ki calculation karne ki position Mein Honge To Ham isko acche tarike se jaj bhi kar sakte hain ki market cut rent kab aur kaise change ho raha hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

                    markete kabhi bhi back move kar sakty hn ye sirf aur sirf experience sy hi pta chal sakta hy is lye hamein ismianmehant karny chaye au rpher ziada sy ziada work karny ki kohsihs karny chaye jis sy pher kafi ziada fiada hoskta hy so hamien is mian mehant karny chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakta hy aru hamein ism ian mehant karny chayejis sy pher kafi ziada fiada aur pher hamei ismian ik achy eanring bhi hosakty y jis sy pher kafiz iada fiada hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

                      Trading ke dauran trend change hota rahata hai isliye Hamen market ke trend ko dekhne aur samajhne ki koshish Karni chahie Taki Ham acche tarike se trading ka second trading rules to follow karna bahut jyada Jaruri hota hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham Apne kam ko acche tarike se Karen samajhdari ke sath Karen Taki ham log se bachayen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kay doran trend kay change honay ka hamain kaisay pata chalta hay?

                        dear Forex member job ham Forex trading kar rahe hote hain to trading ke dauran market Apna trend tabdeel karti hai to market ke trend ko samajhne ke liye hamare pass support aur resistance ke bare mein maloomat honi chahie tabhi Hamen market ke Trend ke bare mein Maloom Hota Rahega aur job market resistance point per Hogi to market Apna trend tabdeel karegi aur tabhi Hamen apni trade ko close kar dena chahie.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X