Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....
    Assalamu Alaikum ji han tu Trading m loss huny ki briii wjaa kiaa hy friends ??????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

    trading mein loss ki sabse badi wajah lack of knowledge and experience haitrading mein jab aapka experience and knowledge achcha nahin hota aur aap hi trading bhi acchi nahin hoti to aapko loss hota hai aapane apni trading Mila usko kam karna adding achcha karna hai to kaam ko achcha karna kam ko share karne ke liye aapne har roj kam karna aur trading co perfect banana hai ya kam aapke liye yojana ki bhej bhi achcha hona chahie tab jakar aapke trading mein loss kam hoga rapid reading acchi hogi sham ko achcha karna aur kam ki abilities to improve karna aapke liye lazmi hota hai Kahan ko achcha Karen aur chijon ko main karenge aapke liye perfect hone ke result hai aur aapane kabhi bhi jawab nahintrading mein jab aapka experience and knowledge achcha nahin hota aur aapki trading bhi acchi nahin hoti to aapko loss hota hai aapane apni trading Mila usko kam karna hai aur trading achcha karna hai to kaam ko achcha karna kam ko acha karne ke liye aapne har roj kam karna aur trading co perfect banana hai ya kam aapke liye yojana ki bhej bhi achcha hona chahie tab jakar aapke trading mein loss kam hoga rapid reading acchi hogi sham ko achcha karna aur kam ki abilities to improve karna aapke liye lazmi hota hai Kahan ko achcha Karen aur chijon ko main karenge aapke liye perfect hone ke result hai aur aapane kabhi bhi jawab nahin karna
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

      dear friend forex trading mn loss honay ki waisay to bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn loss ki main waja jald bazi aur ziada profit ka lalach hota ha keun k jo log profit k lalach mn baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi krtay hn to ziada tr unki trades loss mn he jati hn
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

        Dear brother forex trading men loss tu business ka hissa hey iss liay her kisi ko loss ho jata hey iss liay jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh aksar loss uthatay hen kiun k iss men agar trade kam profit dey rahi hoti hey tu jo log ziyada profit k lalach men trade ko close nhi kartay tu trend change honay pe bara loss ho jata hey aur kam profit se bhi haath dho bethtay hen
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Aliajatt پيغام ديکھيے
          Assalamu Alaikum ji han tu Trading m loss huny ki briii wjaa kiaa hy friends ??????
          Forex trading in the loss on a Ki Sabse Badi Bajar yah hai ki Hamara Forex trading ke rules ko follow na karna aur big profit ke lalach Mein Aakar Bada lot size ka istemal karna aur without analysis Forex Mein tried Lagana Agar Ham Forex Mein money management Gopala Nahin karte hain analysis Nahin karte hain trade Lagane Mein jaldbaji Karte Hain To Ham kabhi bhi Forex trading se ek Achcha profit Hasil nahin kar sakte Agar Hamen Forex trading se ek Achcha profit Hasil Karna Hai To Hamen Forex kar diya tha Se Zyada knowledge Hasil karna hoga aur money management ke sath Forex trading ke andar Hamen tragopan karna hoga without knowledge Ham Forex Mein success Nahin ho sakte
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

            Dear brother Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein bahut sari Aisi reasons Hoti Hai Jiski wajah se aapko nuksan ho sakta hai unme se kuch important reasons main aapke Samne indicate kar deta hun agar aap in reason se avoid Karenge to aapko Jyada nuksan hone ki chances Nahin ho sakte in situation main aapko bahut careful Rahana Hoga isase aapka account se fresh sakta hai aur aapko nuksan bhi nahin hoga.

            sabse pahle aapko Forex trading Mein overtrading Nahin Karni chahie aur Jaise Hi Ek trade aap open karte hain usko reasonable profit Mein close karne ke bad aapko withdrawal Le Lena chahie aur kabhi bhi use time per second trade Nahin Karni chahie agar aap ek Din Mein Apna target pura kar lete hain to use Jyada kabhi bhi trading na Karen.

            Iske sath sath aapko money management ke rules and regulations ke mutabik apni lot size ki selection Karni chahie agar aap lot size Kisi lekin Jyada karte hain to ismein bhi aapki account Ko nuksan Hone ka chance ho sakta hai jisse aapka account safe Nahin hota agar Apne account ko safe Rakhna Chahte Hain To money management ke rules and regulations to follow karte ho Yahi Forex trading Mein Apna target achieved Karen.

            Sabse important factor hai Hamesha rules and regulations Ke mutabik Apna Kam Kiya Karen Agar rules and regulations to follow Nahin Karte Hain To aap ke account ko bahut jyada nuksan ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

              Yes dear forex mein loss hone Ki Sabse Badi vajah Hamara lalach Mein a jana hai aur Bhager sochay samjhe or bagher planning ke kam karna Hamen loss ki taraf Le jata hai isliye Hamen Loss se bachne ke liye sabse pahle learning experience Hasil karna hoga aur uske bad market ka analyses Karke market ki trendline ko Samajh Kar trade Lagana Hogi aur iske sath sath Ham kam stop loss Laga kar kam karna hoga Jab ham zaeda stoploss Lagate Hain To Hamara account wash hone ka Khatra hota hai isliye Hamen ful strategi ke sath kam karna hoga ISI Tarah Ham market mein kamyaab ho sakty hein or achi earning kar sakty hein..
              • #8 Collapse

                Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

                trading Mein loss hone ki Badi vajah yah hai ki aap movement ko check kiye bagair trade kar dete Hain Jiski vajah se aap bahut jyada last Mein Chale Jaate Hain aapko chahie ki pahle aap movement ko check Karen aur uske bad use per trade Karen isase aapko loss Kabhi Nahin hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

                  Assalamualaikum members forex mein loss hone ki vajah yah hai hai ki ham jyada se jyada information nahin lete aur na hi hi apne senior se help lete Hain aur na hi trading ke bare mein practice karte Hain aur na hi ham market analysis karte Hain hamen chahie Ham sab ine chijon per focus Karen aur jyada se jyada mehnat Karen jab ham mehnat karna chor dete Hain to fir hamen loss hota hai
                  ​Amir-Akram
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

                    Trading me lose ki sb se bari wajha meri nazr me experience aur focus ka na hona hai jab bi trade kry market ka mukamal analysis kr ly next trend kia hai ausy jan le to tab hi ap nuksan se bach sakty hai agr aap aik ache annalysar hai aur har cheaz pe ap ki pori nazr hai seniars ki help lety hai soch smjh k trade krty hai to loose ki chances kma reh jaty hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

                      trading mein loss ki sabse badi wajah lack of knowledge and revel in haitrading mein jab aapka experience and understanding achcha nahin hota aur aap hi buying and selling bhi acchi nahin hoti to aapko loss hota hai aapane apni trading Mila usko kam karna including achcha karna hai to kaam ko achcha karna kam ko share karne ke liye aapne har roj kam karna aur buying and selling co best banana hai ya kam aapke liye yojana ki bhej bhi achcha hona chahie tab jakar aapke trading mein loss kam hoga fast studying acchi hogi sham ko achcha karna aur kam ki abilties to enhance karna aapke liye lazmi hota hai Kahan ko achcha Karen aur chijon ko major karenge aapke liye best hone ke end result hai aur aapane kabhi bhi jawab nahintrading mein jab aapka enjoy and information achcha nahin hota aur aapki buying and selling bhi acchi nahin hoti to aapko loss hota hai aapane apni trading Mila usko kam karna hai aur buying and selling achcha karna hai to kaam ko achcha karna kam ko acha karne ke liye aapne har roj kam karna aur buying and selling co best banana hai ya kam aapke liye yojana ki bhej bhi achcha hona chahie tab jakar aapke buying and selling mein loss kam hoga fast studying acchi hogi sham ko achcha karna aur kam ki skills to enhance karna aapke liye lazmi hota hai Kahan ko achcha Karen aur chijon ko predominant karenge aapke liye best hone ke end result hai aur aapane kabhi bhi jawab nahin karna
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

                        Doston trading Mein loss hone Ki Sabse Badi vajah Ham Khud Hote Hain yani Ham over trading karte hain ya trading mein jyada lot size ka istemal Karte Hain aur trading mein lalchi ho Jaate Hain aur Achcha perfect Aane per Ham apni trade close Nahin karte yah Ham Jis trade Se Achcha profit banaa Chuke Hote Hain To Ham Dobara Vahi trade Lagate Hain aur Market ka analysis Nahin Karte Hamen kabhi bhi Aisa nahin karna chahie loss Ki Sabse Badi vajah Hamari jaldbazi yah Hamari lalach ho sakta hai lekin Agar Ham Apne kam ko rules ke mutabik Karen aur experience se Karen aur apne kam Mein Sabar Karen To Hamen kabhi bhi loss Nahin Hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

                          Aslam o alaikum
                          May umeaid krta hun k ap Tamam Forex member khariyat sy ho gay Aor apna kam time par kar rhy ho gy trading Me lose ki sabse badi wajah aapki jaldbazi aur laalach hai hai agar aap Forex form Par trading karte waqt bahut jaldbazi karenge aur lalach karenge to aapko nuksan hi hoga isiliye aap Tamam Forex member ko trading karte waqt laalach aur jaldbaji bilkul nahin karni chahie Taki ek acchi profit earning kar saken aur nuksan bilkul Na Ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilawarkhan4580 پيغام ديکھيے
                            Aslam o alaikum
                            May umeaid krta hun k ap Tamam Forex member khariyat sy ho gay Aor apna kam time par kar rhy ho gy trading Me lose ki sabse badi wajah aapki jaldbazi aur laalach hai hai agar aap Forex form Par trading karte waqt bahut jaldbazi karenge aur lalach karenge to aapko nuksan hi hoga isiliye aap Tamam Forex member ko trading karte waqt laalach aur jaldbaji bilkul nahin karni chahie Taki ek acchi profit earning kar saken aur nuksan bilkul Na Ho
                            Janab lalach tab ati hai. jab ap kay pas experience na ho. ap ka experience jab tak zaida hoga us kadar ap ki performance zaida hoti jaye gi. ap jab tak short cut ki taraf ayain gy tu ap ko lalach or bari lot laga kar ya phir extra useless trade open karna parain gi. esleye in sy dour rahain or ap apni learning or practice pay zaida focus karain. es sy ap asani sy apni trade ko behtar kar saktay hain. esleye jis kadar ap short ways ko dour karain gy us kadar ap achi earning kar sakain gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Mein loss hone ki bari vajah kya hai....

                              Dear trading mn loss ki sab sy bari waja experience a na hona hy agar experience ky baghar trading ki jy gi to losss he hoga loss over confidence low strategy na hony ki waja sy hota hy.jab aapka experience and knowledge achcha nahin hota aur aapki trading bhi acchi nahin hoti to aapko loss hota hai aapane apni trading Mila usko kam karna hai aur trading achcha karna hai to kaam ko achcha karna hoga matlab trade sekhni hogi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X