Forex trading mein agar hum loss se bachna chahty hain to humein chahiye keh hum aik proper money management ky sath he trading karin agar hum money management ko ignore karty hain aur apne account capital se bhi zayada ka lot size use karty hain to humein zayaada loss hota hy aur humara account bhi wash ho sakta hy es liye humein chahiye keh hum forex trading karty howe humesha se apne account ky miutabiq he lot size estimal karin takeh hum humein zayada loss na ho aur humara account bhi save rahy aur hum ache aur safe trading kar ky es mein kmayab hon saken forex trading mein humein loss tabhe hota hy jab hum lalach karty hain aur money management ko ignore karty hain es liye humein lalach se avoid karna chahiye aur aik proper money management ky sath he trading karne chahiye tabhe hum forex trading karty howe loss se bach sakty hain aur acha profit gain kar sakty hain thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим