Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit honay pr overconfident ni hona chahiye
    Assalamu Alaikum dear Forex members hope you all are fine Forex trading karte waqt Hamen loss or profit donon hi ho sakte hain isliye Hamen donon se deal karna Aana chahie Agar Hamen profit Hua Hai To Hamen excited hokar nextrade Nahin Lagana chahie aur Hamen overconfident Nahin Hona chahie isase Hamen bahut nuksan hota hai Aksar Logon Ko Dekha Hai Ki unhen Jab profit hota hai to vah excited hokar lalach Mein Aakar jaldbazi Mein nextrade Laga Dete Hain Aur Is Tarah Unka nuksan Hota Hai Aur Unka account bhi band ho sakta hai aisa nahin karna chahie Bal Ke Jab profit Ho To Hamen skoon se kam karna chahie excited Nahin Hona chahie apne aap ko composed Rakh kar kam Karen Apne motions ko control mein rakhen aur Market ki situation Ko Dekhkar Hathon se apne trade ki analysis Karke aur sev Karke trade lagaen Taki Hamari trait Kamyab Jaaye aur ham acchi earning kar sake isliye kabhi bhi overconfident hokar kam na Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NidaShaukat پيغام ديکھيے

    Dear hamen chahie ke profit or loss donon Surat mein Khud per control hona chahie kyunki ek business Hain Ham Yahan per profit bhi kar sakte hain aur loss bhi kar sakte hain profit ki Surat mein hamen overconfident Nahin hona chahie aur Khud ko control mein rakhna chahie aur soch samajh Kar Aage badhana chahie aur trading Karni chahie Is Tarah ka hamen loss bhi ho jata hai tab bhi hamen Khud per control rakhna chahie aur emotional Nahin hona chahie aur ham Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie jiske Liye hamen aur bhi jyada mehnat ki jarurat Hogi ISI Tarah se Hi Ham apne aap ko best raider banaa sakte hain aur aage jakar Ham kamyabi se earning kar sakte hain.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

      Agar Ham market Mein quality wala kam karte hain aur acche trading Karte Hain To Hamen profit Milta Hai profit milane per Hamen Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie aur Hamen overconfidence mein nahin aana chahie market mein agar Ham confidence ke sath kam Karte Hain To Hamen kamyabi Jarur mil Jayegi Hamen market mein mehnat se aur Lagane se kam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

        Ji han dosto aapane bilkul sahi baat ki hai loss or profit is business ka hissa hai hamen ismein hamesha samajhdar se kam karna hoga aur hamen profit hone per overconfident Nahin Hona chahie kyunki hamen Apne Na samjhe ki vajah se Kabhi Kabhi last bhi ho sakta hai isliye hamen chahie kam apni mehnat per focus Karen aur jitna mumkin Ho koshish ho sake Dil lagakar best working Karen aur apni quality per focus Karen
        • #5 Collapse

          Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

          Walekum assalam yes dear friend you are right I agree with you profit hone per Hamen overconfident Nahin Hona chahie Forex trading aik aisa platform Ae Jahan profit or loss donon hi ho sakte hain Agar Hamen profit Ho Gaya Hai To Hamen overconfidency show Nahin Karni chahie overconfident hokar trade Nahin Lagani chahie Is Tarah Ham lost ki tarah Ja sakte hain Hamen chahie k agr hmy profit ho gaya hai to b hmam apni mehnt ko Jari rakhen ta k next is Se Bhi Jyada profit Lekar acchi earning kar saky
          • #6 Collapse

            Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

            Yes dear members ap ny ye bat sahi ki hy jab hum forex me profit hasil karty hain to humy overconfident kabi nai hona chaye agr hum overconfident hoty hain to hum kabi b kamyabi hasil nai kar sakhty humy agr profit ho to humy mazeed learning karni chaye ta k hum acha bonus hasil kar sakhty jitna zyda hum knowledge hasil krty hain uthna zyda humy profitable ban sakhty hain
            • #7 Collapse

              Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NidaShaukat پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum dear Forex members hope you all are fine Forex trading karte waqt Hamen loss or profit donon hi ho sakte hain isliye Hamen donon se deal karna Aana chahie Agar Hamen profit Hua Hai To Hamen excited hokar nextrade Nahin Lagana chahie aur Hamen overconfident Nahin Hona chahie isase Hamen bahut nuksan hota hai Aksar Logon Ko Dekha Hai Ki unhen Jab profit hota hai to vah excited hokar lalach Mein Aakar jaldbazi Mein nextrade Laga Dete Hain Aur Is Tarah Unka nuksan Hota Hai Aur Unka account bhi band ho sakta hai aisa nahin karna chahie Bal Ke Jab profit Ho To Hamen skoon se kam karna chahie excited Nahin Hona chahie apne aap ko composed Rakh kar kam Karen Apne motions ko control mein rakhen aur Market ki situation Ko Dekhkar Hathon se apne trade ki analysis Karke aur sev Karke trade lagaen Taki Hamari trait Kamyab Jaaye aur ham acchi earning kar sake isliye kabhi bhi overconfident hokar kam na Karen
              yes dear is market Mein profit hone per overconfidence kabhi bhi nahin hona chahie agar aap is market mein overconfidence ho jaate Hain to aap is market mein nuksan ho jata hai jo tradus market Mein kaam karti hui profit hasal kar de Hain uske bad agar aur confidence Ho jaate Hain to vah is market mein aisi mistakes kar dete Hain din se unko nuksan ho jata hai aapko chahie ka office market Mein discipline ke sath kam karte rahen agar aap is market mein main planning karke kam karte rahenge to aapko ismein kamyabi mil jaati hai Jo status market mein achcha Kam nahin karte unko itna jyada fayda nahin hota aapko check office market Mein mehnat karte hain Taki aapko achcha result milta Rahe.
              • #8 Collapse

                Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

                G dear ap ki baat bilkul sahi hai k profit hasil krny k bd hmy overconfident no hona cheye blky hmy phly Sy zada mehnt kr k apna profit or bi brhany ki koshish karni chahieKe Jab profit Ho To Hamen skoon se kam karna chahie excited Nahin Hona chahie apne aap ko composed Rakh kar kam Karen Apne motions ko control mein rakhen aur Market ki situation Ko Dekhkar Hathon se apne trade ki analysis Karke aur sev Karke trade lagaen TB hi hmy acha profit ho ga otherwise hmy loss ho ga agr hm ny overconfident ho k ghalat trade lga di to
                • #9 Collapse

                  Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

                  Aksar okaat forex main ya phir zindagi kay kisi bhi shobey Main overconfident hona hmare liye nuksan ka sabab banta hai, ye hmare aane wale faide ko bhi khat kr deta hai or hmein loss ka samna krna parta hai, forex mn bhi isi trah hi overconfident nhi hona chahiye balke mehnat or market ke mutabik trade krni chahiye, agr hmein trade main proft hota hai tu us pr ziada overconfident hoke dubara aise trade nhi krni chahiye jo ke apke profit ko bhi khatam krde or ulta loss ka sabab bane, sabse pehle forex ke bare mn knowledge hasil krein or achi trah smjhne ke baad isme trade krein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

                    Profit hone ke bad overconfident mutton over smart mat phone yah aapko Hamesha nuksan dega aur bahut jyada nuksan Dekha Hamesha koshish karen ke aap pahle ki agar Apne 4 red open karni hai to apna 4 trade open karne ka time Rahane Ki Main 4 trade open karni hai aur kis time per karni hai aur kitni der mein kitni der open Rakhe main use profit Le sakta hun Amrit Bani Usi timeframe ke andar Usi time ke andar aapane utna profit lena hai aur uske bad usko close kar le agar aap aur Jyada trade karna chahte hain to Fir aap apna knowledge aur analysis Badha Le agar aap is knowledge or analysis Ko Nahin bataenge aur aap Uske bagair kam Karenge aur over smart hone koshish Karenge Jeet main open Kiya trade se main Kamal mein ek din ke andar agar agar main point open karo to Mera account ho jaega itna din Mein profit Karva Lunga aur mein banata Chala Jaunga Nahin Aisa Nahin Hota Hai take time tak aapke favour Mein hoti hai ek time ke bad vah ke favour Mein Aana Chhod deti hai aap Jaise Jaise sochte jaaoge vaise vaise market Chalti Chali Jayegi lekin Agar market Mein a Gaya to Fir aapka Ho Jaega To aap koshish karen Karen Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

                      Bilkul Forex trading mein aapko chahie k over confidence kbi na ho Agar aapko Achcha bonus Milta Hai To aapko chahie aur mehnat Karen dusron ki help Karen agar aap overconfident hote hain to aapko kabhi bhi fayda nahin ho isliye Forex trading mein aap chahie jyada to Jyada mehnat Karen jisse aapko Achcha bonus milega Jab Bhi trading karen to aapko chahie market ki situation Ko Dekhkar chaly
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

                        Market ke andar Jis market ham log kam karna start kar dete Hain To Ham Logon Ko acha profit Milana shuru ho jata hai use profit ko increase karne ke liye ham log hardworking Karni Hoti Hai jitni maximum ham log hardworking Karenge Hamare liye fayda Hona shuru ho jaega koshish karen self-analysis ke upar focus Karke kam karna start kar diya aap log market ke andar acche se perform kar Payenge Chitra performance level aap logon ka increase ho jaega aap Logon ke liye ek kam karna Aasan ho jaega profit Aana shuru ho jaega apni kam ki quality ke upar focus Karen aur daily basis per Achcha kam karte rahenge to aap Logon Ko Achcha fayda Hona shuru ho jaega sometimes ham log overconfident Ho Jaate Hain Jiski vajah se Ham Logon Ko loss Hona shuru ho jata hai Hamen Aisa kabhi bhi nahin karna chahie Hamesha confident ke sath kam karna chahie
                        When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                        :)
                        (AbdulWahab33)
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

                          W.slam dear forex members overconfident humesha insan ko marva deti ha balance zarori ha apne jazbat ko bi balance me rahkeh ye cheze trading pe asar karti ha trading k liye zarori ha k hum jazbat me ake koi ghlt step na le soch samjh kar trade lagae aur candlestick ko samjeh understand kare jab humy profit hota ha to jazbat me ake overconfident hoty ha jaldi karty ha aur lalch karty ha k apko aur zada profit ho per ye ese steps apki trading ko loss me laa sakti ha aur apko nuqsan bi hosakta ha is liye focous kare aur analys kare apne confidence ko balance me lake trade lagae
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

                            G hy bilkul thk kha hy hm profit hona par overconfidence nhi hona chya blky bht hi soch semjh kr konwldg or experience sa achy qulit ka kam krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit bh hsil kr saky ga jitni mhynt sa achy qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit honay pr overconfident ni hona chahiye

                              Forex contributors hope you all are high-quality Forex buying and selling karte waqt Hamen loss or income donon hello ho sakte hain isliye Hamen donon se deal karna Aana chahie Agar Hamen income Hua Hai To Hamen excited hokar nextrade Nahin Lagana chahie aur Hamen overconfident Nahin Hona chahie isase Hamen bahut nuksan hota hai Aksar Logon Ko Dekha Hai Ki unhen Jab earnings hota hai to vah excited hokar lalach Mein Aakar jaldbazi Mein nextrade Laga Dete Hain Aur Is Tarah Unka nuksan Hota Hai Aur Unka account bhi band ho sakta hai aisa nahin karna chahie Bal Ke Jab earnings Ho To Hamen skoon se kam karna chahie excited Nahin Hona chahie apne aap ko composed Rakh kar kam Karen Apne motions ko manipulate mein rakhen aur Market ki state of affairs Ko Dekhkar Hathon se apne change ki evaluation Karke aur sev Karke alternate lagaen Taki Hamari trait Kamyab Jaaye aur ham acchi incomes kar sake isliye kabhi bhi overconfident hokar kam na Karen. hamen chahie ke earnings or loss donon Surat mein Khud per manipulate hona chahie kyunki ek enterprise Hain Ham Yahan per income bhi kar sakte hain aur loss bhi kar sakte hain earnings ki Surat mein hamen overconfident Nahin hona chahie aur Khud ko manage mein rakhna chahie aur soch samajh Kar Aage badhana chahie aur buying and selling Karni chahie Is Tarah ka hamen loss bhi ho jata hai tab bhi hamen Khud per manipulate rakhna chahie aur emotional Nahin hona chahie aur ham Apne loss ko get better karne ki koshish Karni chahie jiske Liye hamen aur bhi jyada mehnat ki jarurat Hogi ISI Tarah se Hi Ham apne aap ko quality raider

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X