market sa exit kasy ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market sa exit kasy ho?
    asslam o alikum dosto main ap logo sa ye pochna chahta ho ka ham na market main entry le ab ham na market ka wait kiya trade loss main ho ya profit main lakin ham kisi bhe hal main exit to hona ha to hamen kasy patqa chaly ga ka kon sa point han jahan sa ham exit kar len kun ka market ka koi bharosa nhe hota kab kis side pa chali jaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market sa exit kasy ho?

    market main practice karni ho gi tab hi hum achy say tade karni ho gi tab hi hum run karin gay aur forum main koi bi kam kar k h ihum achy say trade karni ho gi tab hi hum run karin gay au rforum main practice kar k h ihum achy say trade karni ho gi tab hi hum trader ban sakty hain aur foruum m ain practice karni ho gi tab hi ihum sucess hon gay uar forum main practice karni ho gi tab hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum run karein gay
    • #3 Collapse

      Re: market sa exit kasy ho?

      iske liye hamare pass knowledge hona bahut jaruri hai agar hamare pass knowledge achcha hai to humko to khud samajh jaenge ki ab market mein rahane ka koi fayda nahin hai last bahut ho chuka hai market wapas nahin aaegi hamen Marg ko chhod Dena chahie isliye knowledge hasil Karen Express hasil Karen aur trade jab bhi aap open Kare to uske sath aap stop loss lazmi lagaen agar aap stop-loss lagate Hain ya take profit lagate Hain to fir aapko pareshan hone ki jarurat nahin mard bahut bahut aap ki band ho jayegi jab aapke point per market pahunchegi Jawa profit per band hogi ya FIR lost mein band hogi lekin yah donon chij lagane ka maksad yahi hai ki tab hamen samajh Na aaye Rahi Ho to hamen yah donon apply karni chahie Taki market mein jyada last Na Ho jaaye aur agar market profit mein chali jaaye to wapas last mein Na aaye jaaye to Jo prapt Mile usko for withdrawal karna chahie vate nahin karna chahie lalach nahin karni chahie Varna aapka kamaya hua profit bhi loss mein Chala jaega
      • #4 Collapse

        Re: market sa exit kasy ho?

        Hanuman market ko acche se analysis Karke kam karna hoga agar hum is main tukky laga kar kam kary gy To Hamen loss ho jaega ismein market Kaya broker ka koi bhi Kasur Nahin Hota hote hain Hamen khatm karna hoga Jab Ham kam Karte Hain To Koi mistake kar dete Hain To Hamen loss ho jata hai Hamen lost per Sabar karna hoga aur apne mista ke ko SeHi Karke kam karna Hoga Ki Nahin man run kar sakte hain yai aik aam job ke nisbat bohata ache job hai hum gar bath kar is mai kam karty hai
        • #5 Collapse

          Re: market sa exit kasy ho?

          Dear ap ka pocha gia sawal zara mushkil hy mery khial se to ap TP or SL. k zrye he market se exit kar sakty hain baqi ap ka bahut Mushkil hy mn es ka jawab ne dy sakta
          • #6 Collapse

            Re: market sa exit kasy ho?

            dear member Jab aap trade Karte Hain To fir Aap Ko Mukammal trading Karni chahie aapko market se ek dost nahin karna chahie Jab aap net Lagai Hui Hoti Hai To fir aap market et se exist nahin kar sakte liya Ja koshish karen Apne trade ko profit mn rakhin
            • #7 Collapse

              Re: market sa exit kasy ho?

              Dear ap ne Jo sawal kiya hai us k jawab mein apko main ye kehna chahon ga k forex trading mein agar ap ne profit earning karni hai tu apko chahiye k ap real account se pehly demo account par practice karyn aur ta K apko pata chal saky K is market mein kaisy entry leni hai aur kis point se leni hai ap ko analysis karny K bad he trade open karni chahiye aur support aur resistance ka khayal rakhna chahiye aur sabar se kam lena chahiye agar ap ka account balance kam hai tu apko chahiye k ap small lot k sath trading karyn aur aik he trade lagayn aur stop loss must lagayn aur ap ko agar loss ho raha ho aur ap market se exit hona chahyn tu ap aisy point se exit hon jitna loss ap recover bhi kar sakyn
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: market sa exit kasy ho?

                jab ap market main entry lete hian to ap ko wait karna parta ha or jab profit ma trade chali jaye to stop loss ko back pe laga dian. Market wapas nahin aaegi hamen Marg ko chhod Dena chahie isliye knowledge hasil Karen Express hasil Karen aur trade jab bhi aap open Kare to uske sath aap stop loss lazmi lagaen agar aap stop-loss lagate Hain ya take profit lagate Hain to fir aapko pareshan hone ki jarurat nahin mard bahut bahut aap ki band ho jayegi jab aapke point per market pahunchegi Jawa profit per band hogi ya lost mein band hogi lekin yah donon chij lagane ka maksad yahi hai ki tab hamen samajh Na aaye Rahi Ho to hamen yah donon apply karni chahie Taki market mein jyada loss na ho jaye is lye bohat hi dayan se trading karian.

                اب آن لائن

                Working...
                X