Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai
    Jaiza: jab ham kisi pair main trade open kerty hain tou bar bar ham thory thory profit main trade close kerty huey acha profit bana lety hain agar trade execution time minimum Ho lekin agar trade execution time jis terha bonus account sy trade kerty huey five minutes hai tou aksar trade open kerty hi hamain kuch profit hasil ho raha hota hai lekin hamain trade close kerny ky liay five minutes ka wait kerna perta hai aur market dobara loss main chalna shoru ker deti hai isliay trade execution time hamari trade ko bahot zyada effect kerta hai ky Jitna kam ho utna hi hamary liay behter hai ky ham bat bar trades profit main close kerty huey acha profit bana sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

    G han dear ye bat tu ap ki theak hai kiyu kay aj kal tu market mai aiknrule aur bhi a gaya hai kay ap ka trade jitna zayda days open rhata hai us mai per day kay hisab say cut hota hai matlab kay ap pay tex parta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kosesh kiya karain kay ap ka trade usi time pay end ho jaye ya kam say kam us day mai he ap apna trade close kar dain kiyu kay aisa karnye mai he ap ki bhalai aur faida hai jub kay nay kam acha karna hai tubap ka kam hai kay ap rule kay hosab say kam karain aur ap es mai kosesh karain kay acha kam kartye rhsin ts kay ap ka kam hamesha he better ho jata hai tu better kam wo he hota hai jo kam ap soch samjh kay aur daikh kay kartye hain aur jis mai ap ko yaqeen hota hai kay market mai ap ka faida ho jaye ga tu ap kam usi hisab say kartye hain tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu acha kam karna hai tu ap es mai dil laga kay acha kam kartye rhainaur ap ki kosesh ye he ho kay profit ager kam bhi hai tu ap usi time pay he trade ko close kar dain kiyu kay profit kam bhi hai tu hai tu ap ka profit he na ap mahnet aur lagan kay sath kam kartye rhain ta kay ap ka profit aik na aik time pay zayda ho he jata hai air ap es mai jitni zayda mahnet kay sath kam kartye hain an ap ka atna he zayda faida hai tu hamesha dil laga kay kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai kabhi mahnet say hat kay kam na karain kiyu kay mahnet kay sath kam karna ainthai zaroori hao bina mahnet kay insan kuch bhi nhi hai jub kay forex mai ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai sirf mahnet kay sath kam karain jaldi mai ap kam na karain tu better hai per ap mahnet aur lagan kay sath acha kam kay sath ap ka kam kafi had tak acha ho jata hai jis kay bad ap es mai kamyab bhi ho katye hain aik acha trader hamesha kosesh karta hai kay wo apna kam mahnet aur lagan kay sath karye aur wo hamesha wo kam karta hai jis mai us ka faida ho jata hai tu zaroori kam mahnet hai
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

      Dear aapane Jo information share ki hai main aapki baat se agree karta hun lekin main isliye Sath Sath Kuchh chijen add karna chahta hun Jin Se aapki information mein ijaafa ho sakta hai aur vah chijen aap apni trading Mein apply Karke benefits Hasil kar sakte hain.

      Aapane Jo trade execution time ke bare mein information share Ki Hai yah Hamesha scalping ke liye bahut important Hoti Hai Kyunki Jab Bhi aap scalping karte hain to usmein aap 1 point per trade Lagate Hain To Thodi hi der mein aap usko close kar dete Hain Jab market ki movement Kuchh PIP aapki favour Mein a Jaati Hai To Uske bad aap ko forun trade close karna hoti hai.

      Iske sath sath Kuchh log short-term basis per apni trading kar rahe hote hain Unka bhi Yahi purpose hota hai ki Jab bhi market Mein trade open Karte Hain To Thodi Si der ke bad hi apni trade ko close kar dete hain aur minimum profit ke sath apni trade final kar dete Hain.

      Lekin Jab Ham long term trading kar rahe hote hain to usmein rate execution time bahut jyada hota hai usmein Ham Ko Kai Din Intezar Karna Hota Hai Uske bad Ham apni trade ko close Karte Hain Jab aap long term trading karte hain to usmein Aapka account balance hi Jyada Hona chahie aur aap Hamesha minimum lot size ke sath trading Kiya Karen.

      Aapane bahut hi acchi information share Ki Hai trade execution time Ek bahut hi important factor hai Jisko Ham focus Karke apni trading ko perfect banaa sakte hain jitne bhi expert traders Hain vah Hamesha trade execution time per bahut jyada focus karte hain Kyunki agar aap is time per focus Nahin Karenge aur aap thoda sa late Ho Jaate Hain To usmein aap ko trade profit Nahin Deti aur dobara se nuksan Hona start ho jata hai isliye trade execution time per properly focus Karke apni trade ko open aur close karna chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

        Market mein agar Ham trade open karna chahte hain To Hamen sabse pahle market ki movement Ko samajhna Hoga marketing ke movement ko samajhne ke liye hamare pass experience aur knowledge hundred percent best Hona chahie Hamen market ke movement ko Samajh Kar is Mein analysis ko istemal karte hue kam karna chahie Agar Ham apni amount invest karna chahte hain To Hamen fundamental analysis ka istemal karte hue market Mein trade open Karni chahie Jo Ham Jis pair mein bhi kam karna chahte hain Hamen pahle Uske bare mein information gain Karni Hogi Hamen isliye kam karna hoga Is Tarah Ham kam Karke acchi earning Hasil per setting Ge Ham ismein night mein bhi kam kar sakte hain Agar Ham struggle Karte Hain To Hamen kam Ke Bhi Haseen Ho Jati Hai Forex Ek real business hai jo Pakistan mein bahut Teji se famous ho raha hai ismein Ham Apne Apne capital ke mutabik trade open karte hain Agar hamare pass bonus amount jyada hai to ham log San ko aasani ke sath recover kar sakte hain aur kam Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain auryaiek real business hai ismein Ham posting bhi kar sakte hain aur ham ismein trading bhi kar sakte hain Forex Ek accha business hai yah Hamen experience bhi deta hai aur Hamen behtarin bonus bhi deta hai Forex Mein Hum 24 ghante Mein Se Kisi bhi waqt ka time table select Karke kam kar sakte hain Kyunki yah business 24 ghante open hota hai ya Duniya Ka Ek vah business hai jismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham Ghar Mein Baithe iska kam kar sakte hain ya Ek international business hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

          Aoa dear members. aj kal tu market mai aiknrule aur bhi a gaya hai kay ap ka trade jitna zayda days open rhata hai us mai per day kay hisab say cut hota hai matlab kay ap pay tex parta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kosesh kiya karain kay ap ka trade usi time pay end ho jaye ya kam say kam us day mai he ap apna trade close kar dain
          Jab Ham long term trading kar rahe hote hain to usmein rate execution time bahut jyada hota hai usmein Ham Ko Kai Din Intezar Karna Hota Hai Uske bad Ham apni trade ko close Karte Hain Jab aap long term trading karte hain to usmein Aapka account balance hi Jyada Hona chahie aur aap Hamesha minimum lot size ke sath trading Kiya Karen.
          trade execution time Ek bahut hi important factor hai Jisko Ham focus Karke apni trading ko perfect banaa sakte hain jitne bhi expert traders Hain vah Hamesha trade execution time per bahut jyada focus karte hain Kyunki agar aap is time per focus Nahin Karenge aur aap thoda sa late Ho Jaate Hain To usmein aap ko trade profit Nahin Deti aur dobara se nuksan Hona start ho jata hai isliye trade execution time per properly focus Karke apni trade ko open aur close karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

            Salam pyary bahi ap nay bahot achi malomat faraham ki hen, aor ham sab ko aisay hen mil kar Forex ko chalana ho ga, sab log aisay he achi achi informations share karen gay to sab arken kay ilam men khatir khal izafa ho ga. Men bhi mazeed esi topic kay mutaliq kuch izafa karna chahon ga, ap jo bat Trade execution time kay baray men kar rahay hen men aismen apni raye ye dena chahon ga kay jab ham trade laganay lagen to signals ko itni bareki say dekhen kay jo time limit ki shart hay 5 panch minute to agar ham may itna time trade ko profit men aa jaynay kay bad hold karna hay to wo signals itnay mazboot hon kay hamari trade wapas loss men na aye kyn kay agar ham mukhtasar sa analysis karen gay aor trade laga len gay to shayad ye mushkil ho jaye ga kay ham 5 minute tak market men trade ko rukay rakhen aor jab exit ka time pora ho to wo trade jo munafa men hay wo wapas nuksan men baddal jaye. to dear menbers hamen chaye kay ham analysis karnay ka nizam ko mazbot tareen kar len aisi ki bina par to ham nay market men trade karni hoti hay jab tak analysis munazam ni ho ga to ham kabhi bhi forex men profit nai bana payen gay aislye sab ko yehe mashwara hay kay ham acha kam karen bahaly thora he kyn na ho magar munazam ho kay hamen nuksan na authana pary.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
              Jaiza: jab ham kisi pair main trade open kerty hain tou bar bar ham thory thory profit main trade close kerty huey acha profit bana lety hain agar trade execution time minimum Ho lekin agar trade execution time jis terha bonus account sy trade kerty huey five minutes hai tou aksar trade open kerty hi hamain kuch profit hasil ho raha hota hai lekin hamain trade close kerny ky liay five minutes ka wait kerna perta hai aur market dobara loss main chalna shoru ker deti hai isliay trade execution time hamari trade ko bahot zyada effect kerta hai ky Jitna kam ho utna hi hamary liay behter hai ky ham bat bar trades profit main close kerty huey acha profit bana sakty hain
              forex market Mein jab bhi aapane trade open karni hoti hai agar aapki trade execution mein time thoda lagta hai to aap is market Mein apni trade acchi jagah se laga sakte hain uske bad aapko is market Mein achha profit ho jata hai jo trader's market Mein trade lagate hue delay karte hain ya unki trade open hote hue time lagate hai to usmein trade sahi jagah se execute nahin hoti aapki trade agar acchi jagah se execute Ho jaati hai to aapko is market Mein achcha profit Mil jata hai trade lagane ke liye aapko is market Mein acche internet ki jarurat hoti hai Taki aap is market Mein Jo bhi tradeplace Karen vah foreign is market Mein execute Ho jaaye agar aapki trade acche level se execute Ho jaati hai to uske bad aap is market Mein achcha profit cancel kar sakte hain Jo tradus market Mein hard work karte hain unko kamyabi tab milti hai jab was market Mein achcha kam kar rahe hote hain agar aap is market Mein planning karke kam karte hain to aapko ismein kamyabi mil jaati hai Jo trader is market Mein soch samajh Kar Kam nahin karte unko kabhi bhi fayda nahin hota aap mujhe kapus market Mein apna trading plan set Karen aur uske liye hath se is market Mein kaam karte rahen is market Mein trade execute karvane ke liye aapko virtual server ki facility Di jaati hai usmein aap ko ya fayda hota hai ki aapke account per trade execute Ho jaati hai yah sarve aapko apne broker ki taraf se provide ki ja rahi hote hain kuchh trader is market Mein expert advisor use karte hain jiske liye 24 hours aapko system on rakhna padta hai agar aap bilkul server par apna account login kar dete Hain to usmein aap expert advisor aasani se use kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

                Instant execution and pending order trading
                Forex trading market men order lagane ke liye to type ki execution hi
                1. Instant execution powder
                Instant execution mein app jab order place karna chahte ho usi waqt aapka order start ho jata hai aur aapko spread ke according lost hota hai .
                2. Pending orders
                Pending orders ki further 4 types hain. Sell stop, buy stop, sell limit, buy limit
                agar hamare pass achcha internet hoga aur hamari instant execution at the spot ho jaaye aur trade close karte hue aapka server hang na karen to aapko achcha profit mil sakta hai.
                Install Forex broker ka server fast hai hang nahin hota aur aur spread slippage bhi nahin hai fix spread charge hota hai aapko pareshani nahin hai. Other brokers mein slippage hoti hai jiski vajah se maximum separate charge ho jata hai.

                Pakistan Forex forum affiliate program for trading karna aapke liye best opportunity hai. Agar aap self investment per instaforex broker se trading karte hain same rules and regulations and its need bonus account jisse aapko practis knowledge experience milta hai.
                Rules ko follow Karne wale member long time Forex trading market se fayda utha sakte hain. instant execution pending orders aapki planning per depend karta hai agar planning acchi ho aap successful ho sakte ho.
                Pending order according to technical analysis support and resistance per use kiye jaate hain

                ​Candlestick chart pattern different candles ko show karta hai candle body bearish bullish candle harmonic pattern and different candal patterns pending order use acchi prediction and hypothesis banakar stop loss aur take profit use karne ke liye best hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

                  Dear bilkul execution order hamari Har EK trade per acha impact dalta hai aur hamen is chij ko aur acche tarike se samajhna hoga aur kabhi bhi chalta hi nahin karni hogi hamen use time hi yah order set krna hoga hub market ki movement ziyadeh fast ho is time agar ham execution order ko set karenge to chance ziyadeh banege profit jub ke broker ki commission bhe ba asani se nekal jayege


                  execution order ke impact's jab Ham Koi is tarah ka lagate Hain to vah order hamara phone per chala jata hai aur baz dafa wo order hamara long term ya short term trade mein convert ho jata hai jiska impact direct hamari trade per padta hai agar hamari trade long term trade Mein convert Ho jaati Hai is order se to hamare pass balance equity jyada honi chahie kyunki hamari trade ab long term trade mein convert ho chukki hai aur aap ko to yah knowledge hoga Ki long term trade ke liye profit jyada Se jyada hona chahie tabhi hamari trade ko acchi support milegi aur baz dafa hamare trade short term trade mein convert ho jati hai jis ke liye hamen active arena bahut hi jaruri hai Ham active karke hi kam kar sakte hain tabhi Ham is field Mein kamyabi Hasil kar payenge agar is tarah ka aur is kisam ka order Ham market Mein laga dete Hain To hamen mukmmal taur per active rahana hoga aur alert rahana hoga tabhi Ham apni trade ko secure banaa payenge aur Forex Se achcha profit Hasil kar payenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

                    forex aik best business hain hum iss ai posting kar sakty hain hum is mai tradng kar sakaty hain hamy is mai market ke movement ko samj kar kam karna ho ga forex ko samjna aik din ka ka nai hain forex aik wasee business hain hum is mai agar strugle karty hain to hamy kamaybe hassial ho jy ge forex aik best business hain yai aik real business hain hum is maa apne marze sy time table bana kar kam kari sakaty hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kara sakty hain hum is mai agar kam karty howe lalch karty hain to hamy loss ho jy ga forex ik amm business jassa nahi hain hum is mai post karty hain t hamy bonus milta hain hum bonus sy real account mai trading kara saakty hain forex aik best business hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasil ho jy ge forex aik world wide business hain hum is mai agar emotional ho kar kaam karty hain to hamy nuqsan ho jaat hain yai ik famous business hain hum is mai agar kam karty howe bad feelings ko qabo mai rahkty hain to hamy kamyabe hassal hho jy ge hum is mai live kam kar sakty hain hum gar maai bat kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi hote forex aik best or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar kam karty howee market ko analyezi kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik unique business hain hum is mi musalsal strugle karty hain to hamy kamaybe hasaul hho jy ge forex aiak great karobar hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

                      Agar trade open karni hai To Hamen market ko pahle proper analyse karna chahie Hamen ismein instaforex singerpore.com broker ko select Karke trade open Karni chahie then Ham kam Karke profit Hasil kar Sakenge Forex Mein Jab Ham trade open Karte Hain To sabse pahle Server Apne charges Kahta Hai Isko Commission bhi Kaha jata hai to cmission dene ke bad Hamen market Mein trade se profit Milta Hai Ya FIR nuksan hota hai Hamen jaldbaji Mein Aakar apni trade ko close nahin karna chahie balke Hamen Sabar karna chahie aur apni trade ko profit mein aane ke liye wait karna chahie Forex Ek bahut bada business Hai Isko samajhna Aasan Kam Nahin Hai Agar Hamen market ke ab aur Market ke down ki samajh Nahin a Rahi To Hamen isko pahle samajhne ke liye experience ko vyast then best banana chahie hundred percent success Hasil karne ke liye Hamen market Mein hardworking per focus karna chahie Hamen market ke Har EK rule ke mutabik kam ka karna hoga for Ek International aur kabhi bhi khatm na hone wala business hai Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain ya Ek real business hai jo Pakistan mein bahut Teji se mashhur ho raha hai aur ek Mein Hamen ek time Mein Ek trade open Karni chahie Hamen Apne andar ke lalach ko control Mein rakhte Hue aur Hamen emotions ko Kabu Mein rakhte Hue kam karna chahie FIR hi Ham kam Karke acchi earning Hasil kar Sakenge Forex Ek real business hai jo ke Pakistan mein legal Ban chuka hai Ham Ghar Mein Baithe iska kam laptop ke mobile per ya FIR pck pe kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

                        forex marketplace Mein jab bhi aapane exchange open karni hoti hai agar aapki trade execution mein time thoda lagta hai to aap is marketplace Mein apni alternate acchi jagah se laga sakte hain uske awful aapko is market Mein achha profit ho jata hai jo trader's market Mein alternate lagate hue postpone karte hain ya unki trade open hote hue time lagate hai to usmein change sahi jagah se execute nahin hoti aapki change agar acchi jagah se execute Ho jaati hai to aapko is market Mein achcha profit Mil jata hai trade lagane ke liye aapko is marketplace Mein acche net ki jarurat hoti hai Taki aap is market Mein Jo bhi tradeplace Karen vah foreign is marketplace Mein execute Ho jaaye agar aapki alternate acche degree se execute Ho jaati hai to uske terrible aap is market Mein achcha earnings cancel kar sakte hain Jo tradus marketplace Mein difficult paintings karte hain unko kamyabi tab milti hai jab was market Mein achcha kam kar rahe hote hain agar aap is marketplace Mein planning karke kam karte hain to aapko ismein kamyabi mil jaati hai Jo dealer is market Mein soch samajh Kar Kam nahin karte unko kabhi bhi fayda nahin hota aap mujhe kapus market Mein apna buying and selling plan set Karen aur uske liye hath se is market Mein kaam karte rahen is marketplace Mein alternate execute karvane ke liye aapko virtual server ki facility Di jaati hai usmein aap ko ya fayda hota hai ki aapke account according to trade execute Ho jaati hai yah sarve aapko apne broking ki taraf se offer ki ja rahi hote hain kuchh trader is market Mein professional marketing consultant use karte hain jiske liye 24 hours aapko gadget on rakhna padta hai agar aap bilkul server par apna account login kar dete Hain to usmein aap professional marketing consultant aasani se use kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

                          Trade execution time effect .
                          Agar Ham is market ke andar koi bhi trade open Karte Hain To Hamen chahie ki Ham use trade ko open karne se pahle analysis Karen technical analysis Karen aur jab Ham Dekhen ki Hamen koi acchi entry mil rahi hai to Uske bad hi Hamen trade lagaen Jab Ham iska technical analysis karte hain to use Waqt Hamen support and resistance ko follow karte hue is market Mein trade Lagani chahie aur support aur resistant hi Hamara take profit aur stop loss Hona chahie Jab Ham trade Laga Dete Hain money management ke sath aur ek acchi plan ke sath to Uske bad FIR Ham ko ose Waqt Tak Apne trade ka wait Karen jab tak vah support ya resistant ko hit Nahin Karte Kyunki Agar vah support and resistance ko hit Karti Hai Tu Is Tarah Hamen Jyada fayda hota hai Kyun ki Agar ham technical analysis karte hain aur uske bad trade open Karte Hain To Ham Ek Achcha profit le sakte hain technically analysis ke sath humein fundamental ko bhi follow karna hota hai agar Ham is market Mein Koi trade open kar dete hain aur uske bad Koi news ki announcement hoti hai to ose time per trade execution time ko dekhty hain ki Humne kab yah trade open ki thi hai agar Hamari trade bahut jyada time se open Hai vah profit mein hai ya pher loss mein hai aur news ka time near Hai To uske liye phir Ham apni use trade ko news announcement hone se 5 ya 10 minut pahle close kar denge aur Apna loss ya profit book kar lenge to is market Mein Ham bahut jyada method ka istemal karte hue trade kar sakte hain ismein Ham long term trade bhi kar sakte hain ismein Ham scalping bhi kar sakte hain enter day trading bhi kar sakte hain Hamen jo sabse Jyada profit Milta hai aur safe profit hum hasil kar sakte hain vah ham long term trade ki madad se hasil kar sakte hain .
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Trade execution time Jitna kam ho utna behter hota hai

                            Dear brother aapane trade execution time ke bare mein bahut jyada information share ki hai aur bahut hi acchi information share ki hai iska aapko bahut fayda ho sakta hai dear brother Forex trading Mein Ham Jab koi bhi trade open Karte Hain To Hamen trade execution time ko Samne rakhkar kam karna hota hai tab hi Hamen ismein fayda ho sakta hai aur ismein bahut sari chijon ko Samne rakhkar kam karna Hota Hai.

                            Dear aap Jab Bhi trade open Karte Hain To sabse pahle aapko trade ke per milane wale spread ko dekhna hota hai aapka Agar spread kam hai to aapki bahut jald acche profit Mein trade a sakti hai to aap usko close kar sakte hain lekin aapko trade execution time ko bhi Samne rakhkar trade close karna Hogi agar aap ismein bonus account per kam kar rahe hain to aap ismein Thoda Thoda profit Lekar daily profit Achcha banaa sakte hain lekin aapko ismein trade execution time ko mind Mein Rakhna hoga.

                            dear jab Ham ismein long term trading Karte Hain To uske liye hamare pass foreign se trade close karne ka koi fayda nahin Hota isliye Hamen long term trading ke liye Ye Makad Mein acche se entrypoint Lene hote hain aur ismein acchi trading karna Hoti Hai tab hi Ham ismein long term trading kar sakte hain aur long term trading Mein trade execution time ka Kuchh Bhi Nahin ho sakta Kyunki aap ki trade automatically long time ke liye market mein open Hoti Hai long term trading ke liye aapke pass Achcha knowledge or experience hoga tab hi aap ismein survive kar sakte hain aur aapko ismein achha profit tab hi Hota Hai Jab aapke pass Achcha capital hoga.

                            Dear brother main aapko batata Chalein ke Ham Jab forex market Mein scalpers ko dekhte hain to vah market mein bahut kam Waqt Ke Liye apni trade open karte hain jisse unko Achcha profit ho jata hai vah maximum what size use karte hain aur Market Mein some pips Apne favour Mein lete hain aur apne trade close kar dete Hain unke mind Mein yah chij bilkul Bhi Nahin Hoti vote trade time execution ko bilkul bhi follow Nahin karte.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X