Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy
    Assalam o Alaikum,,,, forex ki duniyaa kay dostun ko salaam aur dairun duayen,, umeed karti hoon kay aap saab khairiat say hoon gay,, ji han forex k members is main koi shak nai aur ye azmaai hui baat hai k zaroorat say ziada khud aitmaadi insan k liye nuqsaan de hain,,, forex ki duniyaa main trading karte waqat humain kabhi bhi apni lagai hui trades par zaroorat say ziada yakeen nahi kar lena chaye kay hamari trades sirf profit main jayen gi,,, balke insaan ko har situation k liye deemaghi tor par tyaar rehna chaye aur soch samaj k trade lagani chaye kyun k ap ki zara si laparwai say apko bohat bara nuqsaan ho sakta hai,,,, isi liye trading karte hue is cheez ka khaas khayaal rkhayen, shukariya.




    Click image for larger version

Name:	forex self confidence.jpg
Views:	1
Size:	29.1 کلوبائٹ
ID:	12466234
    Last edited by ; 23-07-2020, 04:54 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

    g han dear member bilkul thk kha aqp ne hmy cofidence sy kam krna chahea lain ziada confidwnce b na ho k ap trade lga dain bgair sochy smjy or wo loss ma chali jay is liay aram sy soch smj k trade ;gayen ta k profit k chances ziada ho jain
    • #3 Collapse

      Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

      hum es main boht say confidence kay satch humian es main kam karna ho ga our hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main kamjabe hasl kar skty hain our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain our hum es main real main account bna kar hum es main kam kar skty hain our forex 1 acha business hain our forex 1 boht bra business hain
      • #4 Collapse

        Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

        Forex mn confidence ho tu yeh achi baat hy lakin aa had tk ho zyada na ho vrna yeh wrong decision lene ki reason bnta hy so always care kren aur kabhi bhi overconfident na hn agr yeh kro gy tu Barbad ho jao gy aur market sy exit ho jao gy aisa kam hi na kro kro jo tabahi ka sabab nne forex ki term and conditions ko follow krte hoe good ilum hasil kro aur usi ko hi apply krne ki kosish kro trading k dooran agr aisa kro gy maximum number tk trading blue range mn rehe gi jo k ache confidence ka ak zarya bn sakti hy agr sahii wala etmaad ho ga tu sahii rasta per hogy aur agr dosre illegal way sy develop kro gy tu yeh pershani ka sabab bne ga aur failures ki us valley ki taraf le kr jae ga jahan sy wapis ana impossible sii baat hoti hy sub kuch apne hath mn hy k trading activity ko kis direction mn le kr chalna chahte ho so better ho ga k right way ko follow kren aur wrong ko avoid kren taake trading k dooran pershani vaali condition sy bacha ja ske
        • #5 Collapse

          Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

          Je han. Forex trading ma self confidence zaruri hai but forex ma over confidence bhot khatarnak hota hai. Forex trading ma over confident wo he hotyn hain jo knowledge k bena he market ma in ho jaty hain. Forex trading ma knowledge or experience bhot matter karta hai. Jb knowledge ho to eski he to self confidence kehtyn hain.
          • #6 Collapse

            Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

            forex forum main hamain mehnat kar kay confidence gain karna hay lekin jab ham over confidence ho jaty hain forex platform main hamain ehtiyaat say kaam karna chaheye oar market main trading kay liay knowledge oar experience zaroori hay lekin hamain lalach main kabhi bhi over confidence nahi hona hay
            • #7 Collapse

              Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

              G Han BHT acha thread dia AP n Jo Banda over confident ho wo doob jata h uski ankhon k Danny Patti a jati h k me khud ab kuch kr sakta hon to is wja s wo jald bazi ka muzhra krta h aur acha khasa nuqsan uthata h so is men hmen soch smjh k qadm uthana ho ga.so Jo zrorat s Ziada confident buny ga uska loss ho Jana h so hmen Aram s aur mashwra s Chalna ho ga yhan isi men he bhtri h aur is k mutabiq rules ko follow kren
              • #8 Collapse

                Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                HeLlOooo FoReX mEmbers..........:1f61a:
                over confidence wakay hi insan ko lay dobta hay koi bhi kam ho agr ap zrort say zayad karen gain to ap ko loss main lay kay chala jay ga in first time trading i have also this problem so in result i face loss :1f630: now i set my targets and also achive profit so ap sab ko bhi yahi khu g kay daily targets set karen phr usi ko mind main rakhty hoy trade karen over trading kbhi bhi mat karen double loss hjo jay ga
                • #9 Collapse

                  Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                  Jiya aapane bilkul theek hai ki jarurat Se Jyada confidence Insan ko let hota hai Hamare andar confidence Hona chahie aur Jarur Hona chahie lekin ek limit Mein Hona chahie overconfidence Hamesha Insan Ko Na Kami ki taraf Lekar jata hai isliye Main Koi chij karna chahie kya Ham Apne confidence ko ek limit Tak use Karen Taki kamyabi Hasil kar sake aur na Kami se bachake
                  • #10 Collapse

                    Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                    ji ap theak kah rahay hain forex trading may zururat say ziada confidence insan ko bohat nuksan daita hey q kah over confidence say insan bohat ziada clerver bannay ki koshesh karta hy or aisay ye maloon nahi rehta forex market ap ki friend nahi hey ye kisi bhi waqat ye ap ki expectation kay against ho sakti hey or over confidence wala trader bohat ziada loss uthata hey ais may ais leay ap sab ko chaheye kah ziada overconfidence ho kar trade bilkul bhi na karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                      jeee han bilkul over confidance insan ko ly dobtaa hy hmain confidance work krnaa cahaye na k overconfidance sy r forex 1 acha business hain our forex 1 boht bra business h ismain hmain knowledge or experience ki binaa pr work krnaa hugaa thn hm earn kr paingy
                      • #12 Collapse

                        Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                        Ji han bilkul aapki baat theek hai main aapki baat se agree karta hun jarurat Se jyada self-confidence insan ko let hota hai isliye Hamen overconfidence Nahin hona chahie balke apne self-confidence Ko Madan najar rakhna chahie aur kam karna chahie hamara confidence achha Hoga tabhi Ham Forex Mein acchi Tarah kam karke profit Hassal kar sakte hain Hamen our confidence ko use nahin karna chahie Ham overconfidence Ko use Karenge To nuksan Hoga aur hamara account bhi wash ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                          Trading me jankb hamen kamyabi mile to is kamyabi ko maintain rakhna ek mushkil kaam hota he kamyab hone aur kamyabi ko maintain rakhne me bara difference hota he hamen kamyabi mile to trading me ehtiat ziada Karni chahie kiun k ziada earning k saath lalach ka factor bhi increase hota he agar ham greedy banege aur ziada profit ka lalach karenge to hamara profit bhi waste ho jata he is lie hamen chahie k ham profit milne par over confident na hon kamyabi ko digest Karen single day ki earning ka target pura ho to over trading se avoid Karen self confidence agar over ho jaye to ye bhi hamare capital k lie dangerous hota he hamen Jo planning banayi hoti he usi par concentrate karna zaruri hota he
                          • #14 Collapse

                            Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                            Dear friends Forex mn self belief ho tu yeh achi baat hy lakin aa had tk ho zyada na ho vrna yeh incorrect choice lene ki purpose bnta hy so usually care kren aur kabhi bhi overconfident na hn agr yeh kro gy tu Barbad ho jao gy aur market sy exit ho jao gy aisa kam hello na kro kro jo tabahi ka sabab nne foreign exchange ki time period and prerequisites ko observe krte hoe suitable ilum hasil kro aur usi ko hello practice krne ki kosish kro buying and selling ok dooran agr aisa kro gy most wide variety tk buying and selling blue vary mn rehe gi jo ok anguish self belief ka ak zarya bn sakti hy agr sahii wala etmaad ho ga tu sahii rasta per hogy aur agr dosre unlawful way sy enhance kro gy tu yeh pershani ka sabab bne ga aur screw ups ki us valley ki taraf le kr jae ga jahan sy wapis ana not possible sii baat hoti hy sub kuch apne hath mn hy ok buying and selling recreation ko kis path mn le kr chalna chahte ho so higher ho ga okay proper way ko comply with kren aur incorrect ko keep away from kren taake buying and selling okay dooran pershani vaali circumstance sy bacha ja ske agr ham apni had sy agy jaty hy tu hamye nuksan ho ga ham kahtam ho skty hy hamye sirf zarorat sy ziyda agy nhe jana chahiye is sy hamye nuksan ho ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                              confidence hona chahiye lekin aik andazy aur zaroorart k mutabiq aisa na ho k zaroorat sy zyada confident hokar hum forex main kaaam krty jayen aur akhir main loss kr k kaam he chorr dain, isliye zaroori hy k banda confident ho lekin knowledge aur observation sy B kaam liya kary, to faida hoga, lekin agar zaroorat sy zyata aur tukki confident ho to nuqsan he nuqsan.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X