Pakistan may trading ka sahi waqat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan may trading ka sahi waqat.
    Salam to all friends.
    Dear members Pakistan may trading ka sahi waqat 12:00 Pm se laykar 12:00 Am tak hay. Is waqat market may bohat teze hota hay. Waja ye hay ke Pakistan ka timing different hay dusre developed country ke timing se. To 12:00 Pm se laykar 12:00 Am ka timing serf short term trade kele acha hay qnke long term trade may Kay din our hafte lagte hay. To koshish karo ke ise time may apna trade lagayo our agar profit dayta hay to close be karo. Agar profit kam hay to us par sabar karo. Achanak amir banne ke koshash na karna warns loss me dobe hojyenge.
    Umaid hay ke ye post apko acha lagye our aap ko faida be day.
    Thanks to all.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

    Deccan koi bhi trade karne ke liye koi bhi waqt specific nahin hota Ham jab bhi chahe trading laga sakte hain trading kar sakte hain lekin Koi chij hoti hai zaroori jinhen hamen apne mind rakhe karna hoga aur vah chijen yah hai ki hamen chahie ki ham log pahle analysis Karen jab hamara analysis acchi tarah complete ho jaaye to fir hamen trading lagani chahie aise hamen trading nahin lagani chahie
    • #3 Collapse

      Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

      pakistani time table ky hisab sy ham saam 3 bajy sy raat 9 baje tak trading is ky elwa ham 24 ganhto maon sy kisi be waqt kam kar sakty hain forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main baat karty han ham is main amount be invest kat sakty hian hamy forex aina cha or alla qialities ka kam karna chahey pher hi ham kmaaybi hasil kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

        Mere khayl main koi bhu trade open karne sy pehly apko iski movement ko check karna chaye tabhi ja k is main trade lagani chaye q k best entrypoint sy he hum is main acah profit kama skate hain.
        • #5 Collapse

          Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

          G to dear forex members
          Trading Kay liya wasy to koi time fix nahi hay hum jab chahen trade Kar sakty Hain wasy dakha jay to Pakistan main trading ka time 3say rat 9tak ka time the best hay or baqi 24hours hum fourm pay achyy say spend Kar sakty hain agr hamry pas acha knowledge hay to hum kisi bhi time trade achi Kar sakty Hain ya hum pay depend karta hay Kay hum kis traha trade Karen or zyda knowledge say hum trade bhi achi Kar pain gain😲
          • #6 Collapse

            Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

            W.slam ager ap me mehnat jesi ability shamil ha to ap Kabi bi trading kar sakty ho kisi bi time pe forex pe work karne se ap easy way me earn kar sakty ho aur is kam me saber lazmi ha ager jazbat me raho ge to kafi had tak nuqsan utah sakty ha is liye hosle se forex pe kam kare Shukariya
            • #7 Collapse

              Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

              Dearm members pakistan me trading ka time 24 ganton me ap kesi b waqt kar sakhty hain satuday or sunday ko market band hoti hy jo k us time par koi b members trading ni kar sakhta hum trading k lye achy analysis krny hon gy ta k hum market ki moments ko understand kar sakyn jb hum apn kam mehnat sy krty hain to hum achaa bonus milta hy jis py hum achi tradaing kar sakhty hain
              • #8 Collapse

                Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

                Forex main treading krna ka koi ik time Nhi hy hm 24 ghunty main kbhi bh kr skty hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra jb market ki mouvmnt shi ho achi entri mily to soch semjh kr tred open kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

                  Pakistan mein trading ka Waqt dusre developed countries se different Hota Hai hai Pakistan mein main trading ka Sahi Waqt 12 p.m. se 12 a.m. tak hai trader Kisi bhi waqt Apna Kam kar sakte hain kam karne ke liye relax mind Ki Zaroorat hoti hai agar Hamara mind fresh hoga tab bhi acchi trade Laga sakte hain aur kisi bhi waqt Ham Apna Kam kar sakte hain Din Mein ya raat mein kisi bhi waqt Forex Mein kam Kiya Ja sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

                    Assalam o alaikum dear members Pakistan mein trading ka correct waqt 12.am sy ly k raat 8 bjy tak hoota haii .ju loog time ko follow krty hain wo kamyaab bhi hoojaty hain time ki qadar krna seekhu agr apni kamyaabi chahty ho tu .
                    • #11 Collapse

                      Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

                      expensive members Pakistan might also trading ka sahi waqat 12:00 Pm se laykar 12:00 Am tak hay. Is waqat market might also bohat teze hota hay. Waja ye hay ke Pakistan ka timing exceptional hay dusre evolved country ke timing se. to 12:00 Pm se laykar 12:00 Am ka timing serf short term change kele acha hay qnke long term alternate may also Kay din our hafte lagte hay. To koshish karo ke ise time may apna alternate lagayo our agar profit dayta hay to shut be karo. Agar profit kam hay to us par sabar karo. Achanak amir banne ke koshash na karna warns loss me dobe hojyenge.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Pakistan may trading ka sahi waqat.

                        Assalamu Alaikum dayira device's ko aapko Forex trading mein kisi bhi waqt straight Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain lekin main aapko batana chahta hun ki aap ko chahiye kya ek sham ko 7:00 Baje aur acche Baje Kidhar main trading karna start karen ki Usi time profit aur Ladka pata chal Jata Hai Ham Sab Ko chahie Kyon Forex Mein Jada Jada Mahina ke sath Gaon Karen Kyunki Agar Ham Sab Forex mein jyada Jyada mehnat ke sath kam Karenge To Hamen Achcha profit Hoga Shukriya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X