hmaisha market k according apni trading karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hmaisha market k according apni trading karen
    My dear Forex member Forex trading Mein Hamesha market ke according Apne trade Karen Kyunki market ko samajhna aur uski movement ke according Apne trade Lagana Yahi aapke liye successful sabit hota hai isliye sabse pahle aap market ko samajhne ki ability ko strong Karen Uske bad apni trading Karen jisse aap accha profit Hasil kar sakte hain aur acchi earning bhi Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hmaisha market k according apni trading karen

    G han dear ye bat tu hai kay ap chatye hain kay ap market mai kam karain aur market ap ko faida daye tu ap ka kam hai kay ap market kay hisab saye he es mai trade open kiya karain kiyu kay ap ka kafi acha kam ho jata hai ager ap es mai market kay hisab say kam kartye hain tu ap ka ka hai kay ap mahnet zayda kiya karwin ta kay ap ka kam es mai acha ho pata hai aur ap ka kam hai kay ap jub bhi trade open kartye hain tu us say phalye ap market ka anylsis kar liya karain kiyu kay ager ap nay market mai acha kam karna hai tu pher ap market kay trend kay hisab say kam kartye hain tu ap es mao kamyab ho jatye hain tu market kay trend kay barye mai maloom karna hai tu ap ka kam hai kay ap market kay achi tarha anylsis kar kay acha kam kar saktye hain aur ap kamyab ho saktye hain tu ap mahnet aur lagan kay sath hamesha acha kam kiya karain aur ap ka kam hai kay ap market ko market kay hisab say he deail kartye hain tu ap ka faida hai ager ap nay market mai kam karna hai aur ap nay es mai waisye he trade open kar diya hai tu ap kaliye bad mai masla ban sakta hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain mahnet kay sath kam kiya karain ta kay bad mai ap ka kafi faida ho jata hai jub kay ager ap es mai kam mahnet kay sath nhi kartye hain tu ye ap kaliye kafi masla ban jata hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha market kay hisab say kam kiya karain aur ap es mai kosesh kiya karain kay acha kam karainnta kay bad mai ap kaliye asani ho jatye hai ap ka kam jitna acha hota hia ap kaliye atni he asani ho jatye hai aur ap es mai usi hisab say kamyab bhi ho jatye hain tu mahnet kay sath apna kam ap jari rakhain ta kay bad mai ap asani kay sath kamyab ho jain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: hmaisha market k according apni trading karen

      Yes dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath Share ki hai agar Ham market ke train ke mutabik apni trading Nahin Karenge To Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye Humko chahie ki Jab Ham apni Koi trade open karne Lagte Hain to usmein market ke trend ko Jarur focus kar liya Karen Agar Hamari trading market ke a Trend ke mutabik hongi to usmein hamesha Humko profit Hoga aur Hamari trading acchi aur effective hoti Jayegi lekin Agar Ham market trend ko follow Nahin Karenge To Ham ko bahut jyada nuksan ho sakta hai.

      market ki movement ko dekh kar Hamesha market ka trend samajhdar hi trading Kabhi chahie Agar Ham expert aur Singh status a advice Lete Hain To Humko vah Bhi Yahi Kahate Hain Ki Hamesha market ke train ko follow kar ki hi apni trading ko Achcha Banaya Ja sakta hai agar aap market ke train ko samajhna Chahte Hain To uske liye aapko candlestick aur indicator ki madad Lena hoti hai.

      Agar Ham Apne knowledge ki basis per market ki movement ko acchi Tarah learn karna samajh Jaate Hain aur Humko market ki train ka idea Ho Jata Hai To Humko bahut jyada benefits aur advantages Hasil ho sakte hain isliye Ham to chahie ki Ham Hamesha Jab Bhi trading karen to market ke Trend ke mutabik hi apni trading Kiya Karen jitni bhi successful traders Hai vah Hamesha market ke friend ko follow karke hi profit Hasil Karte Hain.

      Isliye aapko yah advise ki Jaati Hai Ki Jab Bhi aap trading Karti Hain Hamesha sabse pahle market ke trend ko observe Kiya Karen ki market ka trend bullish hai ya FIR bearish trend hai aur friend ke mutabik koi bhi trade open karke usmein aap apna profit Hasil kar sakte hain aur apne account ko safe Rakh sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: hmaisha market k according apni trading karen

        Agr aap achi or profitable trading krna chahte hn tu sabse pehle apko trading ky bare mn knowledge hasil krna chahiye, or demo account pr experience bhi hasil kr lein tb hi ap achi trading kr sakte hn, in sb ky baad trade krne sy pehle ache sy market ko analyze kr lena chahiye or market ko dekh kr hi trade krni chahiye takeh ap acha profit hasil kr skein
        • #5 Collapse

          Re: hmaisha market k according apni trading karen

          Aoa dear friends. Jaisa k AP janty Hain k forex ek asi market hai Jo continueously change hoti rehti hai. So hamain isy continuously follow krna parta hai hamain pata hona cheye k market oper ki tarf ja Rai hai ya neechy ki tarf. Aur market k trend ko follow krty hoey hamain apni trade krni cheye. Agr market oper ki tarf ja Rai hai to us k hisaab sy strategy use krni cheye and agr market neechy ki tarf ja Rai hai to apni trade stop KR Deni cheye ya usi hisaab sy apni trade to continue krna cheye. Thansk
          • #6 Collapse

            Re: hmaisha market k according apni trading karen

            Dear forex members forex trading may Jab haum trading karna chahtey hay to haumay hsmesha trading Kay liye market ki movement aur trends Kay accordingly trade place Karni chahiye takay haum market ki up wards aur down wards movement ko daikhtay aur samajhtay hovey trading kartay hoye Kamyaabi hasal Kar saktay hay Forex trading may Sara focus haumay hamesha market ki movement aur trends pay rakhtay hoye trading karni chahiye aur jab haumay trading ki learning aur information hoti hay tou haumay trading kartay hoye koi masla nai hota hay aur haum market ki movement ko analyz aur monitor kar saktay hay.traders hamesha kamyab business karney Kay liye information aur knowledge ko improve kartay hoye trading kartay hay aur forex trading may appko strategy aur planning Kay sath market ki movement ko analaysis kartay hoye trading karni chahiye takay haum trading kartay hoye bohut zayada Profit hasal Kar sakay.

            Achi trading karna sab traders ki koshish hoti hay aur iss Kay liye sab apni abilities aur skills ko trading aur market Kay knowledge aur information Kay mutabiq improve kartay rehtay hay aur hamesha appni learning ko zayada importance daytay hoye trading kartay hay isi liye unko trading may zayada kamyaabi hasal hoti hay traders market ki movement ko monitor karney Kay sath sath expert aur experienced traders Kay analaysis aur informative news pay focus kartay hoye trading strategy tarteeb daytay hay aur phir uss Kay according trading kartay hay.

            Forex trading ake aysa business hay jiss may traders ko bohut zayada patience Kay sath trading karni hoti hay aur traders hamesha fundamental analysis ko istamaal kartay hoye trading strategy tarteeb daytay hay aur forex trading may trade open kernay Kay liye appko money management Kar leni chahiye takay app trading ko market ki movement aur trends Kay mutabiq trade open kar sakay aur kamyaabi Kay sath apni trading journey ko run kartay hoye acha profit hasal kar sakay.
            • #7 Collapse

              Re: hmaisha market k according apni trading karen

              yes dear forex trading main sab se pehly hamen trading analysis ki zarorat hai bagari market ko samjhy ham trading nahi kar sakte agar ham trading ko market k according nakaren yani k blind trade karen to ham hamehs nuqsaan hi uthate hain so forex trading ko hamehs analysis k bad hi karen our ho saky to apnikhud ki strategy bnaye our us par trade karen aap is main indicators our tools bhi use kar sakte hai ta k market ko ache se majh len achi trading k liye aap ko mandrja zail chizon ki sakhat zarorat hoti hai

              analysis :

              dear friends analysis forex trading ko smjhne ka sab se important zariya hai bagair analyse kiye agar ham market me enter karte hain tou ham hamesha nuqsaan hi ithate hain ku k analysis hame trading market ki next position ko samjhane main madad detei hai our ham market ko smjah kar trde kar k achi earning le sakte hai is liye koshish karen k analyse karen our phir hi trade karen

              strategy :

              market k according kam karne k liey aap ko acchi analysis k sat sat acchi startegy ki b zarorat hai agar aap just analyse k sat trade kar rahe hai to may be aap ki trading market against chali jaye ku k trading market main uos and down ate rehte hain lekin agar aap achi strategy par work karte hai to aap k profit k chance double ho jate hai our aap achi earning karte hai ku k aap k profit ka inhassaar aap ki acci planing or strategy par he hota hai aik accah planer hi acca business man hota hai
              Ayisha Cutey's Trading Journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
              • #8 Collapse

                Re: hmaisha market k according apni trading karen

                g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat kahi hai main apki bat se agree krta hun forex trading main aghr ap kamyab hona chahty hain tu apko chahye k ap apni trading ko market k accoding karen q k jub ap market k according trading katy hain tab he ap forex main achi trading kar skty hain apko kamyab hony k liye aghr kisi skills ko strong krny ki zarort hai tu wo market he hai jis main ap apni trading ability ko strong kar k apni trading karen tu ap boht achi trading kar skty hain or acha prfit lay skty hain markt ko smjhny ki aghr ability strong karni hai tu apko chahye k ap demo account main apni trading ki practice karen jis se ap demo account par market ko anlaysis karty hain jis se apko market ki smjh a jati hai or ap real market ko bhi achi trha se smjh ar os main trading kar skty hain forex arket ko aghr ap achi trha se smjhna chahty hain tu apko chahye k ap price action series ko smhna chahye jis main ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex aik best business hai jis main ap aghr market ko smjh jaty hain tu pher a trading bhi boht achi trha kar skty hain or achi earning kar sty hain aghr ap arket ko smjh nahi skty hain tu her kbhi bhi es business main na aen yah na karen q k apko kamyab hony k liye markt ko smjhna hai jis main ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: hmaisha market k according apni trading karen

                  assalamu alaikum market ko samajh karizma trade karna bahut hi important hota hai kyunki is market ke liye han se jab aap trade open karte hain to aapko ismein achcha result milta hai Jo tradus market ki according analysis kar rahe hote hain unko is market Mein profit jarur hota hai magar jo trader is market main market ko Man Mein rakhe bagair trade open kar dete hain aur ismein jaldbaji ke sath open karte hain unko kabhi bhi kamyabi nahin milati aapko is market Mein kamyab hone ke liye mehnat karni hoti hai jo tradus market Mein soch samajh per kam karte hain unko ismein kamyabi mil jaati hai har trader is market Mein apni learning complete karne ke bad jab trades open karta hai to vah ismein market ke according achcha decision Le sakta hai agar aap is market Mein achcha Kam nahin kar sakte to aapko ismein apni learning per focus Karan chahie jab aapko is market ka achcha experience hasil Ho jaaye to uske bad aap kis market Mein kam start kar sakte hain Jo tradus market Mein achcha experience install karne ke bad kam start karta hai agar vah is market Mein discipline ke sath kam karta rahega to usko kamyabi jarur milati hai jo trader is market Mein apne trading plan se hat kar kam karta hai usko nuksan bhi ho sakta hai hai aapko chahie kapus market Mein trade lagane se pahle acchi analysis karte rahen usmein aap ko kafi jyada fayda ho jata hai jo treders market mein mehnat karta hai usko kamyabi jarur milati hai aapko chahie kapus market Mein soch samajh Kar kaam karte Rahe.
                  • #10 Collapse

                    Re: hmaisha market k according apni trading karen

                    Dear friend Assalamu Alaikum ji han bilkul Jab Bhi aap trading karte hain to market ke train ke sath Chalna bahut Jaruri Ho Jata Hai Jab aap opposite market Chalte Hain To yah bahut bada nuksan hota hai aur yah aapke liye Behtar Nahin Hota To isliye Jab Bhi aap reading Karte Hain To uske liye Jaruri hota hai ki aap Jyada Se Jyada mehnat Karen aur trading co Ek proper business Samajh Kar usmein hard work Karen Kyunki Forex trading Ek lifetime business hai jismein aapko Achcha experience or knowledge hi aapko Kamyab bana sakte hain aur aap it's a lifetime achievement Hasil kar sakte hain Kyunki Forex trading Ek life time work hai ismein aap market ke friend ke sath Agar Nahin Chalte to aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte to isliye market Koi friend ke sath Chale Jab aap acchi trading karne Ke Kabil Ho Jaaye tabhi aap ismein trading Karen otherwise aap trading Mein Kabhi Bhi kam na Karen market ke train ke sath chalne ka benefit yah hota hai ki aapko profit ki ratio badh jaati hai aur aap Sabhi indicators ko use karte hue Sabhi trading tools ko use karte hue Jab trading Karte Hain To aap aap hundred percent profit Hasil karte hain otherwise aap ko nuksan hota hai trading Mein To isliye market ke trend ko follow karna aur Usi Ki Taraf trading karna bahut Jaruri Hota Hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: hmaisha market k according apni trading karen

                      Assalam walekum kaise hain aap sab ummid karta hun bilkul theek hun gay ji bilkul hamesha Nahin ham apni Jo trade hai vah market kale kawa ki lagani chahie market ke train ko dekhte hue jo bhi trade aap lagoge usko main aapko fayda Hoga agar aap market ko forward Nahin karte aur apni Marji se puche laga Lete ho irregular yah bagair analysis ke to aapko usmein loss ho sakta hai is love se bachne ke liye aapko chahie ki pahle market ka check Karen market ke Jo bhi train chal rahi hai uske mutabiq hi trade lagaen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X