Mistakes se learn karna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes se learn karna
    Forex Trading me mistakes har aik trader se lazmi hoti hn lekin successful wahi hota hai jo un mistakes se learn karen aur dobara us ko na duhrayen.Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes se learn karna

    mistakes se jarur learning kar rahi chahie kyunki Jo trader apni mistake se learning nahin kar sakta hai vah agar kisi bhi tarike ke sath learning nahin kar sakta hai isliye mistake se learning karna bahut jaruri hai kyunki hamari Jo mistake hoti hai aap mujhse easily good learning kar sakte hain isliye hamen apni mistake se jarur learning karni chahie kyunki Jo learning ghar mein apni mistake se milati hai vah aur kisi bhi shor se nahin Mil sakti hai isliye hamen apni mistake se jarur learning Kar li hogi
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes se learn karna

      working karne ke dauran mistakes sabse hoti hai aisa Koi beta nahin hai Jo bilkul perfect ho aur jisne kabhi Koi mistake mein ki ho balki mistakes hi hi hoti hain Jo humko achcha lasun provide karti Hain aur jiski bhains per Ham new chij se sikhate hain aur success aasan karte hain lekin agar aap apni mistakes se kuchh learn nahin kar rahe to iska matlab hai aapko aapke mistakes bahut jyada nuksan de rahi hai kyunki jab tak aap apni mistake se dar nahin karte aap ko hamesha nuksan hota hai lekin agar aap se koi mistake ho gai hai aur aapane usse kachha lesson answer kiya hai aur use dobara kabhi bhi repeat nahin kiya to iska matlab hai vah mistake aapke liye kya faydemand sabit hui hai ki usne usse aapane bahut kuch sikha hai
      ​BELIEVE IN YOURSELF!
      (Ahsan999)
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes se learn karna

        Jab bhi koi new member trading start karta hay to us say kai kisam ki mistakes hoti hain jin ki wajah say woh loss kar betrhta hay mistakes honay ki wajohat main say ziada tar knowledge ki kami aor experience ki kami hay es liay bar bar mistakes hoti hain trader en mistakes ko door karnay kay liayu bohat ziada koshish karta hay aor loss say en mistakes say bhi bohat kuch sekhta hay har mistakes say us ko aik nai baat ka knowledge hota hay aor next trade main woh es say avoid karta hay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes se learn karna

          Jee han jab bhi hum forex trading busienss me koi mistakes karty hain to humy apni mistakes se learning hasil karni chaiye kiun k jab hum koi ghalat trade open karty hain or humy loss hota ha to es loss ka humy bhot zaida dukh hota ha wo ye humary lye humesha yaad rehny wala sabaq ban jata ha jis ko hum kabi bhi next apni life me repeat nahi karna chahty es lye humy chaiye k forex trading business me apni mitakes se learning karen. Forex trading ko seekhny ky lye or mistakes se bachny k lye hummy demo account pe zaida se zaida practice hasil karni chaiye ta k hum aik kamiyaab forex trader ban saken or es business se acha profit hasil kar k apni tamaam wishes ko pora kar saken.
          "Dream bigger. Do bigger"
          (mahroosh)
          :1f607:


          اب آن لائن

          Working...
          X