Loss in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1681 Collapse

    "

    dear forex trading aik business hay aur har business me loss aur gain hota rehta hay es liye humain loss hone ki sorat me himat nahin harni chahiye aur new strategies aur new plans bana kar demo account me practice karni chahiye aur apni galtio ko theek karna chahiye.

    "
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1682 Collapse

      "

      Forex trading main loss to hota hi hey aur loss to every business ka aik part hota hey aur agar hum isko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is business main kabhi bhi los nahin kartey hain.

      "
       
      • #1683 Collapse

        "

        Loss to ek trading ka hi hissa hai to isse kia ghabrana or kia preshan hona kia humain brokers ki taraf se nahi bataya jata signup krte waqt k yeh market risky hai loss hone par humain probleme bhi nahi honi chaiyeh.

        "
         
        • #1684 Collapse

          "

          han ji main samjhta hoon ke forex trading ke business main loss ko recover karna bht muskil kaam hai aik tu loss aisa hota hai jab ap koi trade loss main close kar dete ho 2nd loss aisa hota hai jo ap close nahi karte aur os loss ka ap wait karte ho aur main kafi time lag jata hai aur kabhi 1 week se bhi zayda time lag jata hai

          "
           
          • #1685 Collapse

            "

            yes my dear forex ma apko loss bhi hota hai or apko profit bhi hota hai es lye apko es ma knowledge hasil kar k trading karni best hai es sy apko loss kem or profit zeyada ho ga or ap acha earn kar sakty ho

            "
               
            • #1686 Collapse

              "

              loss is part of business in forex market loss is accepted some time we must need to accept loss because it is happen due to our own mistakes so in this way to avoid from loss we must have need for good learning and also need for good experience and trading plane..

              "
                 
              • #1687 Collapse

                "

                yes app ko jab yeh forex trading karne ka muqa milta hay tu app ko loss aur nafa sath sath hi dekhne ko mile ga aur app ko is ke liye khud ko tiyar karna ho ga aur jitna bhi apne app ko safe kar le kam ho ga aur app is ko samaj kar kare app ko loss nahi ho ga .

                "
                   
                • #1688 Collapse

                  "

                  Forex trading main loss to hota hi hey aur loss to every business ka aik part hota hey aur agar hum isko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is business main kabhi bhi los nahin kartey hain.

                  "
                   
                  • #1689 Collapse

                    "

                    Agar hammain Faida hota hai Tou yakenaan loss bhi ho Gaa... main Samajhtaa hon K Aap ko nuksaan ho Tou Aap Ko Forex Trading Ko Chornaa nahin Chahiye...loss honay ki Waja dhondhnaay ki koshish karain... Forex Trading jahan profitable buisness hai Wahan is Main loss bhi hota hai magar hamaain Sabar sy kaam letay huye Agay barhnaa chahaiyee

                    "
                     
                    • #1690 Collapse

                      loss in trading means you just put a negetive trade not attached with updated market and rates of different currency of different countrys.
                      • #1691 Collapse

                        ji han trading main loss or benifit dono hoty hain es mn ziada preshan nhi hona chaie mukamal trening se kam krna chie
                         
                        • #1692 Collapse

                          Is bat men koi shak naheen kay forex ek online business place hai jahan hum online trading kartay hen aur ye kay humen forex trading men kafi loss hota hai is leye humen demo par practice kar leni chaheye
                           
                          • #1693 Collapse

                            Aap ki bat saheeh hy keh loss buhat asani sey ho jata hy lekan is ko recover krna asan nahi hota. Maximum log recover krney key chakar main sara balance zaya kar detay hain. Learning sey aap is mushkil par qabu pa saktey hain. Jo log experienced hotey hain woh loss ko recover krna jan jatey hain.
                               
                            • #1694 Collapse

                              Ge haa forex men loss bhe mumkin hai agr ap k pas traing knowldge nahi hai aor learning experience nahi hai tu apko forex men loss bhe ho skta hai lehza loss sy save rehny k ly humy zyada sy zyada learning krni chahye koun k forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1695 Collapse

                                trending mein loss to hota rahta hai laken is ki waja se hum forex ko nahi chor skte kyun forex ik boht acha business hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X